Dear forex forum members,Aj ham is pots main stoplose order k baray main wazahat k sath discuss karaingay jis main ham sab yeh janaigay k hamain stoplose kab aur kaisay lagana hay aur usk sath sath hamain isk istwmaal say kia kuch faida aur sath kia hamain is main nuksaan milta hay.
Mt4 meta trader plateforum sab say ziada istemaal honay wala plateforum hay jisay ham forex market k sath aur bhi kuch hissb say istemaal kark apni trading ko kamyabi k sath earning wali banatay huway kaam kartay hain,isko istemaal karna bhi asaan hay aur usk sath sath is main indicators ka istemaal bhi bahut ziada asaan hay.Forex market main kaam karnay k liye hamain kisi na kisi broker k sath apni registerations ko mukammal karnay k baad ham isay free main istemaal kar skatay hain aur is say faiday hasil kartay hain.
Stoplose orders..
![Click image for larger version
Name: stoplose11.png
Views: 1
Size: 349.7 کلوبائٹ
ID: 12471247](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12471247&d=1621090136)
Stoplose order hamaray account aur hamaray risk ko manage karnay wala sab say aik acha tool hota hay jisko istemaal karnay say haamray andar ka jo lalach hota hay wo bhi ham khatam kar skatay hain aur jisk istemaal karnay say ham market main aur bhi ziada strong tareekay say experience hasil karnay main kamyab ho jatay hain.Jab kabhi hamara trading k dournaa koi stoplose hit hota hay to asal main wo hamara koi lose nai hota hay balk wo bhi hamari aik tarha ki profit he hoty hay agar ham usay soch smajh kar kartay hain tab.Stoplose order asal main hamaray account ki aik safety hota hay jisay bahut saray traders istemaal na karnay ki wjaha say apnay pooray account say hath dho baithtay hain jisk baad unka is market main kaam karnay ka koi bhi hissa nai reh jata hay.Agar ham forex market main kaam kartay huway aik 100 usd k account k sath trading kartay hain jis main hamara aik order 20 usd k stoplose pay hit hota hay to ham us 20 usd ko baad main recover kar market main phir dubara 100 usd k sath trading ko mumkin bana ka racha profit bana skatay hain laikin agar ham koi bhi stoplose nai lagatay hain to hamko poora 100 usd lose karnay k bad market main kaam kanray ka koi hissa nai rehta hay.
Sell stop orders..
Sell stop order bhi hamaray knowledge k hissb say hamain bahut ziada faida daita hay jis say hamaray liye market main kaam karnay k liye asaani banty hay aur ham market main tab enter hotay hain jab hamain hona chaye isk istemaal say hamaray liye kamyabi k rastay ziada hotay hain aur isk istemaal say ham lalach aur jalzbaazi say bhi bach jatay hain.
Buy stop orders..
Dear members jis tarha say ham market k chart main apnay knowledge aur supports and resistances ko daikhtay hwuay sell stop ka order lagatay hain waisay he hamaray liye market k chart main buy stop ka order lagana hota hay,in ka method same he hota hay jis say ham makrt main tab enter hotay hain jab sahi positions hoty hain aur jab sahi managemnts hoty hain.
Stoplose order k faiday..
Dear jab ham market main kaam kartay hain to ham ahista ahista is main nuksaan k baad he professional traders bantay hain jisk liye agar ham propper tareekay k sath market main stoplose lagatay hwuay kaam kartay hain to hamko har aik nuksaan k baad achi say achi learning milty hay jo hamaray liye market main kamyabi banty jaty hai,qk market main ham kamyab ya achi earning tab he kar skatay hain jab hamko market main kaam kartay hwuay ziada say ziada time say ham is main enter rehtay hain.
Stoplose order k nuksaan..
Dear jis tarha say kisi kaam k ziada faiday hotay hain waisay he usk kuch nuksaan bhi hotay hain jaisay k jab ham market main thoray bahut nuksaan k baad out ho jatay hain to waiasay he agar hamaray pass aik acha aur strong knowledge hay to ham market main stoplose ko istemaal na karnay say is tarha say acha faida hasil kar skatay hain k market kuch retracemnts k baad wapsi apnay trend ko rawan dawan hona start karty hain jis say ham market main open positions k sath trading kartay hwuay aur bhi ziada kuch kama saktay hain aur pakki kamyab k sath kaam kar skatay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим