Market ko analysis karna chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko analysis karna chahie
    Assalamu Alaikum dearest member Pakistan from Forex main market ko analysis Karte Rahana chahie Jitna Jyada market ko analyse Karenge aap Nahin Jyada Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain to aapko acche tarike ke sath mehnat karni hai jitni Jyada mehnat Karenge aap apna Nahin Jyada Achcha profit bhi Hasil kar sakte ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko analysis karna chahie

    dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn achhi trading krnay k liay market ka achhi trh analysis krna bahot zroori ha isliay hmesha trade lganay sa pehlay apko chayay k market ka achhi trh analysis kr k uskay mutabik achhi trh soch smjh kr trade lgayn ta k achha profit hasil kr sken
    • #3 Collapse

      Re: Market ko analysis karna chahie

      My dear friends I hope you will be fine and doing his best in the forex trading due to the support of the instaforex. Dear friends je bilqul forex market mn kamyabi sa trading karna ka liya market ka analysis karna bhoot zaroori ha. Dear friends agar ap forex trading mn kamyabi hasil karna chahta hain or unlimited profit enjoy karna chahta hain tu ap ko chahie ka ap forex market ka analysis kar ka trading karen. Dear friends ap analysis ka sath trading kar ka unlimited profit enjoy kar sakta hain. Dear friends ap ko chahie ka ap zada profit hasil karna ka liya strong analysis ka sath trading karen. Agar ap mare advice ko follow karen ga or us per amal karen ga tu ap zaroor kamyab hn ga. Zindagi rahe tu per milta hain ab tak ka liya Alitire ki taraf se best wishes for all members!
      • #4 Collapse

        Re: Market ko analysis karna chahie

        G han forex trading men achi aur kamyab trading karnay k liay market ka anaylsis karna zaroori hey aur jo log anaylsis k bagher trading shuru kar detey hen woh loss uthatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay seniors se rabta kar k market ka anaylsis karna seekhen aur phir trading chart ko dekh kar news aur signals check karen aur candlestick ki madad se market ki movement ko samaj kar trend ko follow karen aur phir small lot size ko use karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur phir achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Market ko analysis karna chahie

          Forex trading market me agar upmarket ji rules and regulations ko carefully study karte Hain to usmein aap ko maximum advantages available ho sakte hain agar aap Forex trading mein successful trading karna chahte hain to sabse pahle aapko ek acche platform per apni learning ko complete karna hota hai Jab aap kisi acche platform per apni learning ko complete kar lete hain to uske bad aap Forex trading market mein acchi performance complete karne ke effective trading karne ki position mein a sakte hain isliye aapko sabse pahle apni learning per focus karna hota hai kyunki Jab aap market ko regular bhi passage per analyse kar lete hain to aap ismein acchi trading karke achcha profit hasil kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Market ko analysis karna chahie

            ji han bilkul doston aapane bilkul theek baat Kiya ki market analysis bahut jyada jaroori hai aur hamen acche tarike se market panelize karna chahie kyunki jitne acche tarike se ham log market ke bare mein information hasil karenge itne acche tarike se ham log trade ko manage kar sakenge aur treat ko manage karna sabse jyada necessary sakta hai aur aap sab logon ko yah chij samajh nahin chahie kam yah bhi asar mein yahi hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Market ko analysis karna chahie

              Assalamu alaikum friends kaise hain aur sab khairiyat se honge ummid karta hun FIR ek bar humse achcha profit hasil kar rahe honge aur kamyabi ko apna muqaddar bana rahe honge main aap sabhi bhaiyon se ek baat share karna chahta hun ki hamen market ko analyse karna chahie jitna jyada hamare kitco analyse karenge utna hi achcha profit hasil kar sakte hain to jyada se jyada profit hasil karna chahie aur jyada se jyada mehnat karke kamyabi hasil karne chahie achcha market to analyse karenge to achcha profit milega
              • #8 Collapse

                Re: Market ko analysis karna chahie

                Yes dear Hamen is market Mein analysis karne se market Ka Pata Chalta Hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krny ka acha profit mil jata hai market mai hum ko time lagany k baad kamyabi mil jati hai Jyoti dress market Mein acche Hain RSS Karke kam karte ho is market Mein Kamyab Ho Jaate Hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko analysis karna chahie

                  Trade Lagane se pahle Hamesha market analysis karna chahie Kyunki Jab aapki analysis Karke trade karte hain to loss hone ke chances bahut kam Hote Hain Forex trading 1 online business hai agar office mein focus aur concentration ke sath mehnat karte hain to aapko uska benefit hota hai apne knowledge or experience ko improve karke hi aap Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain Forex trading mein agar aap apne knowledge or experience ko utilise karte hain aur demo account ke upar practice karte hain to aapko uska reward Jarur Milta Hai Jitna Jyada focus aur concentration ke sath aap Nahin baat karenge utna aapko benefit hota hai mehnat aapki Kabhi Bhi Ja ya nahin jaati Forex trading Mein sabse Aasan karne ke liye aapko emotional discipline ke sath kam karna chahie emotional discipline ke sath hi aap Kamyab ho sakte hain agar aap risk to reward ratio aur money management karte hain to aapko Forex trading Mein kamyabi Ki milati Hai agar aap is business Mein technical analysis karna Sikh Jaate Hain To fir aapko loss per kam hota hai aur aap market se profit Hasil kar sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X