Dear members,ham sab yeh baat barray simple tareekay say keh saktay hain k jahan pay market apni keemat ko reverse kar daity hai wahi hamari keemat ki jagha hoty hay,misaal k tour par aga ham market k chart main kaam kartay huway yeh samjhtay hain k gbp/usd pair ka trend buy hay aur uska wapsi janay ka area resistance hoga.Isi tarha say ham wahan ki har aik resistance say market main sell ki entery laingay aur uski har aik supports say ham buy ki entery laitay huway market main kaam karaingay.
supports aur resistance main kia fark hota hay?
Forex market k chart main trading kartay huway jab ham chart main aik seedhy line laga laitay hain to usay ham supports aur resistance ka area kehtay hain.
Break aur breach main kia fark hota hay..
Jab ham market main kaam kartay huway yeh daikhtay hain k kisi pair main price nay support ko ya resistance ko break karnay k baad market support say resistance ki tarf run karna start kar dia hay to tab ham yeh kehtay hain k price nay barray strong tarekay k say apni movements ko start kar lia hay aur yeh aik baar zarur apnay entry point k pass aa kar dubara apni positions ko bahaal kar sakty hay jisay ham market main breaks aur breach kehtay hain.
Main kaisay supports aur resistance area ko jaan sakta hoon?
Supports aur resistances aik range area hotay hain jahan say ham market main kaam karnay k liye uski entery aur exit ka intekhaab kartay huway is main kaam kartay hain.Jiski wjah say bahut saray traders sirf isi knowledge k hissb say market main apnay risk aur managements k hissb say kaam kartay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим