Why some traders dont succeed in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why some traders dont succeed in trading?
    Hi guys,

    Here in forex trading theirs a lot of members joined in this kind of trading in 100 members only 1/4 of them are active, what do you think is the reason why they don't succeed in trading world?

    Do you think this are the reasons:
    * Lack of knowledge, skills, ability
    * No time, they think its a waste of time
    * They are bored
    * They suffer so much losses
    * People lack of patience
    * Hard to understand trading

    what do you think is the most reason behind it?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex emin bohat saare traders is mein nahi kamiyab ho paate aur iski wajah ye hai ke is mein hamko kaafi ehnat karni parti haia ur is mien ham mehnat ke baad hi kamiyab honge.
    • #3 Collapse

      my dear forex mein loss ki kai wujohaat ho sakoi hain buht se traders bina forex learn kiye bina demo account ppractice kiye bina analysis kiye bina sochey samjey jaldbazi mein trading krte or baaz daffa aisa krne se un ko loss b ho jata hai
      • #4 Collapse

        Traders ki forex main nakami ki kafi reason hain jin ki waja say wo iss business main humesha loss kerty hain our kabhe kamyaab nahe ho sagty hain our wo greed emotions py control na hona bare waja hy
        • #5 Collapse

          my dear forex bht hi risky business hai agar hume iss ki proper knowledge na ho tu hum iss se kabhi bhi achi earning nahi kar sakte so hume successful hune k liye pehle isse proper sikhna chahiye.
          • #6 Collapse

            ap ne forex trading mein fail hone ki kafi effective reasons bian ki hein magar my dear friend mera khial hae k trading karte hue agar admi in ko qaboo kar le to kafi faida ho sakta hae.......
            • #7 Collapse

              gee bhai forex trading mein woh trader success hasil nhe krte hien jo apne trading mein knowledge skills ka sahih istemal nhe krte hien aur jo apne trading mein patience se kam nhe krte hien aur jo apne tradinng mein mhnt nhe krte hien aur apne trading ko sahih understand krne ke koshish bhe nhe krte hein
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Jo log is business ko serious nahi letay, wohi loss uthatey hain. Lekan jo traders is business ko apna source of income banana chahtey hain aur is business sey achi earning krna chahtey hain, woh is business ko serious ho kar time detay hain aur is ko properly learning key bad join krtey hain. Kamyabi key leye mehnat shart hy aur is key baghair kamyabi mumkin nahi hy.

                اب آن لائن

                Working...
                X