Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?
    Jab ham forex market main trading ko start kartay hain to tabb ham is main kaam kartay hwuay iski reality ka pata is tarha say chalta hay k hamain is main kaam kartay hwuay q lose hota hay,qk ham market k baray main koi ziada experince nai rakhtay hwuay is main kisi k kehnay pay baghair knowledge k market main ziada tar risk laina start kar daitay hain aur isi douran he hamain lose ho jata hay phir wahi lose recover karnay k liye ham market main jaldbaazi aur jazbaat say kaam laitay hwuya market main jazbaaty ho jatay hain.Bhaut saray traders market main kaam kartay hwuay apni apni strategies k hissb say kaam kartay hwuay bhi lalach k adi ho jatay hain jiski wjaha say wo market main baar baar lalach aur jazbaat ka sahara laitay hwuay trading karnay say nakaam hotay rehtay hain.

    Kamyaab traders apni trading ka record rakhtay huway kaam kartay hain..

    Dear members,forex market main kaam kartay hwuay agar ham is k ziada tar lose say bachan chahtay hain ya ham is main jazbaat k sath kaam karnay say bachna chahtay hain to is surat main hamaray liye yeh bhi ziada zaruri hay k ham apni har aik mistakes aur apnay har aik profit ka aik propper record rakh kar market main kaam karain qk agar ham is record apnay mined ya apnay samnay rakhtay hwuay market main enter ya exit hotay hain to hamaray liye is main kaam karna bhi asaan hoga aur hamain achi earning ka milna bhi mumkin hota rahaega.

    lalach hamara sab say barra dushman hay.

    Dear members,forex market jis hissb say aik barri market hay usi tarha say is main kaam kartay hwuay hamain iska profit bhi barra aur ziada nazar ata hay jiski wajha say market main hamaray mined main lalach ajata hay aur ham is main apnay lalach ko control na kartay hwuay apnay jazbaat k sath bahut baraa risk laitay hwuay kaam karnay say hamain lose hota hay jiski wjaha say ham is market main kaam kartay hwuay nakami ka ziada tar samna kartay hain.

    knowledge k baghai risk ko manage karna..

    Forex market main kaam karty hwuay aur is main nuksaan ki aik yeh bhi barri wajha hay k ham is main risk tab laitay hain jub hamaray pass uski koi bi management nai hoty hay jisk baad hamain nuksaan ka samna hota hay aur ham lalach aur jazbaat k sath is market main kaam kartay hway aur bhi ziada lose ka samna kartay hain jisk liye zaruri hay k ham apnay jazbaat ko control karnay k liye kam say kam risk ko manage karty hwauay kaam karian.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

    Mere dost jazbat insaan ka part hote ha sare logo me jazbat hote ha kuch log inko control kar lete ha aur inko khud se bahir nahi ane dete aur kuch log aise hote ha jo inko control nahi kar sakte jis ki wajah se wo bahir a jate ha is liye hame un me se hona chahiye jo apne emotions ko control kar ke apne andar he rakhe is tarha se professional log kam karte ha hame bhi un ki tarha se banana ki kushish karny chahiye
     
    • #3 Collapse

      Re: Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

      Walaikum salam Dear Forexs friends Kia hal hn umeed krta hn ap sab member's kheriyat se hon gye ji han bilkul sahi kaha gaya hai thread main
      Jab trader's trading karty hain to wo jazbaty kiun ho jaty hain
      Forex trading mn kamyabi hasil karny key lye ap ko sabar se kam Karna chye aur trading main kabhi bhi laalach nhi Karna chye Jo log lalach karty hain trading karny mn wo Bahut ziyada jazbaty hoty hain aur bhaut ziyada loss Kar bhety hn
      • #4 Collapse

        Re: Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

        Assalamu alaikum movie karta hun tab amlokind se honge aur aaj ka jo hamara besharam hai vah yah hai ki trader jab trade lagate Hain to vachasvati kyon Ho jaate Hain ji bilkul Ham main kyunki vah samajhte Hain shayad hamara experience itna ho chuka hai ki abhi Ham trade lagaen ki aur hamara profit ho jaega nahin karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

          Ji bilkul bhi trading karte waqt jazbati hone ki jarurat nahin hai confidence ke sath aurat mard ke sath trading karne ki jarurat hoti hai har chij aapke samne hoti hai aapko profit bhi Hasil ho sakta hai aur loss bhi Hasil ho sakta hai isliye purush School hokar thande dimag ke sath aapko trading karne ki jarurat hai agar aap trader acche banna chahte Hain to yah baten aapko ply bandni hogi.
          • #6 Collapse

            Re: Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

            Good afternoon friend Dekh mere Bhai yah hamara human Nahin chal raha hai lekin ham jazbati ho jaate hain lekin mere Bhai jazbaat se Kam Nahin Lena chahie balki aapko market ke hisab se kam Lena chahie dekhe mere Bhai aapko koshish Karni chahie ki trading karne se pahle market ko acchi Tarah analyse Karen aap dekhenge market ki movement kya hai uske bad aapko apni friend Karni chahie thank you so much
            • #7 Collapse

              Re: Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

              Ji kuch aisy traders hain jo asabi tor per kamzor hoty hain. Jis waja say small running loss main bhi woh jazbati ho jaty hain. Aisi situation say bachny ka sole tariqa yehi hay keh ham apny knowledge ko improve karain aur khud main is qadar improvement layain keh khud itemadi bahal ho saky. Is tarah market ki stressed situations main bhi ham survive kar payain gay.
              • #8 Collapse

                Re: Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

                Jab trader trading Karte Hain To jazbaati isliye Ho Jaate Hain ki lalach mein a Jaate Hain unko dekhta Hai Jab Jyada thoda bahut paise banna hai to aur Jyada ki koshish karte hain aur Lala check Buri Bala hai jo ki Insan ko jazbati karke FIR kha Jaati Hai To Hamen Agar trading karni hai To Hamen yah Ek acche khase se ki jarurat hai Hamen lalach Nahin honi chahie Hamen Achcha Khasa trader bharna chahie Ham marketing aani chahie analysis karna chahie marketing ke dauran Hamen acche se acche analysis karna chahie Varna ki Hamen jazbati ho jana chahie trading ke dauran
                • #9 Collapse

                  Re: Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

                  Kion k aksar log loss hone pr mayoos ho jate hein or apna km jazbat se lete hein Lakin ap ne asa nai krna ha apna km ache se krna ha jitna acha ap ka kam ho ga itna he ziyada ap ko faida ho ga kion k forex kr mayoosi again loss deti ha is liye kabhi b ap ase km na krhen k ap ko loss ho forex mein ap ko profit tb he hota ha jb ap js k liye try krte hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

                    Assalam walekum doston kaise hain aap JEE main Amit karta Hoon kya aap sab khairiyat se honge ji aap ka sawal hai ki trading trade karte hue jazbati kyon Ho jaate Hain iski kya vajah ji Meri Kya trading trade karte hue jazbati bilkul na hun agar vah jaldi rajbati honge to y is mein kamyab nahin ho sakte aur vah ismein nuksan hustle karte Hain Ham koshish karen ki agar ismein kamyab hote Na chahte Hain to aap ismein jazbati aur jaldbaji na Karen Chala ko fayda hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

                      Ji han bilkul Diya aapke pass bilkul sahi hai is market mein agar aap expert trader Banna Chahte Hain To uske liye mehnat karna Hogi*market Mein kam kar rahe hote hain to ismein aap dekhte hain kya kar aap is market Mein money management ke rules and regulations ke sath kaam Karti Hain To iska aapko bahut jyada fayda hota hai Kyunki Jab aap money management ke sath kam kar rahe hote hain to usse aapka kaun se hota hai aur aapko ismein fayda Milte Hain Jab tak aap money management ke rules and regulations ko follow Nahin Karenge is aapka account kabhi bhi watch Nahin hoga Jab aap is market Mein kam Karte Hain To usmein aap dekhte hain ki aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar Aur Kate ful is market Mein trade open karna Hoti Hai Jab tak aap is market Mein Koi Bhi trade open karte hain aur uske sath stop-loss ka istemal Nahin Karte to aapki trade Jyada risky ho sakti hai aapko money management Ki Main lot size ki selection Apne account capital ki mutabik karna ho ki aur Soch samajhkar trade open karna Hogi Jo log ismein mehnat Karenge the hain aur knowledge Hasan karte hain Kuchh Mein fayda Hota Hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

                        yes dear aapane bilkul theek kaha hai Forex trading market mein bahut jyada member emotional Ho jaate Hain kyunki Jab unko profit Ho jata hai to aisi situation mein vah according to requirements and according to analysis apni trading nahin karte hain aur uske bad aur confident hokar emotional decision making karte Hain jiski vajah se unko bahut jyada advantages available ho rahe hote hain agar aap Forex trading market mein successful trading karna chahte hain to aapko emotional decision-making nahin karni chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

                          Dear member bahut Achcha question ke aap Logon ke jhabreda trading Karte Hain To jazbaati Kyon Ho Jaate Hain mummy trading karte waqt Nahin Hona chahie Aur bhi nahin Karni chahie Sab ke sath chahie karna chahie Bharosa Rakhna chahie FIR jakar trading Karni chahie Hamen Dil Chhota nahin karna chahie ghabrana bilkul Nahin chahie Inshallah Jo Ham trade lagayenge Hamen cprofit Degi
                          • #14 Collapse

                            Re: Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

                            Forex trading market Mein Jawab successful trading karne Ja Rahe hote hain to ismein aap ke liye bahut sari problem hoti hai isliye aapke liye emotional trading bhi bahut jyada problem create kar rahi hoti haiForex trading market mein agar aap kamyabi Hasil karna chahte hain to is maksad ke liye aapko sabse pahle market Mein different news ko carefully focus karna Hota Hai Jab aap market Mein fundamental analysis complete kar lete hain to Iske bad aapko market ko technically study karna Hota Hai Jiski vajah se aap market Mein regulatory basis per apni profitable trading kar sakte hain Forex trading market Mein Jab aap regularly basis per apni trading Karte Hain To isliye aapko emotional hokar apni decision-making Nahin Karni chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jab traders trading kartay hain to wo jazbaty q ho jatay hain?

                              Forex market Mein Jab Ham kam Karte Hain To Hamen kabhi bhi emotional Nahin Hona chahie Agar Ham ismein emotional hokar kam Karenge To Hamen is main sirf aur sirf loss hoga Hamen is market Mein different candlestick pattern ko samajhna bahut hi important hota hai agar Ham different time frame ko focus karte hain aur is per Analysis Karke trading Karte Hain To Ham is market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham different chart pattern ko properly focus Karen Jitna Jyada Ham is market Mein Patron ko carefully study Karte Hain To Hamen is market mein itna hi Achcha profit Milta hai isliye Hamen is market Mein profitable hone ke liye properly learning complete karna Hogi aur acche experience is Sath kam karna hoga Jitna Achcha hamare pass experience Hoga Ham is market mein itna hi Achcha result achille Karenge otherwise Agar aapke pass experience Nahin Hai To aapko demo account per proper learning karna Hogi aur experience Hasil karna hoga Jitna Jyada aap demo account per practis karte hain aapko itna hi Achcha experience Haasil Hota Hai isliye Hamen Koshish Karna Hogi ki ham ismein acchi learning experience ke sath kam Karen Taki Ham is market Mein Kabhi Bhi loss Na kar sake Agar Ham ismein jaldbaji Karte Hain To Hamen Hamen sirf aur sirf nuksan Hota Hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X