Assalamu Alaikum dear senior and junior member, Forex trading market mein successful trading karne ke liye aapko average true range se related important learning ko complete karna hota hai. Aaj main aapko average true range se related kuchh valuable information share karna chahta hun, jo aapki learning aur information mein ijafa kar sakte hain. Sabse pahle main range ki definition se apni discussion start karna chahta hun.
What is Range
Dear member Jab aap ek candlestick Ko carefully focus karty hain, to ismein aapko 4 different types ke point available hote hain, jismein aapko highest, lowest, opening aur closing values available ho rahi hoti hain, iska matlab kya hota hai ki ek candlestick ki lowest aur closest value Ko Jab aap focus karte Hain, to yah aapko market mein us candlestick aur us specific time period mein ek range ko indicate kar rahi hoti hai.
Gap Up and Gap Down in Range
Dear member Jab aap range ki definition ko study karte Hain, to sometime Jab different stocks and different commodities ki opening or closing values main aapko gap up aur gap down ki situation face karna hoti hai, to ismein aapko hamesha gap ko bhi range ki calculation may include karna hota hai, agar market gap up open hoti hai to iska difference bhi aapko hamesha range may include karna hota hai, aur iske sath Jab market gap down ki situation may open hoti hai, to ismein bhi aapko hamesha gap ko include karna hota hai.
Average True Range
Dear member Jab aap Forex trading market me last 14 candlestick ki calculation karte hain, aur un ki values ko add karke 14 per divide karte hain, to aapko average true range ki value available ho rahi hoti hai, different time frames mein iski value different ho sakti hai. For example agar aap m15 time frame mein average true range key value to find out karte hain, to ismein aapko daily time frame ki basis per different value available hogi. Hamesha maximum time frame main aapko ya value maximum milane ke chances ho sakte hain.
Development of Average True Range
Dear member ya system Wells Wilder na introduce krwaya tha. Jab aap is system ki proper learning kar lete hain, to iski basis per aap market me apne account ki safety level ko maintain karne ke liye stop loss ki limit ko properly calculate kar sakte hain, aur ismein hamesha different important decision making may is complete study ko include kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим