Ji dear friends, hamain kai dafa forex market main aik he pair main buy and sell ki bar bar opportunities milti hain. Laikin ham ye tab he avail kar sakty hain jab ham aisy pairs talash kar lain. Q keh sabhi pairs main aisa din bhar nai ho sakta keh ham bar bar swing trading kar sakain. Lehaza gold aur CL mery khial main aisy pairs hain jin main ham daily support and resistances levels kay andar rehty huye buy and sell kar paty hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим