Who do you think is responsible for the loss while trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Who do you think is responsible for the loss while trading?
    When you suffer setback or huge loss in your trade whom do you blame in the end? Is it you or broker or the forex trade? I want to know about this because it determines what kind of trader you are. If you blame the system for the loss then definitely you are not great trader. An inspiring or good trader is one who stands out and takes the responsibility for the loss and moves on working on his/her mistakes. The good trader is one who is strong enough to take the blame over him/her.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex mein jo mjhe lagta hai ke apke loss ki wajah hai wo ye hai ke ap is mein jald baazi karte hian aur apko is mien jald baazi nahi karni chhiaye.
    • #3 Collapse

      My dear friends forex trading market main forex traders khud hi apne loss ke responsible hote hain. kiyun ke forex trading business main wo apni marzi se trading karte hain. is liye wo hi responsible hote hain.
      • #4 Collapse

        my dear zahir si bat hai loss k zimedar hum khud hote hain agar hum koi ghalti karte hain tab hi loss hota hai so hume forex ko proper samjhna chahiye tab hi hum iss se achi earning kar skate hain.
        • #5 Collapse

          mere hisab se to just ap hi apne losses ke zimmedaar ahin aur apko chahiye ke ap is mien apne losses ko minimize karen taake ap is mein kamiyab hosaken.
          • #6 Collapse

            gee bhai forex trading mein trader se loss hota he to woh trader ke apne mistakes hote hen aur trader ko es mein apne trading mein khod bhtre lane he aur es mein kese aur ko blame nhe krna hota he aur khod experince se kam krna he aur trading mein uptodate ho kr apne trading krne he
             
            • #7 Collapse

              Dear is business me loss hmen tb hi hota ha jb hm is business me lalach se kam karty hain isi liye hmen chahe k hm is business me loss se hmeshah sbr se kam kareen tb hi hm is business me success ho sakty hain or hm acha earn kr skaty hain is business me
              • #8 Collapse

                forex trading mie apko loss tb hi hota hai is mein ke jb ap is mein panic hote hain aur is mien ap phir big lot se trading karte hian tb apko is business mein loss hota hai.
                • #9 Collapse

                  Koin k dear forex aik easa business hy jes mian profit our loss to chalta hy us main hum acha profit jahan kerty hain wahan humean loss bhe hota hy our pher us say hum ache earning bhe kerty hain
                  • #10 Collapse

                    gee bhai forex trading mein loss hmein apne mistakes ke waja se hota he is lie hm ko chahe apne trading mein sahih mhnt krein aur apne trading mein mistakes na krein aur apne trading mein experience acha krien aur apne trading mein planing ache kr ke apne trading mein success lein
                     
                    • #11 Collapse

                      Is system main trading itni easy nahi hy aur profit lena itna asan nahi hota. Market kisi bhi waqt fast aur slow ho jati hy aur sometimes unexpected movements bhi hoti rehti hain. Is leye hamain market key trend key sath chalney ki koshish krni chaheye aur is key leye proper learning aur practice krni chaheye.
                      • #12 Collapse

                        I think that we are responsible for our loss kyun k humey loss humare apne he kisi na kisi ghalti ki wajah se hota hai agar humare ghalti na ho to humey kbhy bhe loss ni hota hai aur agar humey koss ho to huney forex ko ya kisi aut ko blame karne ki bajaye apne ghalti ko dhondhna chahie jis ki wajah se huemy loss howa tab he ja k hum gorex trading main kamyab ho sakte hain aur tab he ja k hum ek kamyab tradrr ban sakte hain warna hum is min totally i think fail hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Who do you think is responsible for the loss while trading?

                          Insan koshish Karta Hai To Itna hai usse profit hota hai to agar aap koshish Karenge to aap Inshallah Jarur kamyabi Honge isliye koshish Karte Rahana chahie Insan ko jitne Jyada aap ki koshish Hogi utna hi aapke liye Achcha Hoga aapka experience Ada Hoga Apna Lage increase hoga yah sab chijen karti hai agar Insan karte hain to uski Bhul hi Ham yah Chhoti Chhoti chijon ka mauka Dede lekin Yahi Hamare liye faydemand Hoti Hai ise bilkul bhi Gunah nahin karna chahie unhen acche tarike Se Pyar karna chahie staff Rakhwale Chhoti Chhoti note Karte Hain To isliye aur Chote Chote points bilkul bhi ignore na Kya Karen Yahi aapke liye faydemand Honge usse hi aapka Achcha Ban jaega is Nahin aapka Achcha bonus aaega Achcha result aaega to isliye koshish Karte Rahana chahie Sab dost mil kar koshish Karenge na koshish Ki Hai Unka result aapke Samne hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X