Loss is the part of trade why....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss is the part of trade why....
    i always think why their is the loss in trade. but then i knew loss is essential in trade because help us to know our mistake and we can improve that. loss also helps in improvement our goods. loss motivates us to gain profit so that we can cover our previous loss. it gives the direction to the trade that what should we do to save our trade from loss. so i say loss is the part of trade and without loss the trader cannot learn their mistake.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han forex mein loss apki trading ka parta hia ur is mein har trader ko hih loss hota hia bs bata hia is ko theek se sekehne ki aur is mien mehnat karne ki.
    • #3 Collapse

      loss aik buhat ahm part he trading ka agara ham yahan trade kerte hen tu yaha profit bhi kerte hen aur yahan ziyada ter kafi newbies ko shoro me loss ka hi saamna hi kerna parhta he.
      • #4 Collapse

        My dear friends forex trading market main loss trading ka important part ha. forex trading market main without proper experience ke forex traders trading nai kar pate is liye forex traders ko achi tarha trading karni chahiye.v
        • #5 Collapse

          kiun k my dear forex aik business hai aur business me profit aur loss tu chalta hi rehta hai bus hume achi tarhan handle karna anna chahiye i just love forex its best online business in pakistan.
          • #6 Collapse

            G han forex trading ma loss hone k baad mistakes ka analysis karna chayhe aur mistakes se lesson hasil karna chayhe ta k forex trading ma success hasil kar saken..forex ma real trading start karne se pehle ache tarah practice karna chayhe..
            • #7 Collapse

              g han wo is liye ke ye real business hai aur is mein apko loss to hoga hi is liye apko chahiye ke ap is mien proper mehnat ke sath tradig karen aur is mien mehnat bhi karen.
              • #8 Collapse

                yes dear ap ki baat sahi hai loss trading ka hissa hai koi b trader jo forex mein expert hi q na ho us se b forex mein loss ho sakta hai q k forex business hai jis mein naffa b hai or loss b but jb ap soch samj k trading kro gey to ap loss ko recover kr sakte ho
                • #9 Collapse

                  gee haan bhai forex trading ka business ho ya aor business ho es mein loss trading ka hisa hota he aur hmein khod tradng ko smjhdare se handle kr ke es say sahih profit earn krna hota he phir trade mein los nhe ata he
                  • #10 Collapse

                    loss trading ka bht hi aham part hai agar ap koi bussiness be krty hain tu usmei be loss or profit dono sath sath chalty hain jis mei ye darr rehta hai ke agar zara be prediction ghalat hui tu loss hoga agar kabi kahin prediction sahe hti hai tu profit hota hai
                    • #11 Collapse

                      g bhai ap ne achey topic pr bat ki ha yr loss to es bussiness ka hissa smjna chahye baqi agr loss ho jay to humy dekhna chahey kay es ma humari kon c galti thi aur jese he humy pta chl jay to humy apni wo glti ko improve krna chahy aur us se learn b krna chahey ta kay dubara humy loss na ho.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Kion k us market main do he state hain ya profit hota hai ya trader ko loss hota hai humean us main mehnat kerna ho he pher he us main hum acha profit earn ker pain gay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X