Don't Rely On Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Don't Rely On Forex Trading.
    Forex is a Risky Business we all know this that is why our Broker will warn us about the risk that is involve here before we deposit our fund with them.
    But aside from that there are still people making good amount of profit in forex and Others loss also what will you advice forex investors to do.
    They should rely or not to rely in forex trading?
    Or should investors have others business as back-up while taking forex as second alternative?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yah bat to such hai k forex trading aik risky business hai or yahan profit or loss dono ho skty hai per ham is risk ko khatam to nahe per kam zroor kar skty hai apny knowlege or skill k sath
    • #3 Collapse

      g han theek kaha apne ke ap just forex trading pe hi rely nahi kar sakte kiunke ye bohat hi ziyada riksy busness hai aur is mein apko chahie ke ap poori mehnat ke sath isko seekhen.
      • #4 Collapse

        dear forex trading boht risky business hy ap ko smjh k es business mai kam karna ho ga tab he ap acha reward hasil karo gy os k bina ap ko kabii b es business ma i acha faida hasil nhn hone wala lehaza ap seekho aur phr kam karo,,,,
        • #5 Collapse

          nahi g main aisa nahi sochta aur ye business ek bohat betreen cheez hai jis mien ap just mehnat karke hi kamiyab hoskate hian.
          • #6 Collapse

            gee bhai forex trading mein risk hota he lakin jb trader apne trading ko experience se krta he aru apne trading mein bhtre ke lie koshish krta he to woh apne trading mein risk control mein rkh leta he aur apne trading mein ache income hasil kr leta he
             
            • #7 Collapse

              ager to hum proper knowledge our experience ho k hum demo account main practice ker learn kerty hain us k sath live account main trading kerty hain to pher to app forex k oper depend ker sagty hain
              • #8 Collapse

                gee bhai hmein apne forex trading mein risk hota he aur hmein apne trading mein ihtiat se kam krna acha profit deta he aur hm apne forex trading mein experience acha krein aur apne trading mein sahih planing se kam krein hmein boht faida milta he
                   
                • #9 Collapse

                  sir jab tak trading skills bohot he ziada achi na hon aur sath acha khasa trading capital majod na ho tu sirf forex trading ke earning per depend karna kio bohot he danishmandi wali baat nai hai . aur traders ko chaye ke woh forex trading ko as a side business he karin tu ziada munasib hai .
                  • #10 Collapse

                    Forex per completely depend nahi karna chaheye aur is key sath sath kisi dosri job ko bhi continue rakhna chaheye. Yeh aik risky business hy aur is main kisi bhi waqt big loss ho sakta hy, jis ki waja sey aap financial crisis ka shikar ho saktey hain. Is leye zarori hy keh forex ko pehlay seekha jaye aur phir is ko join kia jaye takeh big loss sey door raha ja sakay.
                    • #11 Collapse

                      gee haan bhai forex trading ke business mein risk hota he aur hmein chahe keh hm apne trading mein sahih experience aur knoweldge se kam krein aur apne trading mein ache planing krein aur apne trading mein ache management se apne trading krein
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        g han forex business me kabi b khud ko relax nahi karna chaye agar app ne trades open key hey to app ko chaye k app 24 hurs hi us ko follow karen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X