Asslam-o-alikum mara piyara dosto or forex ka logo umeed ha sab khariyat sa honga dosto ma jab bhe koi new thread post karna lago to mari koshish yahe hoti ha ka har dafa koi na koi nai bat naya ilm ap logo ko btao jis sa ap sab ko faida ho saka to is lia aj ma ap sab ko 'BULKISH DIVERGENCE' ka bara ma thora apna ilm ap sab ka sath bantoge to dosto market ma ap jab bhe enter hota han to ap har chart ya har pair par koi na koi indicator jarur istimal karta han or bht sa trader to RSI ko he sab sa acha indicator smghta han to dosto jab bhe ap market ma dakha ka price ek new high bna rahe ha yani price to low sa high ke trf ja rahe ha lakin indicator us sa sehmat nahe ha or wo low ke trf he ja raha ha to smgh la us waqt market ma koi divergence ha or us waqt market upar jatage to usa bullish divergence kaha jayaga.
or dusra ya ka price to ek naya low bnata ha lakin indicator low nai bnata yani agar to price low bnaya to us ka sath indicator ko bhe low he hona chahiya lakin agar wo market ke price ka sath move na kara or indicator up ma ho to us waqt smgh la ka market ab or nitcha nai jayga us waqt market ma koi na koi divergence ha to wo bullish divergence hoga.dosto ya bht he faida mand ha sab logo ka liya ma jitna ap ko detail ma bta sakti the mna btaya or koshish karti hu ap sab is sa jarur faida uthaynga or is ko seekhnga.
Shukria.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим