Ham log loss khud apni waja s karty hein ..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ham log loss khud apni waja s karty hein ..
    main aapko ek chij Bata Dena chahta Hun ki yah Jo loss hota hai yah loss hamen sirf aur sirf apni vajah se hota hai aur Jiski vajah se ham log society mein Na kam ho jaate Hain vah hamara loss hota hai to kyunki loss Ham yah to apni jaldbaji ki vajah se karte Hain yah apni na kami ki vajah se karte Hain To isliye hamen ine chijon ko acche tarike se understand karna hai ki hamen loss kyon hota hai Agar ine chijon ka humne acche tarike se understand kar liya to yah chij hamare liye bahut jyada best hogi kya FIR ham log chijon ko understand karte hue successful karenge kyunki chijen Jab hamen understand hona shuru Ho jaati hai tab ham log kamyabi hasil karte hue hote ko upar Le ja sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ham log loss khud apni waja s karty hein ..

    dear is main ap ki bat kqfi limit tk sahee hay q k ham is main money management ko follow nahi katay hein jis say ham ko is main loss ko face kana pr jata hay so is main ham ko chye ho gya k ham apnay account balance ko assess karnay k bad main he trade ko karein takay ham is main khud ko loss say bacah sakein aor agay ki janib ja sakein asani k sat .
    • #3 Collapse

      Re: Ham log loss khud apni waja s karty hein ..

      G bhai jan ham jab business ki taraf jate ha jese ke forex bhi ha to hame mistakes karne ke baad nuksaan hota ha loss wese he nahi ho jata ha agar ap ne sab thek kia hoga to apko loss nahi hoga lekin agar ap apne kam me mistakes ko repeat kia hoya ha aur baar kia ha to apko loss is tarha hota rahe ga loss se safe rahna bhi mushkul ha lekin mehnat se ap isko mumkin bana sakte ha is liye is par zor de apna
      • #4 Collapse

        Re: Ham log loss khud apni waja s karty hein ..

        Walekum salam Dear Forexs friends kya hal hai ummid karta hun aap sab member's khairiyat honge
        Ji han bilkul aapane sahi Kaha main ham log loss khud apni vajah se karte Hain yah to ham jyada earning ki lalach ki vajah se loss kar jaate Hain ya phr jaldbaji kar jaate Hain Forex trading karte hue aapko kabhi bhi jaldbzai nahin Karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: Ham log loss khud apni waja s karty hein ..

          Asslam-o-alikum umeed hai aap sub forex members khaireyat se hon ge' g han dosto baat apne kheet he kahee hai keh jo bhe loss hota woh hum apne he waajha se karte hain baat yeh hai keh jo bhe kam karin woh hamissha soch aur samajh kar karin iss main hmara apna he faida hai hum iss min gaflat karin ge to saf zahier hai keh loss he ho ga baehtar hai hum trade agar kar bhe rahee hain to woh bhe ik soch ke sath karin ge agar behtar ho ge to hum profitable hoon ge aur agar galat hoo ge to hum iss main loss main jain gee iss leye behtar hai jo bhe kam karin uss kam ko soch samajh kar karin thanks
          • #6 Collapse

            Re: Ham log loss khud apni waja s karty hein ..

            Forex business mein koi bhi apni nahin chata kay us ko loss ho phr kon ho ga kay apna loss khud karta ho forex business mein har kise ki koshish ye hi hoti hai kay loss na ho lakin phr bhi trading mein Koi na koi galti ho jati hai js se loss ho jata hai in mein lalach hai jald bazi se trading karna hai emotional trading hai ia traha hi trading mein loss hota hai koi loss khud nahin karta aur ye hi cheezon ko hum ko mind mein rakhna hota hai hum in ko mind mein rakh kar trading kartay han tu hi kaamyaab ho saktay han
            • #7 Collapse

              Re: Ham log loss khud apni waja s karty hein ..

              As-salamu alaykum members han loss ki vajah ham khud hote hain hamara hi faisla galat hota hai jiski wajah se hamen loss ka samna karna padta hai dheyan se kam karen aur theek se trade lagaenge to hamen loss se nuksan nahin uthana parega bus acche se apne kaam par tawajah deni chahie aur pure ilm ke sath knowledge ke sath market ki analysis ke sath trade karni chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Ham log loss khud apni waja s karty hein ..

                Assalamu Alaikum ummid karta hun aap sab bhai khairiyat se Honge Ji Bhai Jaan aapane bilkul theek kaha hai ki ham log loss Khud Hi apni vajah Se Karte Hain Kyunki ham log bagair Socha samjhe bagair planning ke sath trade Lagate Hain aur Hamen loss ho jata hai Hamen chahie ki Ham pahle market canalized Karen Uske bad planning Soch samajhkar trade lagaen tha ki Hamen fayda Ho Hamari trade profit Mein close ho
                • #9 Collapse

                  Re: Ham log loss khud apni waja s karty hein ..

                  Assalamu Alaikum dear aapane bilkul sahi baat ki hai Hamen Apne kam par focus karna chahie Jab Ham Apne kaam par focus karte hain tab bhi Ham loss se bacha sakte hain aur apne account ko save Rakh sakte hainTraining by kamyabi Hasil karne ke liye Hamen acche level ki post Karni chahie Hamen post karte hue is Baat Ka Khyal Rakhna chahie kya Hamari post mein jyada Se Jyada knowledge share Kiya gaya ho aur Hamari post informative Ho Hamen Hamesha simple or easy wording use Karni chahie Taki new members ko hamari baat easily samajh a Jaaye aur Hamen Forex trading post karte hue rules or regulations ko follow karna chahie aur jab Ham apni post complete kar lete hain To Hamen throughout Reet Karni chahie Tak Jo Bhi spelling mistake ho usko correct Kiya Ja sake Jab Hamari post acchi quality or quantity ki Hogi to tabhi ham weekend pe Jyada bonus Hasil kar sakte hain Main Apne kaam par focus karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Ham log loss khud apni waja s karty hein ..

                    Ji han bilkul ham log loss Khud apni vajah Se Hi karte hain Hamen Apne loss ko ignore karna hoga mehnat Karke varg ko improve karne ki koshish Karna Hogi Taki Aise Ham best result hasal kar sake market Kobita Bana sake Agar kamyabi Hasil karne ki koshish Karenge To Aise Ham Apne loss ko ignore kar sakte hain Kyunki lot jaldbazi ki vajah se Hasil hota hai agar jaldbaji ko ignore Karenge To Kuchh beta feel work kar Sakenge Agar jaldbaji ko ignore Nahin Karenge isliye Apne target Ko kavvali Nahin Karenge To Aise Kuchh Achcha Nahin Hoga Kar Ke Aage Nahin nikal Sakte struggle karne wale log Hamesha nakam Rehte Hain struggle bilkul bhi nahin varg ko improve karne ki koshish Karni chahie Taki kamyabi acchi aur perfect Banai Ja sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Ham log loss khud apni waja s karty hein ..

                      je han belkul amen frex mein ache mehnaat say kaam karna chihay ham log frex mein jetni zyada mehnaat say kaam karen gay ham log forex say otni he ache earning hasell kar saken gay trader ko chihay keh apnay experience k behtar kar kay kaam karta rahay hamen daily apni learning ko behtar kar kay kaam karna chihay ham log forex mein jetni ache learning kay sath kaam kartay rehen gay ham log forex say otni h ache earning hasell kar saken gay trading mein hamen apnay experience k behtar karna chihay or ache mehnaat say trading karni chihay
                      • #12 Collapse

                        Re: Ham log loss khud apni waja s karty hein ..

                        Ji han bilkul theek Baat Hai log hamari Hai mistake ki vajah se hota hai isliye hamen chahie ki Ham bahut jyada itihaas se market mein kam Karen Taki hamen bahut acchi earning Hasil Ho acchi earning Hasil karne ke liye bahut jyada mehnat karni padati hai market mein jyada se jyada time Dena padta hai uske bad hi aapko bahut jyada kamyabi mil sakti hai knowledge and experience ki base per kam karenge to Kam mein acchi earning hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: Ham log loss khud apni waja s karty hein ..

                          Ji han bilkul dear Ham apni vajah se trading Mein loss Karte Hain market Mein kam kar rahe hote hain ismein aap dekhte hain ke aapko is market mein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hota hai aur aap ko acche tarike se analysis ko perform Karke market Mein trade karna Hoti Hai Kyunki Jab office mein acche tarike se Soch Samajh Kar kam Karenge aur Marne trade ke sath money management ke rules and regulations ko call ok Karenge aur stop-loss aur take profit ka istemal Karenge to iska aapko bahut jyada fayda Hoga Kyunki market Mein Jab Koi ji trade open ki jaati hai aapko lot size kitne account capital Ke Malik Rakhna hoti hai aur uske sath aapko apni trade ke sath stop-loss bahut jyada Jaruri Lagana hota hai Kyunki isase aapko ya fayda Hote Hain Ki aapka account safe hota hai aur aapko bahut advantages mil Jaate Hain Jab aap Soch Samajh Kar kam Karenge aur aap mein hain Karenge to aapko ismein Jyada fayda Milega aur aap ko kamyabi milegi Jab Ham is market Mein Soch Samajh Kar kaam Karenge to uska Mein fayda Jarur milega.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ham log loss khud apni waja s karty hein ..

                            dear member Forex trading market mein agar aapko nuksan ho jata hai to iski definitely different reasons hoti hai aapko hamesha nuksan is vajah se hota hai ki aap is platform per maximum mistakes kar rahe hote hain aapko hamesha is platform per jyada se jyada mistake se avoid karna hota hai kyunki Jab aap Forex trading platform per mistake se aate Hain to ismein aapke liye bahut jyada problem ho rahi hoti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ham log loss khud apni waja s karty hein ..

                              Yes dear Hamen forex market Mein loss Hota Hai Jab hamare pass experience Nahin Hota Hamen Achcha experience Hoga To Ham trading Mein Kabhi Bhi loss Nahin Karenge Demo account per Jab aap kam karte hain to aapko experience gain karne ke liye proper practice karna hoti hai agar aapko demo Kaun per practis Karte Hain To aap Achcha experience Hasil kar sakte hain isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap demo Kaun per Jyada Se Jyada time de Jitna Jyada aap demo account per time spend Karenge aur aap is market mein itna hi advantages Hasil kar sakte hain aapko is market Mein advantages ko increase karne ke liye properly learning complete karna Hogi aur acche experience ke sath kam karna hoga Taki aap is market Mein Achcha result Hasil kar sake otherwise agar aap is market Mein Achcha experience nahin kar sakte to aap is market Mein Kabhi Bhi kamyab Nahin ho sakte aapko is market Mein Kamyab hone ke liye apni learning ko Jyada Se Jyada increase karna hoga Agar Ham forest market Mein loss kar dete Hain To Hamen log Gori cover karne ke liye Achcha experience Ka Hona bahut important hai aapke liye lost karna Itna difficult Nahin Hota isliye aapko experience Hona chahie.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X