Aalaam o alaikum pak forum members,aaj maine is topic ko start kia hay k ham foex market main kaam karnay k liye kaisay trading capital bana saktay hain aur usk sath sath ham usay kaisay save rakh saktay hain.Yakeenan is forum main kaam karnay k liye har aik members ka background alag alag hay ham sab yeh baat achi tarha say jantay hain k forex main kaam karna ghair mamooli hay bahut saray traders yeh samjhtay hain k forex market main profit,lose aur risk sab kuch barabbar hain.Bahut saray traders bahut mushkil k sath apni invest ko deposit kartay hain laikin market k baray main acha experince na honay ki wjaha say unko prfoit ki nisbat say ziada lose ka samna ho jata hay jiski wjaha say wo is market main say bahut jald he out ho jatay hain.
Mairay experience k mutabik agar ham is market main enter honay say pehlay in sab baatonko apnay mined main rkahtay huway kaam ko start kartay hain to hamaray liye is market main say acha earn karna tab he mumkin hay.
Pakistan forex forum main kaam karnay ka hamara yahi maksad hay k hamain jitna bhi bonus milta hay usay ham ziada say ziada koshish isi baat ki karni chaye k hamain jis wajha say baar baar loses ka samn ahota hay ham apni un mistake ko door karian aur jo bonus hamara washed ho jata hay ham uska reason maloom karnay ki koshish karnay main he hamari smajhdaari hay.
Agar ham kisi say udhaar lay kar kaam kartay hain to wo hamaray liye bikul bhi ghalt hay jiska hamain koi bhi faida nai hay qk forex market aik mined ka business hay agar hamaray mined pay aisa koi bhi pressure hoga to ham kabhi bhi market main achay tareekay say kaam nai kar skatay hain aur na he ham kabhi acha profit bana saktay hain.
Umeed karta hoon k bahut saray members ko mairy is post say bahut ziada faida mil sakta hay agar ham aisi situations ko apnay mined min rakh kar kaam kartay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим