earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    bro is market say khali hath jatnay ki waja sirf aur sirf aik hi hai aur wo hai hum sub ki greed. jab hum kissi trade say acha profit kama laitay hain aur humari equity barh jati hai then hum us profit ko nikaltay nahin aur bari lot kai sath market main chalay jatay hain aur sari equity loss karwa bhaitatay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      forex se bht se log achi earning kerte he or ye un ka full time job he lekin aisa bht kum hota he k lof is se kuch b earn na ker sken or ye sirf un k sath hota he jo log training k beger hi trading start ker dete he.
      • #948 Collapse

        han han han dost ap na bilkul sahi kaha ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha forex ma ha tou boat acha bussiness magar yaha ma boat sa log asay hain jo earn kuch nhi krty hain aur forex ko chor datay hain kiu ka dost un ko experience nhi hota ha kam ka aur wo working shuru kr latay hain aur loss krty hain
        • #949 Collapse

          Dear ya jab bi new user iss market may demo par parctice kar ta hay to us wakat market ki halat kuch nazar aarahi hoti hay quen kay wahan par spread may kafi faraq hota hay or real may spread ziyada hota hay iss liya log demo par bari equity ki waja say bari bari lot size ka iss timal kar tay hane or ya samjhtay hane kay unhone nay forex ko seekh liya hay jab kay aysa nahi hota.
          • #950 Collapse

            forex me earning k liye ham sab ko chaye k apna ek idea bnae k ham ne long term trade karni hai ya pher short term karni hai ager ham log short term kare ge to profit bhot tezi se earn ho ga
            • #951 Collapse

              g ap ney theek kaha hay ko log forex main aksar loss otahtey hain laikin yeh wo log hotey hain jo bagir strategy or planning k trading kartey hain aur apni luck azmate hain jab k planning, strategy, economic news wagaira ko dehk market movement up and down ka tajziya kar ney k baad trade karain tu loss ka khadesha kam se kam ho jata hay.
              • #952 Collapse

                Dear friend ji haan forex trading business mein bohat saarey log earning kernay kay liye aatey hein lekin sirf woh hi log iss mein earning ker patay hein jin kay paas forex ki learning hoti hai aur jo log iss mein lalach kerkay aatey hein woh khali haath chale jaatey hein.
                 
                • #953 Collapse

                  میں نے ایسا ضروری ہے کے دوستوں ارے، علم کی کمی وہ بھی ٹریڈنگ کے بارے میں علم نہیں کر سکا، وہ، فاریکس کی زندگی میں مقصد کو حاصل کرنے کی ہمت نہیں کرے گا کیونکہ سب سے زیادہ شاید شخص وسط میں اس کام کی تردید دیکھا ہے ہم ایک حقیقت پر مبنی اچھی طرح علم کی زیادہ سے زیادہ معلومات حاصل یا کر سکتے ہیں کیونکہ یہاں شاندار کاروبار میرے نقطہ نظر سے ہے!
                  • #954 Collapse

                    Is ki waja trader ka lalach hai jab hum log is market mein aate hain to aik hi din mein rich ban-ne ke chakar mein apna capital lose kar dete hain.
                    • #955 Collapse

                      g ni mer ebhi yaha pe rlog earning kerteey hain aru yahepr un ko bhut acha profit beh hasil hu jata hia is leey forex bhut he acha kaam hai,.
                      • #956 Collapse

                        mary khayal main jo log loss karty hai in ko forex ka knowledge nahi hota is liye wo loss kar jaty hai forex par eraning karna asan nahi hai is liye in logo ko chiye kay wo pahly senior say ya kisi say is say mutaliq knowledge hasil kary kam start karny say pahly.
                        • #957 Collapse

                          The professional traders do not like retail traders entering the market every day. They do a long-term analysis. They waited until the received signal is good then began opening order. The value of SL and TP also set high.
                           
                          • #958 Collapse

                            dear ap bilkul theek keh rahy hain k log yahan earn karny aty hain lekin un ko loss ho jata hy mery khayal mein us ki sab say bari waja ye hy k wo without knowledge aur experience k trading karty hain
                            • #959 Collapse

                              forex mein earning ke ja sakti hai par kosis karay es mein kaam kartay howay jaldbazi aur greedy na karya ap ku forex mein loose he loose ho ga aur daily market ku watch karay thankful for question
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                g sahi kaha billkul aksar aesa hi hota hai iss ki reason forex ka na samjhna hai jo log forex k bare me knowledge aur experience hasil nahi kar k atte wo just luck par apne ap ko business me manwane ki koshish karte hain aur fail ho jate hain kiun k luck hamesha sath nhi deti jo bonus wo hasil karte hain wo apne hath se gawa dete hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X