earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

       
      • #483 Collapse

        If the trader want to profit here to gain position is very good knowledge and trading experience in technical for doing the business here in international offering knowledge for earning point. they will need to keep learning, but for the management emotion during trading, may they also can be more easier to manage it
         
        • #484 Collapse

          bhai jaan me apki bat se bilkul agree krta hn hum forex business pe kaam karte hai to humein kaafi profil earn hota hai aur hum din ba din kaafi kuch kama lete hai aur hum earning kiye huwe paiso se kaafi kuch apni zarirte poori karte hai.hme is me zyada se zyada kam krna chahiye
          • #485 Collapse

            loog jab suntay hai k forex mai etna zeyada profit hai tu wo door kar chalay tu aatay hai par sekhtay hai nae tu loss ho jata hai tab wo khali hath lay k wapis chalay jatay hai so en ko agar koe sekhanay wala ho tu keya he baat hai
            • #486 Collapse

              ammmm yes u are true ye bat bilkul thek hai janab forex per kamiyab huna bht muskhil kaam hai is lie humy chaye k hum ziada se ziada learning karey.
               
              • #487 Collapse

                mai ye kahnga kay aghar hum life mai koe bhi kam kary our is ka sela hamy na mely faida tho hamy dosro par blame nahi lagana cheye q kay jab thak hamy kesi chez kay bary mai knowledge hasil nahi hota hum wo kam nahi kar sakty hai...forex bhi ise tarha hai
                • #488 Collapse

                  ammmm yes u are true but aysa hai k log yaha earning karny to atey hai per kuch kar nahi patey hai is k lie bht bht mhenat karni parti hai jha tak k mera experience hai.
                     
                  • #489 Collapse

                    Forex main earning har trader kar hi lata ha jasa tasa kar ka but earning unka hand over is liya nahi hota kiyo ka wo log greed ka shaker ho jata ha ajo profit wo banate ha us ko pik up bhi nhi kar pata ha is lia khali hat hote ha .
                    • #490 Collapse

                      g ye sab apk lack of knowledge or experience ki waja se hota hai is me bhut ache experience ki zrorat hoti hai ye apki bhut see problems ko solve kar sakta hai.
                      • #491 Collapse

                        well is ka ek hi and simple waja hain wo ye k hum forex business main mehant and knowledge k baghair hi trading karty hain jo k humare lose main change hojata hain and hum lose kar bethy hai islye humein chayeh k hum phely forex ko sikhey and us k baad hi is main traidng start karey ..
                        • #492 Collapse

                          q ke forex aik aisa business hy jis me profit and loss dono mojood hoty hen or agar koi new trader forex ko join krta hy or is ko properly study nahi krta or aisy he market me trade laga deta hy jis ki wja se usy loss bear krna parta hy or usy khali hath jana parta hy
                          • #493 Collapse

                            apka sawal acha hy bht se ache exp wale traders yahan ate hein ache profit bhi gain kar te hein bas wo greedy hote smart bante hein hein jo paise wo kama lete hein wo greedy ho kar ziada investment kar dete hen jis ka unko loss acha hota hy isliye ziada smart bhi nhi banna chahiye.
                            • #494 Collapse

                              log forex me earning klie ate hen but hali hath jate hen is ki main reason greed ha jo k log is me ak hi din me ameer hone klie ate hen topher une hali hath hi to jana prey ga na forex me risk ha is me loss hota ha ager ak hi din me ap is me ameer hone k hawab dekhte ho to
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                Jo log forex me jald bazi kar kay jazbati ho kar earning ki gharz se investment karty hain unko phir khali hath hi jana parta hai kiun kay wo bina kisi discipline or bina kisi experience kay market me enter ho jaty hain or bus idea or luck ki base per hi trading karty hain jiski waja se wo loss kar dety hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X