earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    Aisa is waja se hota ha k koi plan nai hota k kitna kamana ha phr ruk jana ha kis din trading karni ha aur kis din nai karni ye sab kuch hamen pehle se decide karna hota ha market ki position dekh k so bht c chexen hoti hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      gee brother forex busineess me woo he log earning ke bger khaali hath jaaty hy jn koo forex busineess ke baary me khuch ptaa nae hootaa aur esy he trading start kr dety hy lose kr bethty hy un koo chahye poehly forex busineess ko achy trha sekh kr trading satrt kry too pher he earning kr skty hy
      • #243 Collapse

        people all over the world work in forex trading business to earn profit . by working with forex trading business they can earn a lot of money for improve their economy .
        • #244 Collapse

          forex main nuqsan ki asal waja yeh hai k forex trader k pass best knowledge nahi hoti hai aur wo forex k baray main kuch bhi nahi janta hai esi waja se forex main earning karnay k lieye forex ki puri maloomat ki zurruat parti hai.
          • #245 Collapse

            Mery khyal main esmain jo waja hay wo forex trading kay bary main traders ka kam knowledge hona hay agar hum forex trading say acha profit bnana chahty hay to humay chahiey keh forex trading ko achi trha study karen.
            • #246 Collapse

              Yeh bat to bilkul ghalat he keh khali hath jatey hain aur is main wohi log khali hat jatey hain jo is main without knowledge aur experience ke enter hotey hain aur jo is main achey experience ke sath atey hain wo is sey bohot kuch le ke jatey hain.
               
              • #247 Collapse

                Iss Mein Ziyada Ghalati Humare New traders Ki Khud Hi Hoti Hai. Woh 1000 Dollar invest ker Ke 100000 Dollar Kamana Chahte hein. Aesa Possible nahin. App Ko Boht Si cheezon ki zaroorat Parti hai. Jo Humein Learn hi Nahin Kerte.
                • #248 Collapse

                  assalam u aliku simple hai dost jitni mahnat ki kami hogi utna nuqsaan hoga yahan akser log short cut main long term earning chahtai hai jo sab se bari galti hai uper se lalach bht kartai hai is kam main jis ki wajha se loss hota hai unko
                  • #249 Collapse

                    jee sahi kaha ap ney log forex me earning to kartey hai lakin phir profit hasal nahi karte unhey chahey ke wo forex trading me aney se pehlay proper knowledge hasal kr ley to best hai warna loss ke sewa kuch hasal nahi ho ga..
                    • #250 Collapse

                      nahi dear is tarha to nhai hota ager hummy cahiy k ager humm pahly hi soch samg ker kury gy to hummy dobarra usy change kurny ki zaroorat nhi pury gi ,is liy humm wohi post kury jo hummy us question k mutabiq hi post kurna cahiyy...
                      • #251 Collapse

                        forex tarding aik bohat hi profitable kam hi jis main ap asni se achi earning ekr sakte ho agar ap ko iss main muskil peech a rehi hi too ap ko iss main achi learning ekrni ho gi ap ko koi teacher hire ekr lena cheye teke ap ki earning achi ho sake
                        • #252 Collapse

                          forex main sab log earning karty hian lakin kabhi koi earning karta hia aur koi loss akrta hai aur kbhi koi loss karta hia aur karbhi koi earning karta hai tu sab logon ko iss se profit hota hia aur zeda waja loss ki k logon ko iss buisness ki market ko smajhny main mushkil hoti hia.
                          • #253 Collapse

                            Dear iski main wja hai k un k pas knowledge nhe hote knowledge hasil kr k app khd trading main expert hoskte hain aur app earn bhe krskte hain jtnaa app knowledge aur experience hasil kruinge utna app earn bhe krskte hain..
                            • #254 Collapse

                              iski vaja yeh hae k vo thik se learning nahi kartay aur demo account per thore hi din practise kar k real account per aa jatay hain. is liye un k pass practise aur experience ki kami hoti hae jis ki vaja se vo trading ko theek se samajh nahi patay aur apna loss kar bhet'te hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                yaar aap ne bilkul theak kaha zyada tar logon ko loss hi hota hai kyun k un k pass knowledge,experience,or trading skills ki kami hoti hai. or woh emotions or greed se trading karte hain or wese bhi greed is a curse.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X