earning
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    log forex mein earning karn ant hein or ek he din mein bhot se zayed earning karn chent hein or tarding mein bhot lalch kart hein gess ke wage se on ko loss hot hein or tarding ko senkhanr be goin nhe kart hein gess ke wage se wo kbhi proft nhe kamn sakt hein or khail hath wapse cheliy gent hein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Bhai un ke khali haath wapas jane ki waja ye hai ke wo log lalach bohat karte hain jab wo lalach karte hain to is ke chakker me apni saari investment ko loss kar dete hain....
       
      • #138 Collapse

        forex ek best online business h r sb logon ka dream hota h ke wo zada se zada earn kary tak ke apni needs pori kar sakgay but my frnd forex m earning ke liya pako phley iske bary m informations hasil krni ho gi qk jin logon ko is kam ko krne ka experince h wo is se earn kar rhay h r jis ko ni h bina experince ke kr rhy unke hath kuch ni ata h wo khali hath hi reh jate h . is liya mera mashwara h sb logon ko ke phley is kam ko samjhe phir kary start.
         
        • #139 Collapse

          jii haaan mm ain bhi aap ki baat se suhbat karta hun ke iss main wo log aate hain jo sochte hain ye buhat hi assan haa aur is mian koi mehnat nahi karni parti so main ye ikehna chaahoong ake forex mian trading ke lehaz se wohi kamyaab hai jo is maen mehnat karta hai aur trading ke baad earning kani hoti hai
          • #140 Collapse

            Forex gain will not come easy, but needs time in order to get profits because the profits need to be experienced and will not easily come by learning
            • #141 Collapse

              who tu is liyeh wapas jatay hai k us ko kuch ata nahi hai our jesay hi who atay hai who trading start kar detay hai who kuch samjtay hi nahi hai k may nay trading may kiya karna hai our trading kiya hoti hai bus trading karna start kar detay hai is liyeh who loss kar detay hai trading bahot ziyda learning mangti hai bahi
              I Love Pakistan
              • #142 Collapse

                waja maray khayal say zaida kamanay ki lalach hoti hay or ham sab janty hen kay lalch buri bala hay so agar koi Forex main ata hay to usay ye soch karna ana chahaiay kay us ka is business main nuqsan bhi ho sakta hay.
                • #143 Collapse

                  G ha sir forex ek market ha our bahot he bara he market ha our is me sab ko he experience k zarorat hoty ha our jis k pass experience ho our wo forex k market me experience sik jata ha to w forex me experience ko istemal kar k forex me profit kama sakta ha our jis k pass nahe hota ha to wo loss kar jata ha.
                  • #144 Collapse

                    dost ap ne achi thread post ki ha aur ap ka queston b acha ha bohat se log forex ma earning karny k liye aaty ha aur phr forex ko choor dety ha wo is liye k aksar people forex ko bina learn kiye he forex trading start kar dety ha jb loss hota ha tu phr forex se hali hath lot jaty ha is liye forex ko start karny se pehly learn karna bohat zarori ha
                    • #145 Collapse

                      asal meen es ki waja ye hy ky loog es sy ratoon rat rich banany ki khowahish meen aatay heen, laikun oun ko forex ka basic knowledge oor experience naheen hota, oor wo trading meen loss uthatay heen. jis kiwaja sy wo dilbardashta ho kur forex ko chor kur chaly jatay heen, laikun hardworker es meen kamyab ho jatey heen.
                      • #146 Collapse

                        dear brother hun jo b business karty han to us ko open he is liyea karty ahn k hum ko is sy profit ho lakin ager hum eik target rakh kar trading kerin gay to is sy hum ko itna loss nehy hota
                        • #147 Collapse

                          is ki bari waja yehi hai k log isay samjhay bina he trading karna shuru kar detay hain jiss waja say unhe ye kaam bhot he zyada mushkil lagta hai halan k nhe chahye k is kaam ko easy ho kare aur pehlay samjhe.
                          • #148 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                            Log forex me earning krny aty hn lakin wapas khali hath jaty hn ziyada tar,aakhir waja kia hy.?
                            easa dear is waja sy hota hy forex trading boht hi risky business hy log bar bar loss face karty hain tu forex chor dyty hain ager wo apni galtion sy achi cheezan seekhain tu forex main hi apna career bana lain gye aur kabhi b forex ko chor k nai jain gye
                            • #149 Collapse

                              Forex main earning karny kay liey kaafi mehnat ki zaroorat hooti hai.jo loog learn karty hain wo he forex main kaam kar kay earning kar sakty hain.is leiy kush loog jo zyaada learning nahin karty un ko loss bhi ho sakta hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                jo log bhi is buiness main aty hain to bus paisy kamany kay lian aty hain na kay is kaam ko sumhajny kay lian to main is main ye hi kahon ga kay jo bhi is buisness main aye wo phly is business ko sumjhy phr hi is buiness ko kary to profit ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X