Forex Trading Performance ka Review

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Performance ka Review
    Dear Forex Members
    Jab ap trading main atay hain tu ap ka jab start hota hai tu ap kam as kam 1 week ya 1 month us ka review liya karain kay ap nay kiya seekha hai or ap kaisy apny account ko or apny trading experience ko manage kar rahy hain. ik list bana liya karian. apny weak points ko note karian. apni repeat hony wali mistake ko note karain. es tarha ap ko idea hota jaye g kay ap mai kiya mistakes hai or un ko kaisy door kiya ja sakta hai.. yeh sub woh points hai jo ap kay trading career ko kafi acha bana sakty hain or ap daikh skaty hain kay ap ki performance next month tak kaisy honi cheye. kon kon c changes lani cheye kay ap ko acha experince hasil karny ko milay.

    ap apna experience journey zaror share karain

    Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading Performance ka Review

    Dear Forex member aapane bahut hi Achcha information Hamare Sar share kiya ke Jab Ham Apne Forex trading Mein working Karte Hain To ismein Humko apni reviews Lene chahie Kyunki real Forex number Agar Ham Apne Forex trading Mein working ki ismein apni history ko dekhte hain aur ismein sorry apni review check Karte Hain To Hamen ismein Maloom hota hai ki Ham apni working Kis Tarah kar rahe hain aur Humne Forex se Kis Tarah ka response Hasil Kiya Ham Agar Apni Bhi physician Mein Ho To Hamen is ko strong banane ki koshish Karna chahie isliye Hamen Apne trading Mein reviews check karne chahie.
    ......Forum is a great place for traders talk.......
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading Performance ka Review

      G han forex trading men achi aur kamyab trading karnay k liay achi performance deni parhti hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur apni mistakes ko serious ley kar control karen aur her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam len aur mehnat aur himat jari rakhen aur dil laga kar dilchaspi se kam karen aur market ka mukaml anaylsis karen aur phir trend ko follow karen aur hamesha small lot size ko use karen aur stop loss aur take profit dono zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur phir achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen aur forex trading men hamesha achay kam ka acha reward zaroor milta hey
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading Performance ka Review

        Forex trading aik bot he ziyada famous buisness bn chuka ha kion k is ki kahi wajoohat hein jo k koi or karobar nai deta jesa k is pr hm without deposit k b km kr skte hein Lakin us k liye hmein bot ziyada mehnat krni prhti ha mehnat kr k hamein acha bonus gain krna hota ha jb hm acha bonus gain kr lete hein tb hamein achi trading kr k acva profit gain krna hota ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading Performance ka Review

          Forex trading Mein acchi performance dikhayenge Tu Hi acche apni kar Payenge acchi perform a sota Baap dikha Sakenge Jab aap log main Adhura focus Karenge Kyon get their members Pakistan Forex form ka platform 1 Aisa platform Ke Jahan per Hamari performance to tabhi acchi Hoti Hai Jab ham log Jyada mehnat ruko kar sakte hain isiliye aapane sabse pahle mehnat Aur Ko Nahin chhodana Hai aapki main Aati aapko Kamyab aur Achcha trader banati hai aur aapko successful bhi banaa Diya so their members umada ke sab log samajh Gaye Honge aur Yahan per mehnat aur focus ke sath kam Karenge aur apne account Ko Bhi Jyada Achcha aur behtarin banaa Payenge
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading Performance ka Review

            Forex business mein agar Ham kam kar rahe hain To Hamen chahie Ham Yahan per go to trading ke liye good performance se Ham karen to jaati Karenge Hamare liye important improvement se acchi Hamesha trade Lagan Mein Achcha fayda mil Jaega acche fayde ke liye good concept Kaho na aapke liye very very important hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading Performance ka Review

              Forex mein hamari acchi perform a se Hi hamen ismein fayda hota hai ya ek behtarin profitable business hai aur ismein hamara acha work hamen kamyabi deta hai Ham ismein itna achcha work karenge jitni jyada mehnat ke sath kam karenge hamen ismein fayda Hans hoga pure best opportunity hai aur hamen se fayda Hasil karna chahie is business mein mehnat ke sath kam karna chahie hamara acha work hamen is prem businessman kanya de deta hai isliye Forex mein mehnat Karen isliye acche experience or knowledge ko Hasil Karen hamen is mein jitna acha work karenge hamare liye faydemand sabit hoga isliye aapko chahie Forex mein mehnat karke apni acchi performance ke sath is work Ho complete Karen aur isase faidad Hasil Karen
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading Performance ka Review

                Dear trading Mein Aapki performance jitni acchi Hogi iska aapko Itna Achcha profit Hoga aur aapko kamyabi milegi*market Mein kam kar rahe hote hain to ismein aap dekhte hain kya kar aap is market Mein money management ke rules and regulations ke sath kaam Karti Hain To iska aapko bahut jyada fayda hota hai Kyunki Jab aap money management ke sath kam kar rahe hote hain to usse aapka kaun se hota hai aur aapko ismein fayda Milte Hain Jab tak aap money management ke rules and regulations ko follow Nahin Karenge is aapka account kabhi bhi watch Nahin hoga Jab aap is market Mein kam Karte Hain To usmein aap dekhte hain ki aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar Aur Kate ful is market Mein trade open karna Hoti Hai Jab tak aap is market Mein Koi Bhi trade open karte hain aur uske sath stop-loss ka istemal Nahin Karte to aapki trade Jyada risky ho sakti hai aapko money management Ki Main lot size ki selection Apne account capital ki mutabik karna ho ki aur Soch samajhkar trade open karna Hogi Jo log ismein mehnat karte hain aur knowledge Hasil karte hain unko ismein fayda Hota Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading Performance ka Review

                  Forex trading car performance car review As-Salaam-Alaikum forest members doston aapko apna performance check Kahate Hain Rahana chahie aap ko Apna kuch se 1 Note banana Hoga jismein aap apne mistake Apne loss Apna profit Sab Kuchh likhna Hoga aur mahine ka review Lena Hoga aur uske bad aap apni mistakes check Karen aap apna profit check Karen aap apna dost check Karen Is Tarah karne se aap ki jo mistakes Hain vah Dur Hogi kam se kam Honge aur aap Behtar trade karne Ke Kabil Honge aap ko pata Hoga Kya Aap Ka monthly kya profit hai kya Las hai agar last jata hai to aap usko kam se kam karne ki koshish Karenge ISI Tarah Agar aapka bonus kam hai to aap apne posting quality ko best se best karne ki koshish Karenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading Performance ka Review

                    Yes dear market Mein Hamen acchi performance ke liye kam karna Hota Hai Market ki condition Ko Dekhkar kam karne se Humko Kafi Jyada benefits mil Jaate Hain is market mein humko kam karti hui hum ko khud decide karna hota hai ki Humne kaun si trade Apne account per open karni hai Humko market ki ki condition koh's Milne Ke bad money management ke hisab se kam karna hota hai agar Hamen is market Ne discipline ke sath kam karte hain aur lot size ko control Karte Hain To is market Mein aasani ke sath successful ho sakte hain market Mein Apne account per Kshetra ke se kam karne ke liye technical analysis aur fundamental analysis karne Hote Hain Jab Ham market Mein trading strategy ke hisab se kam kar rahe Hote Hain To Ham is market mein nuksan se bache Jaate Hain technical analysis ke liye Humko Apne learning complete Karni hoti hai Jab Ham market Mein Achcha kam Karte Hain To Hamen benifits mil Jaate Hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading Performance ka Review

                      Forex trading Ek bahut hi perfect business hai ismein Ham acchi income Hasil kar sakte hain agar aap ismein Achcha experience Hasil Karte Hain To aapke liye bahut jyada benefits Milte Hain Jab aap is form per acchi quality ki post Karte Hain To aap is form per Apna daily ka target aasani se achieve kar sakte hain aapko Hamesha Koshish Karna Hogi aap ismein apna daily ka target complete karne ke sath informative post Karen jitni informative post aap Karenge aur information ko share Karenge to aap is form per Apna Achcha bonus hasik kar sakte hain aapko is form per Achcha bonus Hasil karne ke liye mehnat karna Hogi aur apne daily ka target ko complete karna hoga Taki aap is form per Achcha result Hasil kar sake Jitna Achcha aapka bonus Hoga aap is forex market Mein Apne trading Karke Apne daily basis per Achcha profit Hasil kar sakte hain otherwise agar aap is form per acche experience aur acchi knowledge ke sath Kam Nahin Karenge to aapko is market Mein Kabhi Bhi kamyabi Hasil Nahin Hogi aapko is market Mein Kamyab hone ke liye apni learning perfect banana Hogi aur experience ko Hasil karna hoga Jab aap ismein apni learning ko Jyada Se Jyada strong karte hain to aapko is market mein bahut hi acchi earning milati hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading Performance ka Review

                        Assalam walekum kya hal hai doston mein karta hun Sab khairiyat se Honge reviews agar aap Acche Lagte Hain To aap ismein kam Karen Agar Nahin Lagta to aap Chhod De Koi Aur business start karne Aur bhi kabhi Jyada business main aapko phone nahin karta kya main aap instafresh per hain aur Apna ki aapko jo bhi business
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Trading Performance ka Review

                          . Assalamu Alaikum Charnon doston Agar aapko market mein agar aap bhi to karna hai market ko bilkul market aapka sab log se kam ho jaega aur aapko reviews Ho Gaya Milte Rahenge kya aapane kaun sa Achcha hai kaise Apna target Manish recover karna bhi Kafi Mushkil ho jata hai to Insan ko tension hai aati hai isliye Insan Chahte Hain Ki yaar account janba doston Ka Bana Hua bhi Kafi Jyada Khush hote hain aur acchi tarike se mehnat kar rahe hote hain isliye Unka Jo mehnat karte hain Vahi Kamyab hote hain isliye mehnat Kat Dena chahie aur Achcha Suchna chahie
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading Performance ka Review

                            Dear market Mein trading proformas se Kafi Jyada help mil Jaati Hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krny ka acha profit mil jata hai market mai hum ko time lagany k baad kamyabi mil jati hai Amaze market Mein trading karne ke liye help leni hoti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Trading Performance ka Review

                              Ma ny ak dafa trding me bohat ziada loss kiya tha isi liye abi kuch important baaten yaad rakhta hn Forex aik aisa business hy jis me agar ap kamyaabi hasil krna chahty hyn tou apko daily forex me kaam krna parrhy ga tab hi ap acha experience hasil kr saken gy nai tou ap achy trader nai ban saken gy apko chaye k ap pakistan forum k sath touch rahy yahan se acha knowledge hasil kr k trading me acha profit kamayen real trading se pehly hamesha demo account ka istemaal kiya kren taa k ap ki practice achi ho jaey or apka experience b barrhta rahy trading me hamesha small lot lagaen slow slow profit bana k move krty jaeyn taa k ap ziada loss se bachy rahyn yehi kamyabi ka acha treeka hy stop loss or take profit ka istemal zroor kiya kren q k kabhi kabhi ham aesi jagah hoty hyn ya itny ziada masroof hoty hyn k hun net nai on kr sakty or market ka jaieza nai ly sakty aisi soort me stoploss or take profit bohat zroori hota hy is se hamara account safe rehta hy hamesha stoploss ko mind me zroor rakha kren

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X