Which is easy for you ? - Trading in currency or trading in metals
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Which is easy for you ? - Trading in currency or trading in metals
    In Forex trading market we see that traders are having mainly two options to trade - one is trading in currency pairs and the other is trading in metals .

    There are a group of traders including me ,who actually are very much fond of currency trading but many traders loves metals trading mainly Gold and silver trading.

    In which category you falls - or do you trade in both ? Please do share your experience
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex mein ziyada asaan trading to currencies ki hoti hai aur is mein metal ki trading kaafi riksy hoti hai aur is mein apko loss bhi hoskalta hai.
    • #3 Collapse

      gee bhai hmein apne trading mein currencies se bhe profit hota he aur metal trading se bhe fiada hota he hmein jo trading mein trend smjh a jae us ke mutabq kam krein currencies ke trend ke smjh a jate he to currencies trade krein metal ke smjh a jate he to us mein trade krein
       
      • #4 Collapse

        forex itna easy business hai yahan say earning kerna experts ka kaam hai her koi ayhan earning ker k nae ja sakta. or currency man trading achi hai as compare to metals. metals man trade kerna her kisi ka kaam nae hai.
        • #5 Collapse

          dear forex main ya dono cheezain deal karny ki gunjaish mojjod hai per ap kis mode ka baNDY hai ya depend ap karta hai yani agr ap risk laina chahty hai to ap metal main deal karin per agr ap risk nahe laina chahty to ap currencies main deal karin . metal main return zyda per currencies main return kam milta hai
          • #6 Collapse

            Main to currencies ko prefer krta hoon aur woh bhi aik hi pair main. Metals main kam karney key leye is key mizaj ko samjhna parta hy aur us key mutabiq volum select krna parta hy. Metals main jahan profit ziada ho sakta hy wahan loss bhi ziada ho sakta hy. Is leye starting main currencies main kam karna hi behtar hota hy.
            • #7 Collapse

              main to currency pair main trading kerna easy semjta hoon aur currency pair main he trade kerta hoon mare khyal main metals main trade kerna difficult hoti hay aur is main risk b ziada hay jis ki wjah se hamara sara capital b waste ho sekta hay is lie main to currency pair main he trade kerna safe semjta hoon aur currency pair ki trading se he acha profit earn kerta hoon.
              • #8 Collapse

                main tu yahi kehta hu k hum ko kabhi b metal per trading nahi karni cahiyeh main purana trader hu main b yahi try karta k doar hi rahta hu k kiu k forex esa kaam hai jis main currency fr tori save lekin metals bohat mushkilhai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  ge bhai hm ko apne forex trading mein sb pairs se acha profit hota he jb hm apne trading mein sahih experinece se kam krte hien aur hmein lazme he keh jb hm gold aur silver mein jb trade krein hm apne trading trend ko lazme smjh kr in mein order lagein phr hmein in se boht profit hota he
                   

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X