Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???
    Loss say bachny ky liay humen apni learning ko increse karna chahiay stop loss ka target set Karen aur small lot size ki trade Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

    asslamo alaikum members forex men trdaing loss sy bachnay k liye zaruri hy k pura knowledge gain kiya jaye achay tareeqy sy market ko analyse karen trend dekhen kya chal rha aur koshish karen k lot size ziada bara na ho ta k kam nuksan ho loss sy bachnay k liye hard working zaruri hai agar kuch samajh na aye to senior members ki help bhi li ja sakti hy lekin in sb k liye mehnat darkaar hy isliye apna asool bnayen k lagan sy kaam karen gy phr hi matlooba nataij hasil kr saktay hain shukriya
     
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

      Forex trading business mein loss bhi Aik haqiqat hoti hai loss ko hum Kam kar saktay han lakin loss ko khtam nahin kar saktay kiok forex business mein js traha profit hota hai is traha loss bhi ho sakta hai aur loss se hum tab hi bach saktay han aur Kam se Kam kar saktay han jab hum ko trading ki Achi learning hoti hai trading mein hum planning kartay han trading mein Kam se Kam lot size laga kar trading kartay han aur trading mein jo best tools hotay han un ka use kartay han

      Js traha trading mein profit hota hai loss bhi is traha hi hota hai loss ziada Kam learning knowledge aur Kam experience se hota hai hum trading ki learning karain aur trading mein planning kartay han aur koi Achi trading strategy se trading kartay han tu loss Kam hota hai kiok trading mein profit kay leye Aik acha trading system hona zaroori hota hai aur agr tukay laga kar trading karain gey tu is se loss ziada aur profit Kam hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

        Dear brother forex trading men loss se bachna namumkin hota hey kiun k iss men loss business ka hissa hey iss liay her kisi ko loss ho jata hey lekin agar pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen tu loss ko kam zaroor kar saktay hen lekin loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam len aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

          dear friend forex trading mn sub sa moshkil kam loss sa bachna ha to meray khial mn agr ap forex trading mn loss sa bachna chahtay hn to apko chaydy k hmesha trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur jb apko market mn achhi aur profitable position milay tb trade lgayn to ap loss sa bhi bach sken gay aur achha profit bhi hasil ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

            Forex trading Mela se bachne ke liye practice Ka Hona bahut jyada zaroori hai agar practice Hogi to hi aap Logon se baith sakte hain isliye Jyada Se Jyada practice Kijiye demo account per Dam per Jita Jara time Denge Itna Achcha aapke liye fayda Hoga aur apne Jyada jaldi tarike se aap thik Sakenge best aapke liye Hi Rahega kya demo account per Jyada time the apni mistakes ko cover Karen Uske bad real account mein trading Karenge Jab aap Aisa Karenge to aapki mistakes bhi bahut kam ho Jaenge rail trading mein aur profit ke chance bhi Kafi Jyada badh Jaate Hain so their members Main To aapko Yahi comment Karunga ki aap sabse pahle Dam account practice Kijiye Taki aapke loss ke chance hi bahut hi jyada kam ho jaaye
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

              Assalamu Alaikum dear aapane bahut Achcha Sawal Kiya Hai Forex trading Mein ham loss sy tabhi bach sakte hain Jab Ham mehnat se kam karte hain aur lalach Nahin karteForex trading per kam karte hue hamen is baat Ka khyal rakhna chahie ki ham Apne kam per jyada se jyada focus Karen jab Apne kaam par jyada se jyada focus karte Hain to humse bahut kam mistakes hoti hai aur ham jyada se jyada profit hasil kar sakte hain agar ham Apne kam ko Dil se karte Hain to hmain kamyabi milati hai trading karne ke liye hamen sabse pahle jyada se jyada mehnat Karni chahie jab ham jyada se jyada mehnat karte hain to abhi ham profit hasil kar sakte hain agar hamare pass knowledge or experience jyada hoga to hamare liye Forex trading per kam karne mein aasani hogi tree lagane se pahle hamen market ka acchi Tarah analysis karna chahie kyunki market analysis karke hi ham Forex trading advantages hasil kar sakte hain lekin Agar lalach se kam Lete Hain To Humse bahut hi mistake so Jaati Hai Jiski vajah se Hamara account block ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

                Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sb theak hon gay or forex trading sy bohat acha profit gain kar rahay hon gay g apka sawal bohat acha hy forex trading main loss sy bachny ky leay apko apna knowledge or experience increase karna chahiey or apna analysis strong bnana chahiey q ky apki trade ka sara daro madar apky analysis par hi hota hy apka analysis jitna strong ho ga apki trade bhi otni hi profit main rahay gi or apka accoubt bhi safe rahay ga es leay apko apna analysis strong karna chahiey taky ap loss sy bach saky or forex trading sy bohat acha profit gain kar saky or apna future better bana saky
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

                  Forex Trading aik riski business hai aur aik trader ko taqreeban loss ka samna karna parta hai, lekin expert trader loss se basani nikal jate hen, jab k new trader loss me phans jate hen.
                  Forex trading me loss se bachne k leye hamare pas pehle to knowledge hona chaheye. Agar hamare pas knowledge nahi hai to hum kabhi bhi forex trading me kamyab nahi ho sakte aur humen lazmi loss hoga. Is waja se pehle zarori hai k learning ki madad se forex trading ka knowledge hasil kia jaye.
                  Forex trading me experience aur trading skills ko improve karna bhi zarori hai, knowledge hasil hone k bad humen forex trading k demo account pe musalsal practices karte rehna chaheye. Jitni hum musalsal practices karte rahengay utne hi hum forex trading me successful rahengay.
                  Take profit aur stop loss ka istemal tarding k dowran har sorat karna chaheye. Take profit me ho sajta hai humen kam munafa mele lekin pher bhi wo loss se bohut behter hota hai. Stop loss humen ziada loss aur account wash se mehfoz rakhta hai is waja se stop loss ka istemal trading k dowran zarori hona chaheye.
                  Trading plan aur analysis hamare trading me aham role play karte hen, is ki madad se hi hanari trading kamyab hote hen. Humen bagher trading plan aur analysis k kabhi bhi trading me qadam nahi rakhna chaheye, nahi to loss hamara yaqeeni hai.
                  Overtrading aur emotions pe control rakhna behad zarori hai. Agar baqi sari cheezen hamari thek hon lekin hum over-trading aur emotions pe control nahi kar sakte hon, to hamari trading nakam hongi. Hamari hatmul-imkan koshash honi chaheye, k trading k dowran over-trading aur emotional na ho.
                  Agar madarja-bala points ya baton pe amal kia jaye to hum loss se bach sakte hen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

                    Friends forex trading mein loss say bachnay kai liya ap kai pass achay experience ka hona bhoat zarrori hai friends ap ko forex business mein kamyabi tab he mil sakti hai jab ap kai pass acha experience ho ga So ais liya ap ko chaie ki ap apni mehnat ko hamesha continue rakhtay huway apnay experience or knowledge level ko boost up karo ais mein he ap ki kamyabi hai Shukriya.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

                      Forex trading mein loss say kasay bacha jay bohat acha swal Kiya aap nay aap ko loss say bachna hai tu aap ko soch Kar trada lagna chaiy tab aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar soch samaj Kar trade nhi lagtay aap ko loss hota hai aap phir loss say bachna moskal ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

                        Walekum assalam dost Forex trading Mein Loss se bachne ke liye aapko bahut jyada Mehnat Karna Hogi aur aap ko YouTube per expert trader ki video watch karna Hogi aur aap ko Apne senior se trading ke bare mein information Lena padegi aur Iske alava aapko demo account per trading ki Jyada Se Jyada practice karna padegi ki phir apko forex trading me loss kam aur profit ziyada hoga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

                          Forest reading Mela Se Kaise bacha Ja sakta hai ki hamare pass proper training honi chahie Hamen proper Na Lage Hona chahie Hamen trading Ka Pata Hona chahie ki kis time trading Badha Dena chahie kis time trading Nahin Karni chahie hamare pass bonuses hone chahie aur ham Mein Ek proper time Dena chahie Forex ko Aisa Na Hoke Ham kabhi kisi time products Kuchh raha hai kabhi kisi time Forex ko chala rahe hain aur Hamen trading large Nahin Karni chahie credit to Chhod Nahin Dena chahie Jab Hamen Ek Na Lage Hoga Jab Ham Kaun Karenge tab Ham jakar 4x Kela se bachenge tab Ham jakar Kuchh kam se Karenge tab Ham jakar learning kar Sakenge Forex se
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

                            Dear traders I hope you are all well and good jis topic per baat karne ja rahe hain wo hai forex trading mein loss se kaise bacha ja sakta hai tu Loss say bachny ky liay humen apni learning ko increse karna chahiay stop loss ka target set Karen aur small lot size ki trade Karen main meet karta hun Meri yah post aap sab logon ko bahut jyada aasan bhai hogi shukriya bundle of thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein Loss say kaisy bacha ja sakta hai???

                              Assalamu alaikum rahmatullahi barakatuh Mitra academy bilkul khairiyat se honge ji Bhai jaan aapane bilkul theek hai main aapki baat karta hun main Laut ke kaise bacha 0 forex trading Mela se isliye bacha ja sakta hai ki hamen batao mobile ke sath kam karna chahie bilkul bhi nahin karni chahie agar jaldbaji nahin karenge to bilkul bhi Na Kam nahin honge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X