Greed is our bitter enemy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed is our bitter enemy
    Greed kisi bhi business mein hamara dushman hota hai, is liye hamein is factor se doooor rehna hoga, agar greed kar di tou hum apna loss kar betheinge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han forex mein greed hamko bohat ziyada nuqsan pohancha sakti hain bs bata hia iso theek se seekhne kia ur is mien proper money management ke sath trading karne ki.
    • #3 Collapse

      janab yeh aik greed hi hai jiss nay maira baira garq kar kai rakh diya hai lakin main yeh kehna chahon ga kai agar hum log is market main greed ko khatam karna chahtay hain tu humay apnay andar patience lani paray gi nahin tu yeh market humay kahin ka nahin choray gi.
      • #4 Collapse

        g bilkul sahe forex mein greed hamko bohat ziyada nuqsan pohancha sakti hain bs bata hia iso theek se seekhne kia ur is mien proper money management ke sath trading karne ki...///
        • #5 Collapse

          very nice my dear friend ap ne bilkul sahi baat ki hae kiunk era khial hae k forex trading mein greed jab bhi admi per havi hoti hae to is se adi ko kaf loss ho jata hae.......
          • #6 Collapse

            gee han bhai jan ap nay thek kaha hay kay ki bhe business work ho us main greed nai karni chaiye kyun kay greed he life ke dushman hay aur ic say jo bach jata hay work success ful ho jata ha.
            • #7 Collapse

              Ji es kam mein greedy kabh b na kre es kam mein greed jo hai sortcut way hai app k loss hony ka es liey bachen ................................!
              • #8 Collapse

                dear greed say hum ko aksar apne trade say loss he hota hia es leya hum ko apne greed mai kabo ker na hoga aur trend ko samaj ty howa trade ker na hogi taka ap ko kese bhe wak thek say trend pata hona par acha pip hasel ho jay.
                • #9 Collapse

                  yes dear yeh bat to ha na ka hum log jub bh chota hota lalech buri bla ke khani prhta tha to yehi hota tha na ka kb and kaisa ho ga yeh sub kuch dear bat yehi ha ka forex ka ander kam krta hova aksar greed wali yeh khani pori hoti ha dear and es ka liya real mn mn bh manta hn dear es mn to koi shak ha e nhn
                  • #10 Collapse

                    g han greed se door rehny me hi hamari behtri hay agar ham greed karen gey to ham kabi b forex me acha profit earn nahi kar payen gey
                    • #11 Collapse

                      Ji bhii jan ap ka sawal bahoot hii acha hyy lakin agar hum logg isi trah greed yanii lalach karty rahain gy to hamain los hota rhay ga or agar hamara acount wash ho gaya to hunm logon ko bahot nuksan hoo ga or hamarii sarii mehanat zaya ho jati hay
                      • #12 Collapse

                        gold trading tak jany k leya kuck time or envestment ki zarourat hoti hai es k bena apa gold trading nai kar sakty or jab kesi my kuch time ho jay tu ap gold trading hasil kr sakty hain
                        • #13 Collapse

                          ji han blkl thk bt ki apny k greed hmari bht bri dushman hai aur hmy greed sy bchna chahiay aur SL ki wja sy hm loss sy bch skty hain , achy traders kehty hain k jo bnda greed sy nae bchta wo 99% sure apna loss krta hai aur kbi kbi to bnda apna pora capital loss krdeta hai ek chory sy lalach k pechy
                          • #14 Collapse

                            Yes you are right, greed ki waja se bohot nuqsan ho sakta ha and forex trading mein to greed bilkul bhi nahi karni chahiye because greed ki waja se ap ka sara profit, loss mein change ho sakta ha, is liye greed se dur reh kar trading karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              greed kisi bhi business mi loss able ho sakta ha in forex trading agar greed ka izhar kia jay ga tu ye possible ha ke is business mi ziyada se ziyada profit hasil ho ya is business mi whole ka loss ho jay isi ly kafi traders iysa risk nahi lity hien and hamesha care se he trading kerny ko terjeeh dety hien.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X