Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai
    Assalam o alaikum Dear Forex member's Kia hal hn
    Umeed karta hn ap sab member's kheriyat se hon gye
    Forex forum pe Forex trading karny key lye ap ko bahut ziyada mehnat karni ho gi aur achi planning karni hoti hai ap jitni ziyada trading karny key lye planning karty hn ap ko utna ziyada profits milta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

    ke liye bahut se tahqeeqat karni padati hai aur bahut se baat karne padte hain aur senior ki bahut Suni pateria a democratic deni padati hai dam munh per hamen Dena chahie agar hamara jyada hi Hain to Ham hain aur FIR kar sakte hain hain ishq ki bimari kyon par Jane ki koshish karte Hain to Ham iski tahqeeqat mujhko bahut aur iski Tak pahunch jaate Hain hamen pata chal jata hai ki kaun si candle kidhar jaani hai kaun si movement isko kidhar Le jayegi aur har chij ki tahqeeqat lazmi hai FIR Ham ek acchi trade Karen FIR Ham mein dam nahin hogi FIR Ham mein baat kar lenge Jo hamen munafa bakshish ki taraf Le jaenge aur vah hamen se hogi aur ham jindagi mein nakam kabhi nahin honge
    • #3 Collapse

      Re: Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

      Forex trading business mein Achi planning ki buht ziada ehmiyeet hoti hai hum Achi planning kar kay trading karain gey tu hi trading se kuch hasil hota hai hum trading karne kay leye Achi planning karain gey tu hi acha profit ho sakta hai Jo trading ki Achi planning nahin kar saktay woh trading mein kuch hasil nahin kar saktay is kay leye hum ko forex market ko samjhna hota hai trade mein stop loss set karna take profit set karna ye sab planning karna zaroori hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

        G han forex trading aik tough aur risky business hey iss men jo log proper planning k sath soch samaj kar trading nhi kartay woh bey tukki trading kartay hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur time table banaen aur proper planning k sath soch samaj kar trading karen aur dil laga kar dilchaspi se kam karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

          Wesy b km krne k liye planning ehm ha Lakin trading krne k liye to planning bot he ehm ha kion k bagair planning k kabhi b ap achi trade nai kr skte is ki wjha yeh ha k planning se hamara km easy ho jata ha jis se hamein acha profit gain hota ha jo member b achi planning k sth or lalach ko door kr k trading krta ha wo member he achi earning ka haqdaar ha so ap b ase km kia krhen
          • #6 Collapse

            Re: Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

            dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn achhi trading krnay k liay achhi planing bahot zroori ha isliay achhi trading krnay k liay hmesha trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur market ki movement k mutabik achhi planing k sath trading kren ta k achha profit hasil kr sken
            • #7 Collapse

              Re: Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

              g bilkul aapki batt theek hai hamen agar aise bhi koi mehnat karni hai ya aisa kuch kam karna hai to ham market mein apna kam ko sikhayen aur use per hi focus karen to phir hamare pass acha he kam mil sakta hai aur market mein learn kernay say hamen itna zyada experience milta hai jitna zyada hamen hasil karna chahie aur agar hum koi apna kam planning kay sath kertay hian tu woh kam hamare liye acha ho sakta hai aur hamare samajh mein bhi a sakta hai agar ham apni soch ke mutabik kam karna chahenge to hamen usmein utna fayda hoga ismein yeh sabko nuksan de sakta hai jo hamen pata ismein bahut aasani mil sakti hai voh hamare apne kam ki vajah se hi milte rahti hai aur agar ham apna kam soch samajh mein apne aap ko acha samjhe kya aur kamyabi ke sath karte rahenge to voh hamare liye bahut aasan ho sakta hai aur jitna zyada ismein apni soch samajh kar kam karna chahie to phir bhi hamen koi nuksan nahin ho sakta aur hamesha aur kuch lay sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanaullahk پيغام ديکھيے
                Assalam o alaikum Dear Forex member's Kia hal hn
                Umeed karta hn ap sab member's kheriyat se hon gye
                Forex forum pe Forex trading karny key lye ap ko bahut ziyada mehnat karni ho gi aur achi planning karni hoti hai ap jitni ziyada trading karny key lye planning karty hn ap ko utna ziyada profits milta ha
                Ji han bilkul trading ke liye planning bahut hi jaruri hai agar planning Nahin Karenge To Ham kabhi bhi acchi trading nahin kar Sakenge trading ke saath saath planning aur time donon Hamen Dena Honge Taki acchi kamyabi Hasil ki Ja sakega trading ke Waqt Agar Ham mehnat aur to Na Jaoge Sath focus Nahin Karenge planning Nahin Karenge To Hamen kabhi bhi acche aur perfect benefit result Hasil Nahin Ho Sakenge aur ham kabhi bhi aise Achcha result Hasil karne mein Kamyab Nahin ho sakte Kyunki market Mein kamyabi Vahi cancel kar Sakenge Jo mehnat aur Tarjuma ke sath kamyabi ko Hasil karne koshish Karte Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

                  Word planning means to say Hamen Achcha kam plan banaa kar hi karna chahie Agar plan Hoga To Hamen daily basis per Jo Ham posting karte hain Agar Yahan per 50 plus Agar posting per Den Agar Ham kar le To Hamara target daily basis per Achcha Rahega aur Hamara Yahan per 350 post karne mein Forex mein bahut aasani Hogi Forex mein bahut aasani se posting karna acchi quality hi ki vajah se karna Hamare liye always benefit good language Hi Se Hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

                    G Han dosto Pak Forex me trading kerny Kaley hamein chahey keh hum Kise planning key SATh he trade lagein without planning key hum kbhe bhe kamyab NH ho sakein gey kun Pak Forex business me trading kerny ka Kam bohot he zeada mushkil he is ko planny key beghair kbhe bhe NH Kerna chaey NH to loss hasel ker bethein gey kun keh hum jitni bhe Pak Forex me mehnat Kerty Hein Aus ka result end me he trading kerny per nikalta he is Waja se he Kha gya he keh Pak Forex me trading Kaley planning ka Hona bohot he zeada zrori hota he
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

                      Assalam O Alaikum to all my forex friends!! Hopefully ap sb log khairiat sy hon gy or forex pe bht acha profit bh earn kr rhy hon gy...
                      G hn forex trading pe apko learning or skills ka hona bht zroori he or apko market ki bh poori smj hone chahye tb e ap is market me successful ho skty hen agr ap proper wey sy learning krty rhy gy or skills gain krty rhy gy to bht asaaani sy kamyabi haasil kr skty hen,,bs hmein wait krna chahye k hum acha work kren or kamyabi zror mily ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

                        ghan trading ke liye aap ke pass mansoba bandi ka hona lazme hay jis ke mutabik aap mahfooz tradin kar sakte hain orr aap bar waqat decisions se aapne trading ko munafa bakhsh bana sakte hain jo bhe kam aap kise planing ke sath karte hain us main aap ko nukasan ka khadsha bohat he km hota hay to hamain planing ke ahmyat ko samajhna chahye
                        Thank you for your attention
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

                          Ji haan bilkul theek baat hai Forex Traing main Plaining k Sath Kaam Karnay say e Acha Profit hasil hota hai, bagair Plaining k Hum Acha aur Long Term Kaam nai kar saktay, Plaining karnay say HUm Apnay Account Balance k Mutabik Lot lagatay hain aur Risk Management ki b Plaining kartay hain, jis ki Wajha say Humen Loss kam hota hai aur Profit Zayada hota hai. is lye Trading main Kamyab honay k lye Mehnat aur Plaining say Kaam karen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

                            bahut se baat karne padte hain aur senior ki bahut Suni pateria a democratic deni padati hai dam munh per hamekay leye Achi planning karain gey tu hi acha profit ho sakta hai Jo trading ki Achi planning nahin kar saktay woh trading mein kuch hasil nahin kar saktay is kay leyesamaj kar trading karen aur dil laga kar dilchaspi se kam karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading key lye planning bahut ziyada zarorai hai

                              Ji han bilkul theek kahan hai trading ke liye hamen planning karni chahie market ko understand karne ke liye jyada focus karna padta hai agar Ham acchi trading karna chahte hain achcha profit Hasil karna chahte hain to hi Ham jyada se jyada Forex mein apne time co-invest karenge to hi hamen trading acchi kar sakte hain jitna jyada knowledge hoga utna hi jyada profit hoga magar knowledge ke Ham profit Hasil nahin kar sakte aur jyada se jyada aap apne kam ko karne se pahle kam ke time table banane nahin chahie planning kar leni chahie ki kis tarike se aapane kam karke acchi earning Hasil karni hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X