Dear members Jaisa ke AAP Sab Jante Hain Ki market ko analyse karna important hai iske liye Ham different tools ka istemal karte hain Jin ki madad se Ham market ko analyse karne ki koshish karte hain ISI Tarah ka ek tool trendline Bhi Hai Jiski madad se Ham market ke up-and-down ko dekhte hain market ke flow ko check Karte Hain Ki vah kis side per ja raha hai aur kis side per tha iske liye Ham Ek line create karte hain different period ki jismein Ham Kuchh level set karne ke bad check Karte Hain Ki market kis condition Mein work kar rahi hai aur fir market ko analyse Karte Hain Ki Hamen kya step Lena chahie isko Ham Kahate Hain trendline ko follow karna Kyunki yah bahut important hota hai ki aap market Ke Chalte friend ko Dekhen ki vah kis site per ja raha hai aur last Mein uski performance kaisi thi Jab ham har chij ko English karte hain FIR Ham jakar market Mein risk Lete Hain Aise Hamen risk bhi nahin Lena chahie jab tak Ham trendline ko sahi se follow Na Kar Le
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим