Exponential Moving Average Indicator system aapko forex trading market mein bahut jyada advantages hasil karne ke liye bahut helping platform provide kar raha hota hai. Jab aap Forex trading market mein Moving Average Indicator system ko properly utilised karte Hain, to aisi situation main aapko Simple Morning average indicator or Exponential Moving Average Indicator system ko properly calculate karna hota hai. Simple Moving Average Indicator aapko last 20 and last 50 candlestick ki basis per Trading krny ki position show karta hai. Jab Kay Exponential Moving Average Indicator system aapko last 50 candlestick or last 200 Candlestick ki crossovers ki basis per information provided kar raha hota hai. Jab aap exponential moving average indicator system ko apni trading activities main include krty Hain, tu ismein aapko Golden Cross and Death Cross ko properly study karna hota hai. Iski explaination with charts analasis aap Kay sath share krny ja Raha Hun.
Golden Cross
Dear members agar aap Forex trading market mein exponential moving average indicator ko utilise kar rahy hoty Hain, or is main aapko For example 50 Candlestick wali moving average line ko blue colour sa indicate krty Hain, or last 200 Candlestick wali line ko Red colour main indicate krty Hain. Jab blue colour wali line neechy sa uper jye ge or red line ko cross krti hai, is situation main aapko Golden Cross milta hai. Basically ya bullish trend ki aik indications hoti hai, jismein aapko yah information provided ki ja rahi hoti hain, Kay short term main aapko bullish trend mein trading krni cheye.
Chart Explaination
Golden Cross ko properly explain krny Kay liye following mentioned chart patterns aapk liye bahut jyada helpful information provide kar raha hai. Is ko aap easily recognise and understand kar sakhty Hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим