Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss recovery kis thra se ki Jati hai...
    Agar Hamari trade lost me close Hoti Hai To fir Hamen Kuchh Socha Na Hoga Ki Ham kahan per mistake kar rahe hain aur kya mistake hai ki Ham Bahar bar trading Mein loss le rahe hain han yah baat samajh mein aati hai ki market Jab fundamental analysis per kam karna start kar deti hai To fir aapke technical analysis bilkul fail ho Jaate Hain Aise Bhi aapko samajh nahin aati kya karna chahie mere ko cal se is time per Hamen market ko avoid kar dena chahie ISI Tarah Ham plate kar sakte hain ki Kis Tarah Apne loss ko recover kiya jaaye loss recover karna bahut problem hai Kyunki agar aap account Mein Sada nuksan Le Lete Hain To aapke pass Piche Kuchh bachta Nahin Hai To fir aap kis chij ke sath loss recover kar sakte hain isliye Hamen koshish karne chahie ki apni posting per Hamesha focus Karen Kyunki Agar Ham Ek Taraf trading kar rahe hain to dusri Taraf Hamen posting ke sath bonus chahie Hota Hai Agar trading ke sath sath Ham posting karte rahenge aur bonus Sath Sath Milta Rahega To Ham apni recovery bhi acche se karte rahenge ya Ek Achcha plan ho sakta hai agar ismein acche se kam kiya jaaye to aajkal Kuchh problem mein chal raha hai yah platform is vajah se mera Nahin Khyal ke bonus mein kuch problem a rahi hai isliye cal next week check kiya Jaega ki kya ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

    Loss recover krne k lie sb se pehla km jo krna hota ha wo yeh k apna account stong krna hota ha kion k hamein loss b isi wjha se hota ha k hamare paas account balance km hota ha is liye pehle apna account strong bnaein us k badh ap ko loss ka Dr b nai ho ga or ap achi earning kr lein ge kion achi earning k liye ache account balance ka hona lazmi ha
    • #3 Collapse

      Re: Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

      Dear brother forex trading men sub se mushkil kam apnay loss ko recover karna hota hey lekin forex trading men mehnat se sub kuch mumkin hey iss liay forex trading men loss jitna bhi ho recover ho jata hey kiun k iss men mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey aur forex trading men small lot k sath thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu loss ko zaroor recover kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

        dosto sab se pale to main ap ke tawajo is bat ke janib dilana chahon ga ke loss ke hamasha koi na koi wajah hote hay jis ke waja se hamain nukasan ka samna karna parta hay koshish yah he hone chahye ke kam se kam ghalti ho trading mai jaisa ke trading main jald bazi se nukasan hota hay lalach main hamasha nukasan hota hay hamain apni islah karna hon ge or loss ko re cover karne ke koshish karna ho ge istarah hum kamyab hon gay loss ko recover karne main
        Thank you for your attention
        • #5 Collapse

          Re: Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

          Walaikum salam Dear Forex member's Kia hal hn umeed krta hn ap sab member's kheriyat se hon gye ji Han bilkul Sahi Kaha h ap ny thread mein Forex trading mn loss ko recover karny key lye ap ko bahut ziyada mehnat karni parti ha Forex trading mn apni mistake ko kam karin takey ap ko loss kam ho aur profit Acha mily
          • #6 Collapse

            Re: Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

            Assalamu Alaikum friends forex Business mein Hamen Jab Loss ho jata hai to use Loss ko Hamen recover karne ke liye Jyada mehnat ki jarurat Hoti Hai Kyunki Jab Ham Jyada mehnat karte hain acchi se acchi posting bhi karte hain aur usmein mistake bhi nahin Karte To Ham weekly is business Se Achcha bonus bhi Hasil kar lete hain Jo Hamare Business mein Loss hota hai usko bhi recover karne ke liye Hamen acchi mehnat aur acche knowledge ki jarurat Hoti Hai Kyunki acche mehnat aur knowledge Se Hi Hamen Achcha bonus Milta Hai
            • #7 Collapse

              Re: Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

              assalamu alaikum dear friends I hope you are define I am also find one thing keep in mind agar aap log Pakistan forest parampara kam kar rahe hain to sabse pahle agar aapko loss ho jata hai apne dost ko recover Karen agar aap apne dost ko recover kar lenge to hi aap it acche successful trader Ban sakte hain aur aapko achcha profit milega thank you Allah Hafiz
              • #8 Collapse

                Re: Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

                Dear pak Forex member Main ummid karta Hun ki aap sab khairiyat se honge yahi vajah hai ki loose l recovery kaise ki jaati hai yahi vajah hai agar Ham mehnat ke sath kam karke Ham kamyab ho sakte hain yahi vajah hai ki hamen apna Kam waqt per pura karna chahie aur mehnat ke sath kam karte Rahe to Ham jarur kamyab ho sakte hain yahi vajah hai hai agar ham Forex laugh ko recover karna chahte hain to hamen mehnat karni hogi yahi vajah Hai ki lash ko recover karne ke liye mehnat karni jaruri hai
                • #9 Collapse

                  Re: Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

                  G dear member agr apko trading ma loss ho jye
                  Tu apko mehnat kr k pahle apna account ko strong krna chyee take apka account wash na hon jitna zhida apka accoung strong ho ga itni achi ap trading kr skyn gy or jub trading achi ho gi tu apko loss hone ka itna he kam chance ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

                    dear member agar ap loss ko recover karna chahty hai to apko forex trading ke liye achi practice ki zarort hai uske liye apko chaiye ke trading ke liye demo account pe achi tara practice karni chiaye wo bhi kisi senior trade ke sath mil kar uske experience se ap achi tradig sekh sakty ha or jis se apko achi trading a sakti ha or phr ap asani se loss ko recover karna sekh sakty hai lot size kam rakhy senior se is bar mein achi informaiton hasil kare phr uske bad ap trade lagaye gye to apko loss ki bajay acha profit trading market se hasil hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

                      Hamen apna loss cover karna hota hy kun kay agar hum as men loss cover karen gy tu hamen as men kafi acha faida hasil hota hy tu hamen kotahy kay sath koi bhe kam nahin karna chahey kun kay agar hum forex men achy experience kay sath acha kam karen gy tu hum nakam nahin ho saken gy as lia hamen kotahy kay sath koi bhe kam nahin karna chahye kun kay agar hum saber kay sath forex men acha kam karen gy tu hamen as men kafi acha faida hasil hota hy tu hmaen kotahy kay sath koi bhe kam nahin karna chahye kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat karen gy tu hamen as men kafi faida hasil ho skata hy tu hamen kotahy kay sath koi bhe kam nahin karna chhaye kun kay agar hum kotahy kay sath koi bhe kam karen gy tu hum kamyab nahin ho saken gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

                        agar aap logon ko loss hua hai To mail or se bachne ka ek tarika Bata chuka hun pahle aaj main aapko batata hun kya lost ke bad humne recovery Kis tarah se karni hai to recovery karne ki ek hi example hai aur ek hi tarika aur vah tarika yah hai ki agar aap log apne bonus ko recover karna chahte hain bonus to recover nahin ho sakta lekin Agar aapko loss ho jata hai to bonus banana chahte Hain uska ek hi tarika aur vah tarika yah hai ki aap log daily basis per apni limit ko complete karte rahen koi bhi kaisa aayega ki aapko achcha bonus Diya jaaye aur aap logon se Mona se bahut jyada satisfied hokar kam karne lag jaaye Is tarah cell by mein Apni trade lagate hue aap kahin se kahin pahunch sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

                          aapke sath kar sakte hain Agar Ham Jyada Se Jyada karte hain aur experience ke sath baat karte hain aur Sabar ke sath Baat Karte Hain To fir Ham Forex trading Mein Apne Lash ko recover ka sakte hain isliye Amir Jyada Se Jyada mehnat ki ke sath sath Forex forum Ek Achcha bonus bhi Deta Hai jisse freak bahut acchi Ham trade bhi kar sakte hain aur Aise bahut acchi Yad Nahin cam Kabil bhi ho sakte habana deti hey aur forex trading men small lot k sath thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu loss ko zaroor recover kar saktay h
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

                            Jis Tarah Se aap trading Karte Hain aur trading Mein Jab aapko loss ho jata hai to use loss ko FIR recover karna Hota Hai ab loss bhi Waisi recover Hota Hai Jis Tarah Se aap trading Karte Hain ismein for different yah hai ki Aap Jo losco recover karte hain vah profit Mein Karte Hain means ke aapane $10 ka launch Kiya Hai hai to aapko dubara trading Karni Hogi aur $10 ka profit banana hoga jo aapka recover mein Main automatically pura ho jaega To aap Jitna Jyada loss Karte Hain aap utna Jyada usko recover Karke Dete Hain Jab tak aap recover Nahin Karte tab tak aap profit Nahin banaa sakte hain Jitna aapki recovery hai aap Kitna profit Banayenge vah aapke recovery Wapas ho jayegi to aap Uske bad aap ka Jitna Bhi profit Hoga vah aap apna Vishva Karva sakte hain recovery se pahle aap Jitna Bhi profit banaya hai aap usko with Jani Karva sakte ho aapka automatically Wapas recovery Mein cut jaega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss recovery kis thra se ki Jati hai...

                              Assalam𝖺𝗅𝖺𝗂𝗄𝗎𝗆 hope you all are fine Forex trading per mehnat Karke Apne loss ko recover kar sakte hainHamen is market Mein proper time spent karna hoga Jab Ham is market Mein Achcha time spent Karte Hain To Hamen is market mein jyada Se Jyada advantages ko increase kar sakte hain Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham is market Mein properly analysis Karen aur Market Mein different tarike se kam Karen Jab Ham market Mein different important anus is per completely study Karte Hain To Ham is market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Hamesha market Mein acchi earning hasil kar sakte hain agar ham mehnat Karke kam karte Hain to ham log kamyabi hasil kar sakte hain agar ham mehnat Nahin karenge to ham kabhi bhi kam jawab Nahin ho sakte hain Forex trading best profitable business hai lekin is per kam karne ke liye hamare pass knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri haiForex trading per kam karte hue hamen is baat Ka khyal rakhna chahie ki ham Apne kam per jyada se jyada focus Karen jab Apne kaam par jyada se jyada focus karte Hain to humse bahut kam mistakes hoti hai aur ham jyada se jyada profit hasil kar sakte hain agar ham Apne kam ko Dil se karte Hain to hmain kamyabi milati hai trading karne ke liye hamen sabse pahle jyada se jyada mehnat Karni chahie jab ham jyada se jyada mehnat karte hain to abhi ham profit hasil kar sakte hain agar hamare pass knowledge or experience jyada h Forex trading Mein Hamare liye demo account to practice ke liye best account to hai agar Hamen demo account to per practis Karte Hain To Ham Jyada Se Jyada Na Lage Aur experience gained kar sakte hain Hamen trading karne ke liye market ka acche tarike se analysis karna chahie Jab Ham proper bhi Mein analysis Se Karte Hain To tab bhi hi Ham successful trading kar sakte hain lekin Agar Ham proper Mein Main Market Analysis Nahin Karte To Ham trading Mein success Nahin Hasil kar sakte Hamen apni mistakes ko avoid nahin karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X