Candle stick behaviour.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Candle stick behaviour.

    Technical evaluation direction whole karne ke liye candlestick sample bahut hello crucial hote Hain Jab aap the Forex market trading market mein candlestick sample ko absolutely examine karte Hain to usmein aap ko actually bahut jyada advantages available ho sakte hain basically candlestick sample of ke liye important records score offer kar rahe hote hain aur ismein aapko hamesha most results generate karne ke liye candlestick sample aapke liye essential choice making ko best banane mein important function play kar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Candle stick behaviour.

      Aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko candle stick ko samjna bohat zurori hai jab aap candle stick ko samaj jay gay tu aap acha trada lga saktay hai jab aap candle stick ko nhi samajy gay tu aap ka Lia trade lgna moskal hota hai iss Lia aap ko candle stick ko samaj Kar trade lgna chaiy
      • #18 Collapse

        Re: Candle stick behaviour.

        G aj hum candle behaiver k bary main candle behaiver humain trading main bhot madadgar sabit hota hy candle behaiver k zareay humain market main honay wali tabdelion ka ba khubi andaza ho jata hy candle ki body humain price increase hony k leay indicate krti hy agr candle up trnd main taiz raftari say barh rhi hy to is ka matlab hy k market ki price increase ho rhi hy or agr limited time frame main is size increase hota hy to is ka matlab hy k market mai uptrend ko tazi say fallow kry gi
        • #19 Collapse

          Re: Candle stick behaviour.

          Candlestick pattern ke bahut se behaviour hote Hain in behaviour ko samajhna aur intimate abe trade karne ko market ko analyse karna kahate Hain Jo bhi member candlestick ke behaviour ko samay jata hai aisa samjho ke vah ek professional trader ban jata hai candlestick pattern mein bahut sare behaviour hai intercourse sikhane main bhi time bahut Kam lagta hai aur agar unko Sikh jaaye to unsy profit bhi bahut achcha milta hai
          • #20 Collapse

            Re: Candle stick behaviour.

            Assalamu alaikum dear Forex member kaise hain aap sab ummid karte Hain ki aap sab khairiyat se honge aur forex business mein apna Kam kar rahe honge achcha question kiya hai aap logon ne ki hamen candlestick ke behaviour ko Lakshmi palan karna chahie aur dekhkar trading karni chahie agaram soche samjhe bagair trading karenge to aise hamare trading loss mein ja sakti hai hamesha trading mind ke sath Karen taka trading perfect ho aur achcha bonus Kama sake
            • #21 Collapse

              Re: Candle stick behaviour.

              Walekum assalam dear is market mein aapke pass different candlestick patterns hote hain Jin ke mutabik aap trade Karte Hain*market Mein kam kar rahe hote hain to ismein aap dekhte hain kya kar aap is market Mein money management ke rules and regulations ke sath kaam Karti Hain To iska aapko bahut jyada fayda hota hai Kyunki Jab aap money management ke sath kam kar rahe hote hain to usse aapka kaun se hota hai aur aapko ismein fayda Milte Hain Jab tak aap money management ke rules and regulations ko follow Nahin Karenge is aapka account kabhi bhi watch Nahin hoga Jab aap is market Mein kam Karte Hain To usmein aap dekhte hain ki aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar Aur Kate ful is market Mein trade open karna Hoti Hai Jab tak aap is market Mein Koi Bhi trade open karte hain aur uske sath stop-loss ka istemal Nahin Karte to aapki trade Jyada risky ho sakti hai aapko money management Ki Main lot size ki selection Apne account capital ki mutabik karna ho ki aur Soch samajhkar trade open karna Hogi agar aap ismein candlestick pattern per kam Karte Hain To aapke liye bahut jyada profit ho sakte hain.
              • #22 Collapse

                Re: Candle stick behaviour.

                Candlesticks behavior hamesha change rehta hay asal mn is ka depends ap ki market pa he hota hay q k candles hmesha market k sath he chalti hn ager ap pattern of candles ko b samajh len tb b ap is sa bht ziada fida hasil ker sakty hn or achi kamyabi hasil ker sakty hn forex aik international market ha jo all the businesses of world ko touch kerti hay to hmen is ko samajhnya ki bht ziada zarorat hay taky hm is mn kamyabi hasil ker saken or achi income bna len.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Candle stick behaviour.

                  candlestick ko study Karke Agar ap trade karte hain to aapko bahut benefit hota hai candlesticks aapko market movement ke bare mein batate hain isase aapko market ke future trend Ka pata chalta hai Agar ap trend ko follow karte hue trade karte hain to aapko bahut benefit hota hai Forex trading method karne ke liye ye aapke pass acha knowledge or experience hona chahie agar aapke pass Forex trading se related knowledge hai aap candlestick aur market ki moment ko understand kar sakte hain to aap bahut profit hasil kar sakte hain Apne experience ko improve karne ke liye aapko demo account ke upar jarur practis Karni chahie demo account ki practice se aapka experience improve hota hai aur aap kamyabi ke sath trading kar sakte hain demo account ki practice aur knowledge ke sath aapko real account mein bahut jyada help milati hai isliye Apne knowledge or experience ko improve Karke trading Karen itna acha knowledge or experience Hoga aapko utha jyada reward milta hai Forex trading mein success hasil karne ke liye emotional discipline ke sath kam Karen aur Stop loss jarur lagaen risk to reward ratio ko follow karke trade karenge to aapko uska reward jarur milta hai aur aapka account safe rahata hai Forex trading me Apne knowledge or experience ko improve Karke kamyab ho sakte hain candlestick ko study kiye bagair ap Forex trading mein Kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte

                  اب آن لائن

                  avatar Aviz
                  avatar Azaad
                  Working...
                  X