Market movement ko samjhna chahiye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market movement ko samjhna chahiye.
    Assalam o alaikum Dear Forex member's Kia hal hn umeed krta hn ap sab member's kheriyat se hon gye
    Ji Han main ap sab member's ko batana chata hn Forex trading mn agr kamyabi hasil karni ha tu ap ko market movement ko samjhna chye aur apna ziyada se ziyada time market main spend karna chyie takey ap ka trading experience improve ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market movement ko samjhna chahiye.

    ji han trade lagane se pahle hamen market ki movement ko samajhna chahie Agar ham log trade lagane se pahle market ki movement ko understand karenge To hamara analysis achcha Hoga aur is chij ko kahate Hain ki ham log achcha analysis kar le kar rahe hain to yah chij hamare liye bahut jyada jaroori hai aur hamen ine chijon ko apne mind mein rakhte hue kam karna chahie kyunki success aise nahin milati jaise ham log Kane karne ki try kar rahe hain
    • #3 Collapse

      Re: Market movement ko samjhna chahiye.

      Assalamu Alaikum friends Business mein Hamen Sabar se kam karna chahie aur Hamesha mehnat aur Lagan ke sath kam karna chahie aur Hamen is business Mein market ke movement ko bhi samajhna chahie Kyunki market Kabhi Upar aur Kabhi niche hoti rahti hai isliye Hamen market Kho lazmi analyse karna chahie Taki Ham market ke bare mein acchi Tarah Jaan sake aur Hamen is Achcha experience Bhi Milega aur jab trade lagaenge tab Hamen Achcha profit bhi mil Jaega isliye ham main market ki movement ko lazmi check karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Market movement ko samjhna chahiye.

        Market ki movement ko dekhna lazmen hota hy kun kay agar hummarket ki movement ko nahin dekhen gy tu hum as men acha profit hasil nahin kar saken gy balkeh hum nakam ho jayen gy tu hamen himat nahin harny chahey kun kay forex men kam karna aan nahin hy as men achy experience kay sath ur saber kay sath kam karny waly hi achy earning hasil kar sakty hain tu hamen himat nahin harny chahey kun kay forex men jo log himat har jaty hain tu voh kabhy bhe as men acha profit hasil nahin kar sakty hain balkeh voh nakam ho jaty hain kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men bahut achy l;agan kay sath kam karny waly log achy earning hasil kar sakty hain kun kay forex men kam karny kalia hamen bahut zeyada time dena hota hy agar hum forex ko time dety hain tu hum kamyab hj jaty hian ur agar hum forex ko time nahin dety hain tu hum as men kamyab nahin o sakty hain balkeh hum mukamal nakam o jaty hain tu hamen jaldi nahin karny chahey kun kay forex men saber karny waly hi achy earning hasil kar sakty hain kun kay forex men jo log saber nahin karty hain tu voh nakam ho jaty hain tu hamen himat nahin harny chahey kun kay agar hum forex men himat har bhe jaty hain tu hum kamyaby hasil nahin kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Market movement ko samjhna chahiye.

          Forex per mehnat ke sath aapko market ki movement ko samajhna bahut jyada Jaruri hota hai trading main aap tabhi kamyabi Hasil kar sakte hain Jab aap market ki movement ko samajhkar trading Mein entry lete hain tabhi aap ek Kamyab trader Ban sakte hain Soch Samajh Kar ki Gai trading aapko Achcha profit deti hai isliye Hamesha market ko samjhe aur uske sath red open Karen
          • #6 Collapse

            Re: Market movement ko samjhna chahiye.

            G han forex trading aik tough aur risky business hey iss men jo log market ki movement ko samajhay bagher trading kartay hen woh bey tukki trading kartay hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay market ka mukaml anaylsis karen aur phir market ki movement ko samaj kar trend ko follow karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen lekin koshish karen k lalach aur jald bazi se kam nah len
            • #7 Collapse

              Re: Market movement ko samjhna chahiye.

              Aslam alaikum ummed hai Sab member khairiyat se honge aur Forex trading mein successful hone ke liye koshish KR rahy hoon gay


              Forex trading aik buht Acha online business hai is business me kamyab hone k liy ap ko apna knowledge aur experience improve karna chaiy knowledge aur experience say hi ap kamyab ho sakty Hain

              Agr ap k pass achcha knowledge ho GA to hi ap market ko analysis kr sakty Hain aur analysis say hi ap Achi trade kr sakty Hain analysis say hi ap market trend ko identify kr sakty Hain aur pir jab ap trend ko follow krty Joey trading krty Hain to ap zayda profit earn kr sakty Hain.

              Market movement ko samaj k trade krny say hi ap Acha profit hasil kar sakty Hain. Market movement ki understanding say hi ap ko benefit hota hai.


              Jo log market movement ko samjhy bhaigair trade krty Hain wo buht nuksan uthaty Hain age ap nuksan say bachna chaty Hain to apny knowledge aur experience ko improve Karin


              Knowledge aur experience Ka sath hi ap ko market movement ki samjh ATI hai aur ap expert trader ban sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Market movement ko samjhna chahiye.

                trading main aap mukamal kamyab he us waqat hote hain jab aap ko market ke movemint samajh main aane lagte hay jab tak aap market ke movemint ko nahe samajh late tab tak aap ko market main intre nahe lane chahye hamasha market ke movemint par tawajo dain or kamyabi ke liye koshish karte rahain
                Thank you for your attention
                • #9 Collapse

                  Re: Market movement ko samjhna chahiye.

                  Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sab theak hon gay or forex trading sy bohat acha profit gain kar rahay hon gay g apki baat bilkol theak hy hami market ki movement ko smjhna chahiey hum jis bhi pair py trade laga rahay hon hami chahiey ham osy pehly market main achi tarah sy analysis karain oski movement ko samjhy hami monthly phir weekly or phir daily base py candles ko check karna chahiey or dekhna chahiey market kis tarah apni movement dikha rahi hy phir hami osi hisab sy apni trade ka faisla laina chahiey es tarah hum planing ky sath trade ly kar forex sy bohat acha profit gain kar sakty hain or forex buisness main success hasil kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market movement ko samjhna chahiye.

                    Dear pak forex member aapki baat bilkul dost hai agar Ham market ki munh Ko samajh Kar trade lagaenge to Ham achcha bonus hasil kar sakte hain isliye hamen chahie ki mehnat ke sath aur focus hokar trade lagaen aur apna dhyan trade per hi rakhen aur aap movement ke bare mein aur Karen Taki aap acchi market ko dekhen aur FIR trade lagaen agar hamare pass bonus jyada Hai to Ham acchi tarah Se trade laga sakte hain aur kamyab ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Market movement ko samjhna chahiye.

                      Ji haan bilkul theek baat hai Forex main Trading kartay Waqt , Market ko Achay se Analyse karna Zaroori hai aur daikhna chahye k Market ki Movement ki Direction main hai, Market ki Direction ko daikhnay k baad e Hum Entry le saktay hain, Market ki Movement ko Trend b kehtay hain, Trend ki Direction main ki janay wali Trades hi Profit daiti hain, Trend is your Friend Untill its Bend, is k lye Humen Forex ko Mehnat se seekhna chahye, Forex ko Zayada Time dena chahye aur Plaining kar k kaam karna chahye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market movement ko samjhna chahiye.

                        Assalamu alaikum dear friend yah baat aapki bilkul theek hai ki jitna jyada Ham mehnat karenge hamen mehnat ka fal milega Pakistan Forex foreign per kam karne ke liye aapko jyada se jyada mehnat karni padati hai jitna jyada aapka kam hoga utna hi jyada aapko experience or ka bar bar kam karne se aap aapka actors achha hota hai friend Apne kam ko vetan 10 mein karne ke liye aapko jyada se jyada kam karna hoga aap aapko kam ki quality acchi rakhni hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: Market movement ko samjhna chahiye.

                          Assalam-o-Alaikum 🤝,

                          Dear forex members hope you are doing well and getting good income from Forax business and completing your daily target of posting on Pakistan Forex forum with your hardworking, dedication and commitment to your work.

                          G hn apne bilkul theek kaha hai hme market ki movements ko smjna chaye, agr hm market ki movements ko smjne ma kamyab ho jate hn to phir trading ma asani ho skti ha, market ki movements ki base par he trade ki success and failure ka pta chlta ha,

                          Agr ap b forex Trading kr rahe hn or Apni Trading ko successful and profitable bnana chahte hn to ap ko b market movements ko smjna chaye or market movement ko use kr trading krni chaye is se ap acha profit hasil kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Market movement ko samjhna chahiye.

                            Assalam u Alaikum dear members umeed Karta hn ap sab kheriyat sy hon gy forex main kamyab trading karny k liye hamain mehnat or lagan sy kàam Karna chahiye market ki movement ko analysis karty rehna chahiye market ki value ko dekhna chahiye without expirence or knowledge k trading karny sy loss b ho sakta h is liye demo account py practice karty rehna chahiye APni galtiyon ko control karna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market movement ko samjhna chahiye.

                              movement ko samajhna chahie ki hamari market kahan se kahan ja rahi hai kis tarah harkat kar rahe kis tarah movement kar rahi hai hamen sochana chahie ki hamen market kahan se kahan tak le ja sakti hai isliye hamen Puri tahqeeqat ke sath is market karna chor nikalna chahie agar hamesha market ki tar per chale jaate Hain to hamen acche se acche hote hain hamen jaldi nahin karni chahie Bal ke Puri tarah bahut aur sath ke sath hi karni chahie agar Ham aapane aisa SAR to charbagh to control karenge to hamen kam Ban jaenge agar Ham Kam nahin to iski vajah ya nahin humne apne aap ko usse mein Dal diya jo log gussa karte Hain to kabhi train nahin kar sakte Jo jazbati Hain to kabhi train nahin kar sakte

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X