Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.
    Hello friends how are you I hope you will fine and you will get a good profit from Forex. dosto aaj main aapko batana Chahta Hun Ki trading ka sabse pahla asool yahi hai kah aapko market ko analyse karna chahie Kyunki Jab aap market ko analyse Karenge to aapko market ki movement ka andaza ho jaega keh market Upar move kar rahi hai yah market niche Move kar rahi hai Jab aapko market ki movement ka andaza hoga tab aap acche points say trade open karke Achcha Profit hasil kar Sakenge lekin aapko yah Baat Yad Rakhna chahie keh market ko analyse Kiye baghair kabhi bhi trade open na Karen Kyunki Jab aap market ko analyse kiye baghair trade open Karenge to aap ko trading me Aksar nuksan hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

    Walaikum salam Dear Forexs member's Kia hal hn
    Ji Han bilkul Forex trading mn kamyabi hasil karny key lye ap ko ziyada se ziyada market movement ko samjhna chye aur jitna ziyada ap apny experience key sath market movement ko analysis karty hwy trade lagain gye ap ko utna ziyada faida hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

      Assalam O alaikum to all my forex friendz!!Hopefully ap sb log khairiat sy hon gy or forex pe acha profit bh earn kr rhy hon gy!!!
      G han market ko analyse krna bht zroori he or ap hmesha market ko analyse krky fr usky bd trade kren,jb tk apky pas market ki learning or market k analysis ni hon gy tb tk ap kuch bh trade open na kren or bs wait kren jb tk ap learn ni krlty or usky bd proper work start kren
      • #4 Collapse

        Re: Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

        Dear Forex member aapane bilkul durust farmaya hai agar aap market Mein kamyabi Hasil karna chahte hain aur Market Mein Ek acchi aur profitable trade open karna chahte hain to Fir aapko chahie ki aap pahle market ko acche se analyse kar len market ka analyse Karne Ka Tarika jo hai vah 3 parts Mein divide Kiya gaya hai jismein technical analysis bhi aata hai fundamental analysis bhi aata hai aur sentimental analysis bhi aata hai ya ab Aap Par depend karta hai ki aap Kis Tarah usko analyse karte hain lekin jo sabse most important part hai waha technical analysis technical analysis main aap market ki previous history ko check karte hue market Mein Apne trade ko open karte hain isliye aapko koshish karne chahie ki agar aap market Mein kam karna chahte hain to aap pahle technical analysis Karen aur Market ki sari previous history ko check Karen market ki previous history mein jo chij aati hai vah aata hai aapka candlestick analysis Jab aap candlestick analysis acche se kar lete hain aur Market ko uski ki majbur check karne lag Jaate Hain To fir aap market ka Jaise analysis kar lete hain aur aap ko pata chal jata hai ki is situation Mein aapane Sal karna hai yah bye karna hai aur per aap aasani se market Mein Ek profitable trading open karke profit aur acchi earning kar lete hain
        • #5 Collapse

          Re: Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

          Jo log planning ke bagair analysis ke bagair aur trend ko jaane bagair trading karte Hain vah hamesha na kam ho jaate Hain unko Mein guarantee data hoon ke woh ek na ek din jarur na kam honge isliye main aap logon ko yah mashwara dunga ki agar market kaun hai analysis karte hain aur aapke pass ek acha trend ka maloom pad jata hai to aapko trade Karni chahie isliye yahan per Khushi Khushi kam Karen aur Khushi Khushi kamai Karen Jo log mehnat karte hain vah kamai karte Hain Jo log mehnat Nahin karte vah Khush bhi nahin hote aur apni life ko behtreen se badtareen banate jaate Hain kyunki vah mehnat karte Nahin jiski vajah se vah Na kam ho jaate Hain apni life ko chhod dete Hain phir aur nakam ho ke ghar mein pade rahte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

            G dost aise kam hame nahi karny chahiye ke jis se hame end me loss ho jaye beghair analysis ke bhi agar ap trade me jao ge to apka is se loss hone ka bohat chance ban jata ha loss se har koi avoid karna chahte ha loss koi bhi nahi chahe ga is liye apko loss se dor rahna ha aur us ke liye aise kam karne ha jis se apko loss bhi na ho aur ap profit gain kar sako ge ye asaan nahi ha lekin apko himat se karna ha
            • #7 Collapse

              Re: Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

              Assalamu Alaikum forex for kaise hain aap Sahab ummid hai aap sab khairiyat se Honge Allah Tala aap Sabko Hamesha khush Rakhe Ameen

              Aapko Yahan per nasihat ki ja rahi hai kya agar aap market ko open karen to usko pahle Mukammal Taur per analyse Karen Jitna aap market panelize Karenge aap market hota hai Jyada samjhe Denge aapko out Nahin Jyada work karne mein aasani hun ki tabhi aap acchi trading kar sakte hain ab Jitna trade mein time Denge utna hi aapke liye Achcha hai Kyunki market jo hai vah time to time update hoti rahti hai agar aap usko mukmmal analyse Nahin Karenge to aapko uska nuksan ho sakta hai to koshish kar rahe hain aap Yahan per Jab Aaye market ko open karen to usko acchi Tarah Se analyse Karen Jitna aapka strong analysis Hoga utna Yad aap acchi planning kar Payenge aapki planning jo hai vah aapke liye Achcha result Legi Tu Itni aap result Kobita karna chahte hain Jitna aap profit karna chahte hain Allah aapko utna hi jyada jo hai na Nava Denge to koshish Karenge jo bhi aapko rules Ja Ja usko follow Karen Jitna time de sakte hain to desh ko de Kyon aapke liye aasani Hogi ISI Tarah Se jawab market ko open Karen tab aap mukmmal Taur per market ka Nalayak Karen acchi Tarah Se dekh le unke Chitti movement hai usko samajh mein Uske bad Stewart Lagaya aap Logon Ke Liye Hi Sahi Hai Ki unke agar aap Is Tarah Se Karenge to aap Khush ka nuksan ho sakta hai agar Mukammal Hua per market se nahin Honge isliye koshish Karenge apne aap ko jo hai market se update rakhen Tak yah Ke Acche trade kar sake
              • #8 Collapse

                Re: Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

                Hamen market ko achy tarah say analysis karna hota hy kun kay agar hum market ko achy tarah say analysis nahin karen gy tu hum kamyab nahin ho skty hain balkeh hum nakam ho jaty hain kun kay forex men trading karna asan nahin hy as men bahut zeyada time dena ota hh agar hum market ko checkk kar kay as men trading karty hain tu hum acha nafa hasil kar sakty hain ur agar hum market ko check nahin karty hain tu hum nakam ho jaty hain tu hamen jaldi nahin karny chahey kun kay forex men trading karna asan nahin hy as men saber karny wal;y hi acha nafa hasil kar sakty hain tu hamen saber lazmen karna chahey kun kay forex men bagheer achy experience kay hum achy earning hasil najhin kar paty hain tu hmaen jaldi nahin karny chahey kun kay agar hum kabhy bhe kisy bhe kam men jaldi karty hain tu hum nakam ho jaty hain ru hum as men achy earning hasil nahin kar sakty hain as lia hamen himat kay sath market ko lazmen check karna hota hhy ur hamen market ko achy tarah say analysis karna hota h agar hum market ko achy tarah say analysis nahin karty hain tu hum nakam ho jaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

                  G han forex trading men achi aur kamyab trading karnay k liay market ka anaylsis karna zaroori hey aur bagher anaylsis k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay seniors se rabta kar k market ka anaylsis karna seekhen aur phir trading chart ko dekh kar news aur signals check karen aur candlestick ki madad se market ki movement ko samaj kar trend ko follow karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

                    Dear Forex member main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex se acchi earning Hasil kar rahe Honge aur Forex se bahut Kuchh Sikh Rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main Hamen Hamesha is Baat Ka Dhyan Rakhna chahie ki Hamen kabhi bhi market ki movement ko check kiye bagair yah market ko analyse Kiya Bajar kabhi bhi trading Nahin Karni chahie Kyunki Agar Ham market ko analyse kiye bagair trading Karenge To Hamen loss bhi ho jata hai aur ham Apna account bhi watch Karva sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham trading karne se pahle market ki movement ko acchi Tarah check kiya Karen aur acche experience ke sath analyse Kiya Karen Iske bad trading Kya Karen tab hi Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye FIR milenge Khuda Hafiz.
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

                      Forex ek online business hai jismein kamyabi ky liay humen chahiay keh hum apni learning ko increse karen.humen chahiay keh hum Daily basis pr ismein work Karen aur apni learning ko increse karen.humen market ki movement ko dekhna chahiay market ki prices ko analyse karte rahen aur jis cheez or trade Karen usky bary mein information gain Karni chahiay aur market ki movement ko samjhen jb Market clear ho to humen trade karni chahiay issay hum bohat ziada experience gain Kar sakty Hain aur loss say bhi Bach Sakty Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

                        Analysis bot he ziyada zrori ha kion k jo forex ko smjhta ha k is pr kese km krna ha wk lazmi pehle Market ka ache se analysis krta ha kion k wo janta ha k is k bagair use market ki movement ka andaz anai ho ga jb wk yeh sb smjh jata ha to wo interesting ho kr anlysis krta ha or is trah market ki movement ka pta chl jata ha kr hamari trade hamein profit deti ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

                          Always first of all Hamen Aisa nahin karna chahie Ham Forex mein agar in a message karte hain market ke bare mein karte hain market ke liye Karte Hain To Hamen Ho bilkul Achcha Sa Hamesha profit Achcha Sa Banna sa use Surat Mein always modify hoga Ham Agar bilkul mistake ke bagair kam Karenge mistake hone Ki Surat mein online work mein bilkul Forex Mein Kamyab Hona incomplete Hoga impossible Hoga isliye Hamen Yahan per possible work karte ho ek kam karna hai agar possible work Nahin hoga to kam Hamara bilkul complete Nahin hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

                            Market ka analysis ktee baghair trade ko open nhi krna chaheye qn k market ka analysis krna zaroori hai aur wo is lyee taa k analysis sy hamen yeh pta chal saky k market ki kya movements hein. aur market ki kis movement pr hamen profit ho sakta hai aur kis movement pr hamen nuqsaan ho sakta hai.
                            Market ka analysis kr k agar trade open kren gy tu us trade men hamary profit k chances zyada sy zyada hon gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ko Analyse liye baghair trade open na karen.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Muradbalochkhan305 پيغام ديکھيے
                              Hello friends how are you I hope you will fine and you will get a good profit from Forex. dosto aaj main aapko batana Chahta Hun Ki trading ka sabse pahla asool yahi hai kah aapko market ko analyse karna chahie Kyunki Jab aap market ko analyse Karenge to aapko market ki movement ka andaza ho jaega keh market Upar move kar rahi hai yah market niche Move kar rahi hai Jab aapko market ki movement ka andaza hoga tab aap acche points say trade open karke Achcha Profit hasil kar Sakenge lekin aapko yah Baat Yad Rakhna chahie keh market ko analyse Kiye baghair kabhi bhi trade open na Karen Kyunki Jab aap market ko analyse kiye baghair trade open Karenge to aap ko trading me Aksar nuksan hoga.
                              hamen always hi market ko analyse Karke trade open Karni chahie jab ham without analyse trading karte Hain to hamen nuksan aata hai isliye hamen with analysed with understand market mein entry leni hogi tabhi ham profitable trading kar payenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X