Take Profit & Stop Loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take Profit & Stop Loss
    Ye donu tools behtreen cheezein hain, lekin in ko istimaal karne ka tareeqa aanay chahiye, aap log kiya kehte ho?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trading main hard working karni parti hai. forex kay baray learning karni parti hai jo diffiacult hai starter trader ko. demo acount say practice karein takay ap ko trading ki samjh a jay.
    • #3 Collapse

      ge mere khyal men behtar to he un logo ke lie jo trading se darte hen loss se darte hen q ke in ke use karne se ye bat to wazeh he ke ap ko nutna profit nahi mile ga jitna hona chaie.
      • #4 Collapse

        New trader ko pehlay pehle hmaisha mushkil paish ati hai jaisay hi wo trdaing start krta hai wo trading k baray main information leta rehta hai.Forex trading k baray main hamain pehlay information pta honi chahiye or ye itna asan nahi hota.
        • #5 Collapse

          I am say that the both option is good. We are use the regular and we are successful working onnthe Forex business.
          • #6 Collapse

            Bahai ahab profit hasil krne k liye to yehe best hy k smjh k trading krn or loss sy bachne k liye bhter hn k lalach na krn
            • #7 Collapse

              stop loss and take profit are the two tools used in this business of the forex trading, if you are new to this business then you should read about them and you should also use them with every trade for safe trading.
              • #8 Collapse

                forex trading men apko take profit aur stop loss zaroor set karne chahiyen aur is mein apko inke baghair koi bhi trade nahi lagani chahiye.
                • #9 Collapse

                  gee haan bhai forex trading mein bhtre ke lie aur ziada losses na hon trader ko stop loss lagna hota he aur trader ko apne profit ka target hasil krne ke lie take profit lagana hota he es tareeqe se trader sahih trade kre ga aur profit earn kr le ga
                   
                  • #10 Collapse

                    g ha bilkul bhai jaan forex trading mai ap theak k rahe ho take profit and stop loss ki bhot ehmiate hai ye basicaly markets ko analysis karne k baad use kia jata hai is say humay trading mai itna ziayda loss nhe hota hai balke take profit say humay humara profit automatic hasil hojata hai isay markets ko watch karne k baad set kia jata hai
                    • #11 Collapse

                      gee haan bhai take profit aur stop loss donon he behtreen chezein hemin aur hm ko in ke istemal krne se apne trading mein boht faida hota he aur hmein apne trading mein in ka istemal krna lazme he aur hm in ke istemal se apne account ko safe kr lete hien
                       
                      • #12 Collapse

                        Take profit aur stop loss yeh donon techniques use krni chaheye aur all traders ko in key barey main fully information leni chaheye. Stop loss sey aap big loss sey khud ko bacha saktey hain jabkeh take profit aap ko greed sey door rakhta hy. Hamain trading sey pehlay stop loss ko zaroor use krna chaheye takeh fast movement ki waja sey big loss na ho jaye.
                        • #13 Collapse

                          ye important hain stop loss aur take profit both tolls bhut hi zarori hyn forex main important tools hain har acha trader use karta hy inka ore main khud bhi inka istemal karti hun ye hamarry account ki safety kay lye bhut hi zarori hy ye hamara account wash honny say bachata hy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            g haan bhai jaaan ham ko as main apny tek profit aor apni stop loss ko laga denaq chahiyhai q k ye hi hamare liy bihtar hai aor ham ko ye hin karna chahioy hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X