Assalamu Alaikum dear member Forex trading market mein agar aap successful trading karna chahte hain, aur ismein trading ki Different techniques ko properly utilise karna chahte hain, to definitely aapko successful trading karne ke liye different important factors ko carefully study karna hota hai, otherwise app successful trading nahin kar sakte hain. Aaj main aapko scalping karne se related kuch important factors ki details batana chahta hun, jo aapke liye helpful ho sakti hain.
Leverage
Dear member agar aap leverage facility ke roll ko scalping ke liye carefully focus karna chahte hain, to sabse pahle aapk sath leverage aur scalping ki explanation karna chahta hun. Leverage broker ki taraf se basically ek credit facility hoti hai, jisko app properly utilised karke apni trading ko profitable bana sakte hain, iska basic purpose yah hota hai ki agar aap ka account balance aapko yah alow karta hai, kay aap apne account balance per just 10000 units purchase kar sakte hain, lekin Jab aap apni credit facility ko utilise karte Hain to iski bases per aap more than 10,000 units on the same balance purchase karne ki capability hasil kar lete hain, isko aap leverage kahate Hain.
Scalping
Forex trading market mein ek aisi technique jismein aap maximum lot size per apni trading karte hain, to market mein Main kuchh PIP apni favour mein aane per apni trade ko close kar dete hain, aur maximum profit hasil kar lete hain. Lekin is strategy ko properly utilised karne ke liye aapka market mein extra experience aur extra self-confidence Ka hona bahut hi important hota hai. Is technique ko aap Forex trading market mein scalping technique kehty Hain.
Role of Leverage in Scalping
Dear members Forex trading market mein agar aap scalping karna chahte hain, to ismein aapko high leverage account bahut hi important platform provide kar raha hota hai, kyunki Jab aap apni best experience ki basis per ek exact confirmation ke sath entry lete hain, to ismein aapko maximum leverage facility bahut hi helping platform provides karti hai. Agar aap minimum leverage account per scalping technique ko utilise karna chahte hain, to definitely ismein aapko bahut jyada advantages available nahin ho sakte hain. Aapko hamesha yah koshish karna hogi ki agar aap scalping technique ko properly well experienced hokar utilise karna chahte hain, to iske liye aapko maximum leverage facility hasil karna hogi. Aik eisy broker ki selection krna ho ge, Jo aapko maximum leverage facility provided kar raha hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим