Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain
    Salam
    Jb b hum forex trading karty hain to hamain market movement ka pata ne hota k loss ay ga ya profit is laiye bohat bar aisa hota hy k shuru shuru main loss ata hy augur hum tawajo na dain to loss barhta jata hy or hum kuch b ne kar paty is liye hamain chahye k hum forex trading main stop loss lazmi use karain is se hamara account wash ne ho ga or kam loss he recover karna pary ga
    Take profit k b bohat se faidy hain jb ap ne trade shoru kar de to ap ko musalsal trade ko watch karna pary ga augur ap take profit use karain gy to trade ko wath karny ke zarorat ne jb ap ko sahe profit aa jay ga trading khud ba khud band ho jay ge
    Salam
    Thanks to all forex members to read my post
    If you like my post please give me thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

    Trading is traha nahin hoti kay market ka pata na ho hum ko is market ko samjhna cahaiye aur har traha se is ko analysis kar kay trade open Karni cahaiye aur is kay leye technical analysis aur fundamental analysis karna cahaiye aur agr phr bhi loss ho tu is kay leye best tools hota hai stop loss ka hum stop loss ko laga kar trading karain gey tu is se hum apne account ko safe rakh saktay han aur buht ziada loss se bach saktay han

    Forex business mein stop loss ko laga kar trading kartay han tu is se hum apne loss ko itna kar saktay han js ko recover kar sakhen aur phr is loss ko recover kar kay profit earn kar sakhen aur agr is tool ko use nahin kartay aur trading mein mistake hoti hai aur loss hota hai tu phr account Wash hota hai lakin ye zaroori hai kay hum ko forex market ko samjhne ki koshish Karni cahaiye aur kabhi bhi koi bhi trade tukay se nahin lagani cahaiye is kay leye learning knowledge aur experience hasil karna cahaiye aur trading ki ziada se ziada practice karni cahaiye

    Aur take profit bhi is liye zaroori hota hai kay is se hum forex market mein profit earn kar saktay han kiok Koi bhi trader market mein har waqt online nahin reh sakta aur har waqt trade par Nazar nahin rakh sakta kay jab bhi profit ho trade close karain is kay leye best tools take profit hota hai hum trade open kartay han tu is kay sath analysis kay mutabik take profit set kartay han aur jab market us point par jati hai js mein take profit set kartay han tu trade close hoti hai aur profit hota hai aur agr take profit set nahin kartay tu forex market up down movement karti hai aur trade profit mein ja kar loss mein ja sakti hai aur is trade se account wash ho sakta hai is leye take profit bhi zaroori hota hai phr hi har trade mein kaamyaab ho saktay han aur profit earn kar saktay han
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men stop loss aur take profit dono bahut achay options hen kiun k yeh hamaray account ko safe aur secure rakhtay hen aur stop loss ki waja se loss ko aik jaga fix kar letey hen iss liay bara loss nhi hota aur account bhi safe rahta hey aur jo log koi aur job ya business kartay hen aur her waqt apni trade pe nazar nhi rakh saktay woh take profit ko zaroor manage karen tu trade khud ba khud profit men close ho jati hey aur profit yakeeni hota hey
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

        dear friend apki bat bilkul theak ha k forex trading mn trade k sath take profit aur stop loss ko lazmi use krna chayay keun k stop loss aur take profit safe aur achhi trading k liay bahot achhay tools hn aur agr ap in tools ko use nhi kren gay to jb apki trade ziada loss mn jay gi to jald he apka account bhi wash ho jay ga
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

          Hamen apni trade mein money management ko use karna chahie aur iske sath stop-loss ka use large nahin karna chahie jab Ham ismein stop-loss ka use karte hain to hamare liye faida Hota Hai Forex trading best earning wala online business hai aur is mahinet se Hi kamyabi ko momkin banaya ja sakta hai hum as main jitna achha work karenge hamare liye fayda hoga Forex Best earning wala cream business hai aur ismein mahina se Hi kamyabi Ko mumkin banaya ja sakta hai hamara mehnat karna Forex trading mein Hamen kamyabi deta hai aur aise Ham behtarin profit hasal kar sakte hain isliye Hamesha mehnat ke sath kam Karen aur is se behtarin profit Hasil Karen
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

            Hamen forex men trading kay duran stop loss ur tp ka istamla karna hota hy ur agar hum as men tp ka istamal nahin karen gy tu hum kabhy bhe as men achy earning hasil nahin kar saken gy balkeh hum nakam ho jayen gy tu hamen jaldi kay sath koi bh ekam nahin karna chahey kun kay forex men mahnat karna asan nahin hy as men bahut msuhkil kam ho gaya hy tu hamen himat nahin harny chaehy kun kay forex men hum achy experience kay sath kam kar kay hum acha nafa hasil kar sakty tu hamen fr3esh zahin kay sath trading karny chaehy kun kay agar hum as fresh zahin kay sath trading karen gy tu hum nakam nahin ho saken gy balkeh hum acha profiut hasil kar saken gy as lia hamen forex men jaldi nahin karny chaehy kun kay forex men saber karny waly member acha profit hasil kar sakty hain ur kabhy bhe as men nakam nahin ho skty hain kun kay foirex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat karen gy tu hamen as men utna hi faida hasil hoga ur hum nakam nahin ho saken gy kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men bahut mushkil kam ho gaya hy
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

              assalamualaikum pyare bhejo na apna theek kaha hai ki Forex trading Mein bhejo TP aur SL hota hai yah aapke Kaun ko mehfooz rakhta hai
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

                Assalamu Alaikum ummid karta hun Sab khairiyat se Honge ji bilkul sahi baat ki hai aapane Hamen profit Hasil karne ke liye last Ko rokna Hoga aur Lash isi time rukega Java Mein trading ke bare mein pata Hoga Hamare learning acchi Hogi Ham trade ko acchi Tarah samajh gaya hun aur acchi trading kar Saken To Hamara last stop ho jaega aur Hamen acha profit gain hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

                  asslam.o.aliakum dosto ji bilkul theek kaha hai stop loss or take profit aapke account ko save rakhte Hain agar aap achi trading karna chahte ho aur acha profit hasil karna chahte ho to aapko hamesha market ko analyse kar ke apne account balance ke mutabik trade open karni chahie hamesha koshish karo small lot use karne ki aur hamesha take profit aur stop loss ka use lazmi karo tabhi aap achi trading kar paoge qk stop loss or take profit use karne se aapka account save rahe ga aur aapko kamyabi milegi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

                    Assalam o Alaikum main umeed karta hoo keh ap sb khariat se hoo gee or mazzey se apni zindagi gozar rahey hoo gee yes of course Forex me apko take profit or stop loss apko kaafi benefit deta hai. Yeh apko ziada loss hooney se safe rakhta hai or small profit dilata hai. Yeh safe trading ka sabab bnta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

                      Stop loss r take profit account ko safe rakhny k lieye zroori hn..is sy ap loss sy bach skaty hn r acha profit earn kr sakty hn successful trader ban'na k lieye zroori hy k pehly trading k baary mn basic knowledge hasil kren r ziada sy ziada experience hasil kren ta k achi trade laga saken... agr acha knowledge nhi hoga yo stop loss r take profit ki values set nhi kr saken gy.jin k baghair trade krna bohot mushkil hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

                        Slam friends kase hsin ap main umeed krta hn ap kheryt se hngy or forex main acha kam kar rhy hngy . dosto forex ek acha business hy jis main ap ziada se zuasa mehnay kar k acha bonus hasil kar sakengy .. Dosto forex main t.p or s.l acount ko acha rakhny k lye hota hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

                          Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sab theak hon gay or forex trading sy bohat acha profit gain kar rahay hon gay g apki baat bilkol theak hy pakistan forex forum py work karty hoey forex trading main jab ap apni trade ko open karty hi take profit or stop loss ka use karty hain to ye dono apki trade ko mehfoz rakhty hain q ky market ki movement ka kuch pata nahi chalta wo kabhi bhi kisi bhi waqt ap ky opposit move kar sakti hy or ap ko nuqsan dy dakti hy es leay apko take profit or stop loss ka use lazmi karna chahiey taky apka account safe rahay or ap forex sy acha profit gain kar saky or forex buisness main success hasil kar saky
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

                            Assalamu Alaikum hope you all are fine and doing well on Forex trading dear aapane bilkul sahi Baat Pakki hai stop loss or profit Hamare account ko save Rakh sakte hain aur Hamare account ko Wash Out hone se bachate HainForex trading Mein Hamara jitni acchi quality ka Hoga Itna jyada hi Ham bolna se Hasil kar sakte hain Agar Hamara work acchi quality ka Nahin Hoga To Ham bonus bhi nahin Hasil kar sakte hain isiliye Hamen apni post Mein quality aur quantity Ka Khyal Rakhna chahie Jitna Achcha Ham karte hain Itna jyada hi Ham weekend per bonus Hasil kar sakte hain Agar Ham Forex trading ke rules ko follow karke kam Karte Hain To Hamen kamyabi Hasil kar sakte hain Forex trading ke rules ko follow karna bahut hi important hai Jab Ham Roj ko Walon Karte Hain To tab Yahi Ham Forex trading Mein Apni information share kar sakte hain Hamen apni post ko informative banane ke liye Jyada Se Jyada knowledge share karna chahie tab hi Hamari post informative hoti hai aur Hamari post ki quality aur quantity acche level ki hoti hai Forex trading Mein Hamen sincere hokar kam karna chahie aur Forex trading ko Apna business Samajh Kar kam karna chahie to tab Vahi Ham Achcha work kar sakte hain Ham jitni Jyada mehnat karte hain Itna jyada hi profit Aadil kar sakte hain Agar Ham Forex trading per Jyada Se Jyada mehnat Karte Hain To Ham we can't par Jyada bonus Hasil kar sakte hain hain isiliye Hamare work pet band karta hai ki Ham Kitna degree Kaise kam karte hain aur Kitna bonus Hasil kar sakte hain mein Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen Apne scales ko improve karna chahie skills to improve karne ke liye Hamen demo Kaun per Jyada Se Jyada practice karni chahie Jab Ham demo Kaun per Jyada Se Jyada practis Karte Hain To Hamara knowledge or experience increased hota hai aur ham Jyada speed se kam kar sakte hain aur Hamare liye Forex trading account per kam karna difficult Nahin rahata new trading karte hue Hamen stop-loss aur 𝘵𝘱 profit ko must use karna chahie Jab Ham stop loss or take profit ko use karte hain To Ham Apne account ko bhi save Rakh sakte hain aur ham unhen bhi Hasil kar sakte hain isiliye Hamen stop loss or take profit ko ignore nahin karna chahie yah bahut hi helpful hai isiliye Hamen shop plazo take profit ko trading Mein mast use karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss to take profit ap k account ko mehfoz rekhty hain

                              yes dear Forex trading market me agar aap apne account ko mehfooz rakhna chahte Hain to uske liye aapko take profit aur stop loss ki limit ko properly utilised karna hota hai kyunki Jab aap Forex trading market mein take profit aur stop loss ki limit ko properly utilised karte Hain to usmein aapke liye maximum advantages available ho sakte hain aur yah aapke account ko mehfooz rakhne mein bahut hi important role play kar rahe hote hain aur uske sath aap daily basis per reasonable amount of profit bhi hasil kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X