We should learn from our mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    We should learn from our mistakes
    I see that anyone trade in forex market ask him self of her self what is make me loose and what is make me gain,I see if we can do that we will discover all the reasons of gain and we can develop it and all the reasons of loose and we can avoid it,:cool::p
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mistakes se lazmi seekhna chahiye hamein, aur koshish karni chahiye ke hum se dubara is tarah ki koi mistake na ho, is liye ehtiyat karni chahiye hamein
    • #3 Collapse

      Gee bahai sahb ham kud foerx trading main bhot kuch sekhte hn mistakes kr k or phr jlkdi trading ko smjh bhi jate hn
      • #4 Collapse

        yes dear ap ki baat sahi hai ap apni mistakes ko samj k b forex learn kr sakte ho agar ap apni mistakes se sekho to q k mistakes kisi b trader k liye achi teacher sabit ho sakti hain to hamein apni mistakes se sekhna chaiye
        • #5 Collapse

          Yes of course we should learn from our mistake kyoun k koi bhe trader apni galtion se he sekhta hai jo us se hoti hai bina galtion k koi bhe trader successful nahe ho skhta is lye mistake her trader se hoti hai
          • #6 Collapse

            yes my dear hume apni ghaltiyun se sikhna chahiye tab hi hum successful trader ban sakte hain ye aik bht hi acha business hai agar hum iss me mehnat karain tu bht achi earning kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              gee haan forex trade mein jb tradrs mistakes krte hien to un mein trader ko loss hota he to woh sochta he aor us chez ko drust krta he is trah trading mein woh apni sucess ki trf a jata he
              • #8 Collapse

                g bhai hamko chahiye ke ham is mien apni mistakes se learn karen aur is mien ham kabhi bih panic nahi hon warna hamko is mien bharpoor los hoga.
                • #9 Collapse

                  Loss ko control krney key leye mistakes ko identify krna chaheye aur in ko control krney ki koshish krni chaheye. Jab mistakes aap key control main aa jayen gi to loss bhi automatically control main aa jaye ga. Jo log mistakes ko ignore krtey rehtay hain, woh forex sey ziada earning nahi kar saktey aur loss uthatey rehtay hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    insan apni mistake se he seekhtaa ha oe koi b traders bagir galti k profit ni ly sakta mistakevse ap sabaq lainbta k futur me ap koi kisivqismnki mistake na ho or losss b kam ho..

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X