Loss ki raesons???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki raesons???
    Members Loss say kaisy bacha ja sakta hai.aur loss ki reasons my bary m guidelines den???aur apni learning ko increse karna chahiay q keh jitna ziada aap ki learning hogi utna ziada aap ismein apni mistakes ko control kr sakty Hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki raesons???

    Dear forex market Mein kam karte hue Hamen profit aur loss donon ko face karna Hota Hai market Mein nuksan Ki Sabse Badi vajah jaldbaji mein open ki Hui trade Hoti Hai Jin ki vajah se Hamen Jyada Se Jyada loss hota hai market ki condition ko samajhne ke bad Ham Ko trade open Karni hoti hai jo trader jaldbazi karta hai aur is market Mein trade laga deta hai vah Apna nuksan kar leta hai market Mein trade Lagane Se Pahle a technical analysis aur fundamental analysis Karne padte hain Jo trader market Mein technical aur fundamental analysis ko combine Karke trade open karte hain vah is market Mein Kamyab ho Jaate Hain is market Mein Apni mistake ko repeat karne se Humko nuksan hi hota hai agar market Mein regular kam Karte Rahte Hain To Humko is market Mein Kafi Achcha result Mil Jata Hai market mein nuksan se bachne ke liye Humko acchi planning Karni hoti hai agar hum Market Mein Achcha workout Karte Hain To Humko ismein Kafi Jyada profit Milta Hai market Mein mistakes ko repeat karne se bachne ke liye Humko trading plan banaa kar kam karna Hota Hai Ham Jitna Jyada Soch samajhkar aur Market course study karne ke bad aur bagair jaldbaji K trading Karenge To Hamen trading Mein nuksan Nahin Hoga aur Jyada Se Jyada aur Achcha profit Milta Rahega.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki raesons???

      Walaikum salam Dear Forex member's
      Forex trading mn loss ki reason bahut ziyada hn
      Mn ap sab member's ko batana chata hn
      Forex trading mn kbhi jaldbazi nhi karni
      Forex trading mn kbhi b lalach na karin
      Forex trading bahut ziyada soch samjh kar karin
      Forex forum pe kbhi bhi copy paste na karin
      Trading karny se phely market ko samjhny ki koshish karin aur apni trade ko open karin
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki raesons???

        Dear brother forex trading men loss business ka hissa hey aur iss men loss ki different wajoohat hen jin men ziyada profit k lalach men bari lot laga dena ya jald bazi se kam lena aur bagher knowledge aur experience k trading shuru kar dena aur trend k opposite trade laga dena ya market ka anaylsis kiay bagher direct trading start kar lenay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay market ka mukaml anaylsis karen aur phir trend ko follow karen aur hamesha relax ho kar fresh mind k sath soch samaj kar trading karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki raesons???

          Friends loss ki bhoat si reasons ho sakti han jasa kai ap lack of experience ki wajha say ap ko loss face karna parh sakta hai ya phir ap agar ap ki basics skills weak hon tab he ap ko loss ho sakta hai So ais liya friends ap ko chaie kai agar ap loss say bachna chatay ho tou zayada say zayada mehnat karo or apni skills ko strong say strong banao ta kai ap acha perform kar sako or loss say bi bach sako Shukriya.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki raesons???

            Dosto umeed karta hn ap sub khariat sa hn ga aje mn btaoun ga loss Ka kea reason hn aur in ko hum kasa decrease Kar skta hn to dosto loss Ka reason ya hn Ka hum Kisi bhi chez ko proper understand ni Kar Raha hota hn koi ko sumj ni Hoti ha Ka samna wala kha kea Raha hn hum sirf apni hisab SA chal Raha hota hn humara pass wo skills ni Hoti hn ise lea hum loss mn rahta hn hum ko chahea hn roles ko follow karain apni skills increase karain aur apna Kam time pa karrain
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki raesons???

              Trade main agar app kamyabi chtay han yo ek bat app yad rakhy ky jb app bhi app trade order ko open ya stop loss karnay ki khosish karty han to Allah ka naam zaror lay liya karo loss honay ki sb sy bari wajah lot size ky varay main nhi pta hona hy agar lot size small ho ga to app ko trade main profit hota hy is liya hamesha lot size ko thora hi rakhy market aur is ky baray main app ki information ziada honi chiya kamyabi hasil karnay ky liya app ko hard working bhi karna ho gi life is the collection of ups and downs so apnay is loss pr khabi mayus na hona Q kay khabi bhi insan ek din main kamyabi hasil kar hi nhi sakhta wasalam.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki raesons???

                Assalam Alaikum ji bilkul aapane theek kaha hai ki Hamen Forex main loss se ghabrana nahin chahie Kyunki loss aur profit donon hi business ka hissa hote hain isiliye Hamen chahie ki Ham kabhi bhi Forex Mein Loss se Ghabraye Nahin balki Hamesha is per kam Karte Rahen Is Tarah Se Ham Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Agar Ham Forex main loss se ghabra Jaate Hain To Ham es sy bahut jyada nuksan Utha sakte hain Hamen kabhi bhi Forex main loss se ghabrana nahin chahie Balky Hamesha Hamen use per kam Karte Rahana chahie aur apne loss ko cover karne ki koshish Karni chahie
                 
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki raesons???

                  Assalamu Alaikum ji Forex Mein ziadatar log loss isliye uthate Hain Kyunki vah ismein Lalach aur jaldbazi karte hain vah ismein market ko analyse Nahin Karte aur Hamesha Ek jaldbazi Aur lalach wali trade open karte hain Jiski vajah se nuksan hota hai isiliye agar koi Forex Mein Kamyab Hona Chahta Hai To usko chahie kya hua ismein kabhi bhi Lalach Aur jaldbazi Nahin Karen aur Hamesha market ko analyse karne ke bad hi trading Karen Is Tarah Se wo Kabhi Bhi ismein nuksan Nahin uthega aur Hamesha wo ismein Kamyab Hoga Agar wo jaldbazi aur lalach Karega aur Hamesha market ko analyse kiye bagair hi trading Karega to wo is se nuksan uthega
                   
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki raesons???

                    Forex trading men loss hony ki reasons men sb sy pehli reason mehnat na krna hai. Agar aap mehnat kren gy chahy wo koi bhi business ho, aap ko us sy profit hi Mily ga qn k aap ki mehnat kbhi waist na ho sakti.
                    Loss hony ki kch reasons practice na krna, experience na hona, trading ko time na dena aur market ka analysis na krna hein.Agar aap in sab baton ka khayal rakhen tu aap ko kabhi loss nai ho sakta.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki raesons???

                      Assalam o alaikum forex mien loss ki reason hamari lalach aur jaldbazi hai hum lalach min aa kr apna work jaldi complete krna chahte haien aur jab hum jaldi jaldi work krte haien to uss mien bahut si mistakes ho jati haien jo ke loss ka sabab banti haien iss lie hamien jaldi ki bajai sabar k saath work krna chahie takeh hamare work ki quality best ho aur hum achi earning hasil kr skien .
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki raesons???

                        Assalamu alaikum kya hal ha dosto umeed krta hn keh ap khariyat sa hn ga or apni forex trading acha tareeka sa kr rha hn ga main ap ko yeh btana chahta hn keh forex trading main loss hona ki reasons main sb sa pehle reason mehnat na krna ki ha jb hm mehnat ni krain ga to hm nakami ka samna krain ga or es sa kam profit hasil ho ga loss hona ki kuch reasons experience na hona practice na hona or forex ko time na dana sa hoti ha Allah Hafiz
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki raesons???

                          Los Ki Sabse Badi Re sajaniya ho sakti hai ki Hamari lalchi Hamen Hamesha marva sakti hai Kyon Ke Dekhe Agar aapko fayda hone lagta hai to aapki mind Mein Ja Soch aati hai ki bahut sari trade open Kar Do Aur Ek Din Mein hi Sara fayda Le jaan Ek Din Mein Koi ameer Nahin ho sakta yah Baat Hamesha aapko samajhni chahie ke Agar rich hona hai to aapko time Dena Hoga aur is business Mein fayda lena hai to Fir Bhi aapko time Dena hoga Hamara loss is vajah se hota hai ki Ham Kisi Soch ko rakhte nahin hai aur aise hi trade open kar dete Hain Kya Agar fayda Ho Gaya to theek hai nuksan Hua to bhi theek hai lekin nuksan hone per Ham Pareshan Ho Jaate Hain aur Na ummid Ho Jaate Hain agar aap Bina soche Bina samjhe Koi kam Karenge to usmein Jyada chance hota hai ki Aap Ko nuksan Hoga isliye Hamari koshish honi chahie ki jab tak Hamen market Samajh Mein Na Aaye To trading na Karen Agar trading Soch samajhkar Karenge To nuksan Nahin Hoga aur aap ko pata Hoga Ki Kitna nuksan aap recover kar sakte hain Is Tarah Ki Socha aapko Kamyab banati hai isliye lost se puchna Hai To pahle profit ke bare mein planning Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki raesons???

                            Hamen profit aur loss donon ko face karna Hota Hai market Mein nuksan Ki Sabse Badi vajah jaldbaji mein open ki Hui trade Hoti Hai Jin ki vajah se Hamen Jyada Se Jyada loss hota hai market ki condition ko samajhne ke bad Ham Ko trade open Karni hoti hai jo trader jaldbazi karta hai aur is market Mein trade laga deta hai vah Apna nuksan kar leta hai market Mein trade Lagane Se Pahle a technical analysis aur fundamental analysis Karne padte hain 0market Mein trade Lagane Se Pahle a technical analysis aur fundamental analysis Karne padte hain Jo trader market Mein technical aur fundamental analysis ko combine Karke trade open karte hain vah is market Mein Kamyab ho Jaate Hain is market Mein Apni mistake ko repeat karne se Humko nuksan hi hota hai agar m, trading ko time na dena aur market ka analysis na krna hein.Agar aap in sab baton ka khayal rakhen tu aap ko kabhi loss nai ho saktay h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki raesons???

                              dear Forex member Assalamu alaikum aap sab khairiyat se honge aaj humne jis topic per baat karni hai vah hai loss ki reason loss ki sabse badi reason yahi hai ki aap jab bhi trading karte hain market ko analyse Nahin karte market ki munh mat Hona Nahin samajhte jab aap market ke movement ko samajh jaenge FIR aap jab rate karenge to aapko las Nahin Hoga Agar aapko kahin per koi mistake ho rahi hai to aapko chahie Apne senior se help le taki aap masjid mistake na Karen isiliye ham sab kuchh chahie ki ham kam se kam las Karen Varna hamara bahut jyada nuksan ho sakta hai thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X