analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay
    je han forex members hamen analysis kay ley time frame hamehs long ko se karna chihay forex trade mein ache learning kay sath kaam karna chihay ham log ager forex say bohut ache earning hasell karna chahtay hein to hamen mehnaat say or himaat say kaam karna chihay ager ham log forex mein ham log bohut ache earnig hasel kar saken gay trader ko chihay keh hamen apni knowledge ko behtr kar kay kaam karay or ache mehnaat say acha kaam karnay ke koshish karay ye aik unlimited earning daynay walla business hey jes mein hamen apnay experience ko behtar kar kay kaam karna chihay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

    Ji dear ager ham forex market kay technical analysis karty huye higer time ko prefer karain aur entry kay liye smaller time frame ko prefer karain to is tarah ham fair trading kar sakty hain. Q keh shorter tiem frames main scalpers ki waja say market ka control change hota rehta hay. Laikin real state tab he pata chalti hay jab ham higher time frame main analysis karain.
    • #3 Collapse

      Re: analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

      Dear Forex member Ham Jab apni Forex trading Mein Apni market ko analyse Karte Hain To ismein Ham Apne market ke different timeframes ko dekhte hain dear Forex number Humko chahie Ke Jab Ham apni market knss Karte Hain To ismein devband ke hisab se ya FIR H4 aur H1 ki candle se to analyse Karen Kyunki dear Forex member Agar Ham ise kam period ki candlesticks ko follow karke analysis Karte Hain To ismein Main Bhi Hamari market apni retracement hi Karti Hai Lekin Agar Ham H1 H4 yadavon ke hisab se apni market ko analyse Karte Hain To yah Hamen bahut hi acche University provide Karte Hain.
      ......Forum is a great place for traders talk.......
      • #4 Collapse

        Re: analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

        Assalamu Alaikum dear Forex member ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge Aap Ki Baat bilkul theek hai aur main aapki is Baat se agree karta hun Hamen trade karte waqt 1 hour yah 4 hour ki candle hi dekhni chahie Agar Ham yah dono candle Dekhte Hain To Hamen pata chal jata hai ki market ki movement Kis Tarah Se Ho Rahi Hai Is Se Ham Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain Jab trade kar rahe ho To Hamen ine chijon Ka Khyal Rakhna chahie Agar ham Koi Aur candle dekhte hain to vah temporary candle hoti hain Ham is baat ka andaza Nahin Laga Sakte ke market ke movement Is Tarah Se ho rahi hai isliye Ham loss Mein Ja sakte hain Agar Ham is loss Se Bachana Chahte Hain To Hamen 1hour yah 4 hour ki candle dekhni chahie thanks
        • #5 Collapse

          Re: analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

          Hamen market ko achy tarah say analysis karna hota hy kun kay agar hum market ko achy tarah say analysis nahin karen gy tu hum as men acha nafa hasil nahin kar saken gy balkeh hum as men nakam ho jayen gy tu hamen jaldi kay sath koi bhe trade open nahin karny nhoty hy agar hum as men jaldi kay sath koi bhe trade open karty hian tu hum as men nakam ho jaty hain kun kay forex men kam karna ahut mushkil kam ho gaya hy
          • #6 Collapse

            Re: analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

            G bilkul Market ki analysis ko humey different angle se learn krna chahiye Market ki analysis keliye humrey pas different time frames baney hain jin mein D1, H4 or H1 shamil hain baari baari har time frame pe humey mehnat krni chahiye taake hum ko zayda success mil sahky or market ki analysis strong kr sahky
            • #7 Collapse

              Re: analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

              Assalamu alaikum to all dear forex members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge jaise ki aap ne kaha hai ke hamen analysis ke dauran time frame D1 H4 r phir H1 ka istemal karna chahie to aapki baat bilkul theek hai hamen hamesha analysis keleyy long time ka use karna chahie aur intery ke liye smaller time frame use karna chahie tu is tarah Se Ham FIR acchi trading kar sakte hain aur hamen achcha benefit mil sakta hai To hamen jab bhi ham Nilesh Karen tu long time frame ka istemal karna chahie hamen aur is tarah Se ham acchi trade kar sakte hain hamara experience achcha ho sakta hai hamen expert ho sakte hain To hamen hamesha uske keleyy D1 ,, H4 ,, r H1 ka istmal karna chahyy
              • #8 Collapse

                Re: analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

                Ji han bhai jaan aap bilkul theek kah rahe hain main aapki baat ko manta hun aur main aapko batana chahta hun ki agar humne trading karni hai aur ek Achcha profit Hasil Karna Hai To Humko chahie ki Ham market ke trend ko follow Karen aur ham ko Is Tarah Se pata chal sakta hai trend ka ke Agar Ham long time frame Wale timeframe Ko choose Karen Jaisa ke D1 H4 H1 Agar Ham Inko follow Karte Hain To Ham trend Jaan Payenge aur accha profit Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

                  Assalamu Alaikum hope you are fine and doing well on Forex trading dear aapane bilkul sahi baat ki Hai Jab Ham analyses Karte Hain To hmsin time frame ko use Karke analyses karna chahieForex trading bahut hi profitable business hai aur ham is per Itni Jyada mehnat karte hain Itni jyada hi kamyabi Hasil kar sakte hain Forex trading per kam karne ke liye hamare pass knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai agar hamare pass knowledge aur experience Hona bahut jaruri hai agar hamare pass knowledge or experience Nahin Hoga To Ham kabhi bhi kamyabi nahin Hasil kar sakte knowledge or experience ko increase karne ke liye Hamen demo account per Jyada Se Jyada practice karni chahie demo account practice ke liye best account hai Ham Jitna Jyada time hota hai aur ham Forex trading per kam kar sakte hain Ham Jitna Jyada time demo Kaun pass Karen karte hain Itna jyada hi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen Apna rejar experience increased karne ke liye social media per bhi Forex trading se related information leni chahie Jab Ham social media ke to information Lete Hain To tab bhi Hamara knowledge increased Hota Hai hai Hamen Jab Bhi Forex trading account per kam karna ho to sabse pahle 𝑑𝑒𝑚𝑜 𝑎𝑐𝑐𝑜𝑢𝑛𝑡 𝑝𝑟 kam karna chahie Forex trading per kam karne ke liye age education ki koi limitation Nahin Hai Ham Ghar Baithe hi is per kam kar sakte hain aur Jyada Se Jyada kamyabi Hasil kar sakte hain Forex trading per kam karne ke liye Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Jab Ham Jyada Se Jyada mehnat Karte Hain To tab bhi kamyabi Hasil kar sakte hain Jo log mehnat Nahin Karte unko kabhi bhi kamyabi nahin Hasil kar sakte Forex trading per kamyabi Hasil karna bahut hi jaruri hai agar Ham minut Nahin Karenge To Ham kabhi bhi kamyabi nahin Hasil kar sakte Forex trading karne ke liye best business hai aur ham is per kam Karke Apne par pura kar sakte hain Jo log mehnat Nahin Karte unko na Kami ka Samna karna padta hai aur unko Kisi kam mein bhi kamyabi nahin Ho sale hoti Forex trading Mein Hamen apni kam ki quality acchi Karni chahie Jab Ham Apne Karm ki quality acchi Karte Hain To tab hi Ham Jyada Se Jyada bonus Aasan kar sakte hain Agar Ham Mei time frame ko use Karke analysis Karte Hain To tab hi Ham market ki movement ko samajh sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

                    Ji han diyara Ki Baat bilkul sahi hai Forex trading business Mein Apna koi bhi order please karne se pahle Jab aap market ki movement ko samajhne ke bad aur usko analyser karne ki koshish kar rahe hote hain to us Waqt aapko chahie ke har time frame ko Itni hi importance den Kyunki Jab aap Har angle aur Har se Har Taraf se market ki movement ko samajhne ki koshish kar rahe ho taiyar usko analyse kar rahi hoti hai to use Waqt aapko is business Mein kam karte hue acche advantages hostel ho sakte hain isliye Hamesha market ki movement ko samajhne ke bad analyse karte ho ya Diwan H4 for H1 Jisko Apne analyzers ke mutabik dekhna aur uske mutabik Apna Faisla karna Jaruri Hota Hai Tabhi Ham is business Mein acchi quality ki vajah se kamyabi Hasil kar Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

                      Ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari Baat Kiya ki market ko analyse karte waqt aap Logon Ko Hamesha sabse pahle D1 Mein analyse karna chahie Uske bad aap Logon Ko H4 Mein analyse karna chahie Uske bad aap Logon Ko H1 Mein analyse karna chahie Uske bad aap Logon Ko M 30 May analyse karna chahie Uske bad aap logon ko apni trade ko open kar dena chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

                        ji han bhai Jana bilkul theek hai rahe hain aap kis baat se nagari karta hun kya aapane kacche sawal Kiya hamen chahie kya garam lagate Hain to hamen time account per practis karne chahie garam dam account ka practice karenge to Ham ismein achchaachcha knowledge hasil kar sakta acche knowledge ki vajah se Ham is mein acchi Bihar sarkar sakte hain isliye Ham h i Kya madam aur kaun sa practice karni chahie aur jyada se jyada mehnat karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

                          Forex Trading mein aam tawar par do tarah k traders kaam karte hen; Aik short tarm ki traders, jo M1 se M30 (H1 time frame bhi mumkin hai) k time frame k sath karte hen aur us k mutabiq apni analysis ya trading plan tarteeb dete hen, jab k dosre qisam me wo traders shamil hen jo k long term ki trading ko tarjeeh dete hen aur in ka time frame H4 se W1 (ya 1M bhi ho sakta hai).
                          Time frame ka perfect istemal hamare account k mutabiq hota hai. Agar aik trader ka account small hai to wo kabhi bhi long term ki trading nahi kar sakta hai. Ya kuch traders new hote hen, jin ko sirf scalping ka hi experience hota hai, to wo traders long term ki duration wale time frame me investment nahi karte hen.
                          Scalping strategy karne wale traders M1 se lekar M15 tak k time frame ko tarjeeh bhi dete hen aur is k bagher wo kaam bhi nahi kar sakte hen. Jab bhi market me achanak koi bari tabdeeli ati hai to scalping trader jaldi se trade open karte hen, aur chand aik minuts ya second k bad apne trade ko close karte hen.
                          H1 time ka istemal ziada tar day trading ya mid term trading me hota hai. Ye aik perfect time frame hai jis me currency par short term ki analysis bohut kamyab rehte hen.
                          Long term ki traders k account ziada tar bare margin k hote hen aur wo bara sarmaya laga kar bare munafa k leye me bare time ka istemal karte hen. H4, D1 aur W1 un k leye perfect time frame hen jin se wo bohut faida hasil karte hen. Long term ki trading aur short term ki trading me sarmaye ka bhi faraq hota hai aur is k munafa me bhi bohut farak hota hai. Long term k traders ko munafa k leye intezar to ziada karna parta hai lekin un ka profit bhi us lehaz se bohut zyada hota hai.
                          Analysis karne k leye jis tarah k mrgin k account hen to us k mutabiq time frame muntakhib karna chaheye. Agar sarmaya ziada hai to H4, D1 ki time frame pe analysis karen, nahi to kam sarmaye k leye H1 time frame sab se best hai. Q k leye bare margin wale account hi long term ki trading ko bardasht karne ki himat rakhte hen.
                          • #14 Collapse

                            Re: analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

                            Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai forex par hamien ziyada sy ziyada mehnat chahye.. Hum forex par jitni ziyada mehnat krien gy utna ziyada earning kr skty hein... Jitna ziyada forex py work hard krien gy utna ziyada hi forex par bonus mil skta hai. Aur us bonus sy hum ziyada sy ziyada trading kr skty hein .mehnat jitni ziyada ho gi earning bhi utni ziyada ho gii... Mehnat mein azmat hai .. Forex py ziyada bonus mehnat ka hi hai.... Thank you members...,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: analysis kay time frame D1 H4 or phir H1 ka istamal karna chihay

                              Yes dear forex market Mein Jab Ham Analysis' Karke trading Karte Hain To Hamen is market mein d1 H4 aur H1 per analysis Karke trading Karni chahie Hamen is form per apni target ko complete karne ke liye mehnat karna Hogi aur ham is form per Apna aasani se target complete kar sakte hain agar aap is form per Achcha bonus Hasil karna chahte hain to aapko ismein minut karna Hogi aur apni quality wife post karna Hogi jitne informative post aap Karenge aur acchi quality ka kam Karenge aapko ismein itne hi advantages Hasil Honge agar aap is form per kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko apni minut continue Rakhna Hogi Jitna Jyada aap is form per time Lagate Hain aapko ismein itna hi advantages Hasil hote hain aapko ismein learning milati hai aur information milati hai jisse aap Achcha kam Karke Achcha Profit hasil kar sakte hain Agar Ham is market Mein different time frame per analysis Karke trading Karte Hain To Ham is market Mein achha profit Hasil kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X