Is there any benefits of forex learning?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex mai trading kerne ke liye app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha pehle market ke barey mai ache tarha se seekhe kuin ke agar app aisa nahi kerte hai tu app ko masla hota hai agey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex learning sey hum forex trading key barey main jantey hain aur is ki techniques aur strategies ko seekhtey hain. Learning ki waja sey hum demo account main trading skills ko practically seekhtey hain aur phir real account main strategies ko use kr key loss sey bachtey hain aur profit earn krtey hain.
      • #18 Collapse

        Forex learning sey hum profit ko maximize kar saktey hain aur loss ko kam kar saktey hain. Learning sey hamarey confidence main izafa hota hy aur hum without fear of loss trading kr saktey hain. Jitni ziada forex ko learn krain gey utna hi asani sey hum profit bana payen gey aur aik respectful life guzar sakain gey.
        • #19 Collapse

          koin nahe buddy forex main jo bhe learning k sath real account main jata hai us ka account kabhe bhe zero nahe hota hai humean bhe us sache k sath he us main enter hona ho ga pher he us main hum acha munafa kama sagain gay
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Blackhorse2 پيغام ديکھيے
            koin nahe buddy forex main jo bhe learning k sath real account main jata hai us ka account kabhe bhe zero nahe hota hai humean bhe us sache k sath he us main enter hona ho ga pher he us main hum acha munafa kama sagain gay
            ge han bhai hm apne forex trading mein jb ache learning aur experience se real account mein kam krte hien to hmein apne trading mein acha profit hota he aur hmmein lazme hota he keh hm apne trading mein ihtiat se kam krein aur apne trading ke business ko ache trah se smjh kr aur apne business ke sahih information le kr hmein apne trading krna hote he
            • #21 Collapse

              learning k hi to saare benefits hain agar ye naa ho to ham forex se kuch bhi hasil nahee kar sakte hain learning k saath saath demo account pe practice bhi bohat zaroori hai is se experience hasil hota hai aor ham real account main achi trading kar sakte hain
              • #22 Collapse

                jee haan bhaiii agar ap learn kr k forex py kaam krna shuru krain gain tw tw aap is kaam ma kam loss khain gain but agar ap learn kiyay bgair real account bna k practice krain gain tw ap is kaam ma bht loss kha sakty hain is liyay phly is ko seekhain phr shuru krain
                • #23 Collapse

                  Yes its a big rule of this work and i am pref red you this is the very good job of the earning and making money daily basis and regualy basis its a not a game of child its good job of the earning and now i am enjoying this job day by day. and many people are saying this is the real source of the world wide and its good job of the earning and i am happy to enjoying this job is the best of the world. wide.
                  • #24 Collapse

                    Bhai learning k bina es business main ap earning ka soch b ni sakty Q k trading 1 esa business hai jis main ziada se ziada skills honi cahye or demo account main agr phle sekh lia jay to real main achi earning ki ja sakti hai.es k elawa learning se future main b ziada se ziada profits bnany main asani hoti ha.
                    • #25 Collapse

                      Forex market kilearning ka bohat zada benefits hai. kyu k jo bhe forex market ki learning krta hai tou wo forex market mai achi planning bana kr trade krta hai aur learning ki madad say wo forex market mai successful trader ban sakta hai.
                      • #26 Collapse

                        han g forex ki learning ka bohat benifit hia yani jab ham forex mian learing karnty hai to is se ham forex main mojood risk ko kam se kam kar laity hai or finaly yah hot hai k ham forx ko kamyabi se trade karna start kar dity hai . or forex se ham regular income hasil hona start ho jaty hai .
                        • #27 Collapse

                          ham ko as kay bary ma ager knowledge hu ga to ham koi b apna business start kar sakty hi sb sa zedha Forex student ko faida dati hi wo yanh aa ka apni mahant kary jo an ki earning hu gai wo apni as say fees da sakty hi apnay kahrchy khu uatha sakty hi
                          • #28 Collapse

                            Mery dost forex main learning kernay wala he to us main successful trader banta hai us main jo bhe hard work kerta hai us ko us main easily success militi hai our wo aik successful trader banata hai
                            • #29 Collapse

                              forex ki market ko learn kar ke he aap ko benefits mil sakte hain agar aap ne forex ko learn na kara or is me mehnat na kari to kuch nahi mile ga aap ko kamane ke lye is lye mehnat karen business ko develop karen or patience ke sath working karte rahen to aap is market ke zarye bohat pese kama sakte hain or apni life ko apne hisab se guzarne ke laiq ban sakte hain .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes dear forex ki learning sy he loss sy bacha ja sakta ha or is mein kamyab earning ki ja sakti ha is liye forex mein acha work apko kamyab earning dila sakta ha so hard work to get success easy in forex so forex ek kamyab business ha is mein acha work apko kamyabi dila sakta ha or easy success hasil ki ja sakti ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X