Kiya Students ko trading karni chye.......Plz koi bataye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Is ma bhala pouchny wsli konc bat ha zahir ha jis kaam se aapko profit hota ha to aap ko kia zarort ha wo kaam chorny ki ya na krny ki... apko to sab se phly wo kaam krna chahya.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex trading business ko koi bhi kar sakta hy aur forex trading business ko har koi kar sakta hy jo forex trading ki samjh rakhta ho aur forex trading business ko sab log join kar sakty han aur forex trading business ko students bhi join kar sakty han aur forex trading mein learning hasil kar k profit earn kar sakty han
      • #18 Collapse

        students agar apni education ko bhi proper tawajja de sakte hain to un ko trading karna chaye nahee to pehle un ko apni education complete karna chaye
        • #19 Collapse

          G forex trading ko sab log join kar sakty han is mein koi limit nhi hy forex trading mein sab log kaam kar sakty han aur students bhi forex trading mein kaam kar sakty han aur forex trading mein learning knowledge aur experience hasil kar k profit earn kar sakty han
          • #20 Collapse

            G han ye business aik asa business ha jis ko jo chahe wo kar skata ha or is business se har koi achi earning b kr skata ha isi liye ye best business ha or is business se hm apni lif eko b asani se hi hm bana sakty hain is iliye ye best business ha
            • #21 Collapse

              g ha forex trading mien students bohat ziyada kamiyab hian aur is men students ko chahiye ke wo isko sahi se seekhen iski practice karen to wo apne expenses bhi is se pay kar sakte hian.
              • #22 Collapse

                dekhey students is kaam ko part time job bana sakhtey hy but un ko chayein k is kaam koo part time job tk hi rakhey aur apni studies pr bhi focus rakhey warna is tarha wo apna bht bara loss karey gy lehaza humein chayein k hum is kaam ko part time tk hi rakhey
                • #23 Collapse

                  students wo hi trading kare jo bohat needy ho kiu forex main bohat time dena parta hai seekhne k liye aor seekhe bager is se kuch hasil nahee kia jaa sakta is liye wo students jo needy ho wo pehle forex ko seekhain phir is main trading kare
                  • #24 Collapse

                    students ko trading zarur karni chahiye us se pehle is market ko seekhna chahiye takay koi bari mistake ki waja se unhen loss uthana na par jae is business me hamesha kamyabi hasil us ko he hoti hai jis ke pas knowledge or experience hota hai market ka is lye seekhna lazmi hai forex ko .
                    • #25 Collapse

                      students ke liye forex trading best business ha quinke students forex ko easily learn kr sktey he aur fundamental analysis krnay ke liye ap ko achi taleem ki zarorat hoti ha. sirf moashi halat ke barey achi malomat rkhnay waley log sehe tra se analysis kr ke acha profit earn kr sktey he.
                      • #26 Collapse

                        i think students k liye ju pocket money ka issue aksar rehta hai tu ager wu kuch saving ker k forex man investment karain tu apni pocket money yahan say lay sakty hain ic liye students ku ic taraf tawajah daini chahye.
                        • #27 Collapse

                          g han forex trading student k liye bahot achi he wo part time me trading kr sakty hn ... or acha kama sakty hn ... forex aisa business he jo har koi kr sakta he or bahut kam waqt me kama sakta he....
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Ye un k liyea best kaam hai q k is se wo bohut acha earn kar saktay hain aur apnay kharchon ko is k zariyea se pora kar saktay hain bajae is k, k fazool activities main apna time waste karein forex trading ko join karna chayea ta k is se unko faida ho.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X