insata
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    insata
    main app sa ya pochna chahta hown ka ajj trading bhot tezz hai ajj app koi risk nahen lana chahiya kun ka ajj trading bhot tezz hai my dear friends
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee haan bhia trading to tazz hote he aur hmein jb is mein knowelge ho ga aur apne trading mein mhnt krein ge to hmein phir risk nhe hota he aur apne ache trading kr ke success lete hien to apne trading mein phle experience bna lo phr trading kia kro
    • #3 Collapse

      dear market tezz ho gi to hi to app achi earning kar sakty ho, market slow ho to mery khayal me achi earning karna easy nahi hay app ko risk lena chaye market agar tezz b hay to es se koch fark nahi pardta.
      • #4 Collapse

        markit tez hai or aap itny expart nahi hain or aap ko knowlidge bhi kam hai to aap ka kaam na hi karna bahtar hai aap ko los ho sakta hai or agar ap iss kaam main mahir hain to aj ap bohat profit earn kro gy
        • #5 Collapse

          bhai jan main to ahi trading hi nahin karta to main risk kese lon ga main abhi forex main posting karta hon to profit hasil hota hai main trading k bary main bahut sara ilam hasil kar raha hon is liuye abhi nahin bta sakta.
          • #6 Collapse

            my dear baat yeh hai k jis din b kisi country ki ahm economic news release hoon us din market movement buht taiz hoti hai is liye har trader ko chaiye k koi b trade leney se pehle economic calendar ko dekh liya krein
            • #7 Collapse

              dear forex mai risk lena boht bewaqofii hy jis ka ap ko koi faida nhn hota ap ko learning k bad araam se trading karnii hcahiy aur ap ko throa htora faida haisl kar k apni life ko set karna ho ga ta k ap ko kabii b es business mai loss face na karna pare aur ap acha faida hasil kar k ap ni life ko set karo...
              • #8 Collapse

                Assalam O Alaikum, Dear trading ki market ka yahi to chakkar hai kabhi yeh bohat tez hoti hai aur kabhi slow ho jati hai. Main to kabhi bhi tez market main risk nahi leta hoon. Market ki movement ka jab tak aap ko sahi idea na ho tez market main trading na keren to aap loss se bach saktay hain.
                • #9 Collapse

                  Forex trading market main fast market or slow market hoti rehti hai kiyun ke kuh market makers ap ko trap kerte hi or ap ko seller or buying positions main ane ki tayyari kerte hai jaise hi ap un ke trap main atey haiwo market ap ke against main ker dete hai so is cheez ko smjhna hi akalmandi hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    market agar bohat fast ho to us se benefit lia jaa sakta hai trend ka andaza kar k kam pips ka profit lia jaa sakta hai aor ye jaldi bhi mil jaata hai lekin is k liye zaorri hai k market ko analyze karna aata ho ye naa ho k wrong side pe trade open kar di jaae

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X