Hedging strategy ka maksad loss ko minimize karna hota hai by opening opposite trades.Ek simple hedging strategy ye hai ke agar aap ek buy position kholte hain aur market ulta jati hai, to aap ek sell position bhi open kar lein.Is strategy mein...
Silver abhi bullish triangle pattern mein move kar raha hai, jo market mein buyer dominance ko dikhata hai aur ek strong upward trend ka indication hai. Agar yeh pattern upside ki taraf break hota hai, toh hum buying momentum mein izafa dekh sakte...
29 March 2025 ko USD/JPY H-4 chart ka technical analysis karte hue, halat kuch unclear nazar aati hain. Ek taraf, USD/JPY ne weekly aur monthly resistance levels, jo ke 151.200 par hain, ko break nahi kiya aur neeche ki taraf gaya, jo ke ascending...
Gold (XAU/USD) abhi 1D timeframe par strong uptrend mein hai, aur wo apne recent high of $3102.02 ke aas paas trade kar raha hai. Price consistently upar ja rahi hai, jo ke strong bullish momentum ko indicate karta hai. Lekin, jaise hi price upper...
Maine recently apna focus USD/CHF par H4 timeframe se H1 timeframe pe shift kiya, is umeed ke saath ke entry setup zyada clear ho jayega, lekin ab tak yeh puzzle solve nahi ho paya. Maine apni tawajjo growth cycle par di aur 0.8853 par ek local...