Loss hone per pareshan na ho
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hone per pareshan na ho
    Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid karti hun aap sab theek honge Forex mein agar kam karte hue aapko loss ho jata hai to aap pareshan na ho balki himmat ke sath apne kam ko continue rakhen kyunki loss or profit to business ka hissa hai agar aap loss ki vajah se pareshan ho jaenge to fir aap use loss ko recover bhi nahin kar sakenge aur aage bhi Kam nahin kar sakenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hone per pareshan na ho

    Assalamu Alaikum dear kisi bhe business MA Kam krty hoay loss or profit ko Zahn MA rkhty hoay kam krna chaheay or loss sy Pareshan nhn hona cheay or loss sy b hny k Leay market ko ziada sy ziada time Dena chaheay market ki condition ko samajhne ke bad Ham Ko trade open Karni hoti hai jo trader jaldbazi karta hai aur is market Mein trade laga deta hai vah Apna nuksan kar leta hai market Mein trade Lagane Se Pahle a technical analysis aur fundamental analysis Karne padte hain Jo trader market Mein technical aur fundamental analysis ko combine Karke trade open karte hain vah is market Mein Kamyab ho Jaate Hain is market Mein Apni mistake ko repeat karne se Humko nuksan hi hota hai agar market Mein regular kam Karte Rahte Hain To Humko is market Mein Kafi Achcha result Mil Jata Hai market mein nuksan se bachne ke liye Humko acchi planning Karni hoti hai agar hum Market Mein Achcha workout Karte Hain To Humko ismein Kafi Jyada profit Milta Hai market Mein mistakes ko repeat karne se bachne ke liye Humko trading plan banaa kar kam karna Hota Hai jb hmari analysis or hardworking ho ge tw hmain loss k chances km hon gy or profit ho GA.
    • #3 Collapse

      Re: Loss hone per pareshan na ho

      Walaikum salam Dear Forex member's Kia hal hn umeed krta hn ap sab member's kheriyat se hon gye ji Han oper thread mn bilkul Sahi Kaha h
      Loss hony par kbhi bhi parshan mat hon kiun key ap Forex business Kar rhy hn ap ko pata hona chyie k business mn loss r profit Ka silsala chalta rheta h Tu ap ko kbi bhi loss honye se gabrana nhi chye balkey himat se kam karty rahna chye aur loss hony pe ap ko phely se ziyada mehnat karni chye takey ap apny loss ki recovery Kar lain
      • #4 Collapse

        Re: Loss hone per pareshan na ho

        Asslam-o-alikum ksa han sab dost umeed karti hu sab khariyat sa honga. g han mara dost ap na thk kaha ka agar hma kisi bhe trade ma nuqsan hojya to hma parishan nai hona chahaiya kw ka profit or loss business ka hissa han baz oqat hma loss ko face karna parta ha or baz oqat hma axha profit hasil hota ha is lia hma chahiya ka parishan hona ke bjaya apni trading skills ko or behater sa behater bnaya or dubara wo ghaltiya na duhraya jo phla he nuqsan ke waja ban chuki han.
        • #5 Collapse

          Re: Loss hone per pareshan na ho

          Agr hum ko Forex metre reading karte hue loss Ho jaaye to hamen kabhi bhi pareshan nahin hona chahie balki hamesha mehnat ke sath apna Kam karte rahana chahie kyunki loss or profit her business ka hissa hota hai hamen kabhi bhi loss hone per ghabrana nahin chahie balki loss ko accept karna chahie jis tarah Ham profit ko accept karte Hain Jo log Forex mein mehnat ke sath kam karte hain loss ko accept karte hain loss ko recover karne ki koshish karte hain vah zarur ismein kamyab Ho jaate Hain isliye hamen chahie Kya hamesha ismein mehnat ke sath apni learning ko improve karte hue kam karte rahen apni mehnat ko continue rakhen
          • #6 Collapse

            Re: Loss hone per pareshan na ho

            dear friend ap na bahot achhi bst ki ha k loss honay pa preshan nhi hona chayay keun k loss aur profit budiness ka hissa hota ha to agr apko forex trading mn loss ho jay to loss ki waja sa preshan nhi hona chayay balkay loss ki waja jo mistake ho usay door kren aur pehlay sa ziada mehnat kr k forex trading mn kamyabi hasil krni chayay
            • #7 Collapse

              Re: Loss hone per pareshan na ho

              Asalam o alikum app ny yh bat to bhoot khoob khai hy lakin jiss ka koi noqsan hota hy ossi ko pta hota hy ky lakin agar wo sabr kar lay to Allah ossay bhoot ziada aata karty han hm jiss chz ka soochty han wo hmy day hi deta hy noqsan karna ya hona koi bari bat nhi hy lakin agar os loss ko recover kar liya to wo achi bat hy recover karnay sy insan main ek ajeeb si feeling hoti hy lihza kam sy muhabat karnay wala insan khabi bhi har nhi sakhta r agar wo mehnati hy to os ki madad karnay walay bhi bhoot sy log aa hi jaaty han wasalam
              • #8 Collapse

                Re: Loss hone per pareshan na ho

                G haan bilkul ap nai sahi bola hai kai loss honay ki wajha say bilkul bi pershan nahi hona chaie mostly asa hota hai kai jab members ko kabhi loss face karna parh jaey tou wo bhoat zayada pershan ho jaatay han friends ap ko pershan bilkul bi nahi hona chaie infect ap ko chaie kai ap ais baaray mein soochay kai ap nai apnay loss ko kis tarha say again recover karna hai or ais par ap ko chaie kai ap hardwork kartay huway work karay ta kai ap easily apnay loss ko recover kar sakay Shukriya.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hone per pareshan na ho

                  han ji bilkul aapane theek baat ki hai kya Mela se pareshan nahin hona chahie kyunki loss to business ka hissa hota hai agar ham log lost se pareshan honge to ham log phr koi bhi performance acche tarike se nahin de sakenge to isliye hamen lost per yah chij note karni hai ki hamen loss vah kis wajah se uski main reason ko humne search out karna Agar hamen uski main reason ka pata chal gaya to samjho ki Ham duniya ke successful insan Ban Gaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hone per pareshan na ho

                    Forex mein ap kbhi b loss ki wjha se preshan na hn kion loss to business ka hisah hota ha or loss hone se b faida hota ha is liye kion k hamari koi na koi mistake zror hoti ha is liye jb hm loss hone pr apni mistakes pr focus krte hein hamein acha experience milta. Ha or jitna caha experience hamein hamari ghltion se milta ha itna kisi or se mai
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hone per pareshan na ho

                      Aoa Forex members ap sab kesay hain umeed karta hoon k sab thek hoon gay aur kheriyit se hoon gay aur sahi kam kar rahay hoon gay aur acha bonus hasil kar rahay hoon gay. Dear sahi kaha hai trading main loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai islye agar ap ko loss ho jaye to phir ap ko pareshan nahi hona chahhieye aur sahi kam ko karna chhaiye aur apne mehnat ko jari rakhna chhaye ham ko phir bad main kamyabi hasil ho gi aur achha profit hasil ho ga O ho dear friend Thanks to karo.....
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hone per pareshan na ho

                        Jab humein forex trading mein loss hota hy tu hum Bhut zyada paryshan ho jaty hain es se humein nakami milti hy lykin hum esi loss se sabuq milta Hy es se humein kamyabi milti hy humein yeh Soch k mehnat krein tah k kamyabi zror mily ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss hone per pareshan na ho

                          Assalam o alaikum dear forex members hope you will be all loss aur profit business ka hisa hy loss hony per pareshan na hon loss mistakes ko cover karny ki koshsh kia karen ziada tar loss mistakes ki waja se hota hy jitni ziada mistakes hongii utna loss condition barhti jaege islyee hamesha mehnat aur lagan ky sath acha kam karen jis se business main acha profit earn hoga forex forum per active ho kar realx ho kar kam karen jitna ziada kam acha hoga earning bhi wase mily gii agar jaldbazi karen gy ehtiat nii karen gy to loss hoga aur forex business bhi unsuccessful ho jaega loss main ghabrana nii chahye loss ki waja ko talash kar ky usy tk karna chahye aur apny skills main mazed improvement lanii chahye jis se faida milta hy aur future bhi kamyab ho jata hy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss hone per pareshan na ho

                            Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sab theak hon gay or forex trading sy acha profit gain kar rahay hon gay g apki baat bilkol theak hy pakistan forex forum py work karty hoey hami forex trading main loss honay ki wajah sy preshan nahi hona chahiey balkay hami or ziyada mehnat krni chahiey taky hami forex forum sy bohat acha bonus hasil ho saky or hum forex trading main apny analysis ko strong bana ky entry ly saky or acha profit gain kar ky apna loss recover kar saky or forex buisness main success hasil kar saky
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss hone per pareshan na ho

                              Slam friemds kase hain ap main umeed karta hn ap kheriat se hngy or forex main acha kam kar rhy hngy . dosto forex ek acha business hy jis main ap mehnat kar k acha kam kar sakty hain . or acha bonus hasil kar sakty hain. Dosto agr ap ko kisi trah se loss ho jay to ap preshan na hn balky achy se use recovr kren mehnat kar k . dosto mehnat bht zarori hy kamyabi k lye .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X