Meta Trader 4 ko kesey seeihka jaey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Meta Trader 4 ko kesey seeihka jaey

    Yesterday Hamen metatrader 4 ko use karne se Kafi Jyada help mil Jaati Hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krny ka acha profit mil jata hai market mai hum ko time lagany k baad kamyabi mil jati hai Ham is market Mein metatrader 4 ko use Karke analysis Karke trade kar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Meta Trader 4 ko kesey seeihka jaey

      INTRODUCTION
      Dear buddies asalamo alykum kesay hain ap sab umeed hay ap sab tek hon gay aur aap ka trading week bhi acha ja rha ho ga.ye pattern*aur indicator humari trading main bht important role play karty hain.yeh humain profit delany main bht madad karty hain. Hum agr in ki learning nai krain gay aur in ko fazool samjyn gay to kbi bhi kamyabi humary kadam ni choomy gi aaj hum jis topic per bat krain gay wo hai MT4 kiya hai aur issay hum kasay use kar saktay hain forex trading main.MT4 ke basic trading*tools*ke sath sath ap ko technical tools*ko samajhna bhut ziyada*important*hota hai kyun k koi bhi expert trader Jo senior trader hota hai woh basically Forex trading main technical*tools*ki madad se hi apna Kam continue kar saktat hain.


      Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	4
Size:	35.5 کلوبائٹ
ID:	12445546


      UNDERSTANDING META TRADER 4
      MT4 main jaab ap sai smaj kam karain gay to hi ap profit hasil kar saktay hain is main Jab aap trade open karne Lagtay hain to us main sab say pehla step ap ka currency pairs ki selection karna hota hai yah FIR ap ko Kisi bhi commodity yah metal ki selection karni hai to ap sab say pahle usko select kartay hain yah matter trader for main aapko sab say top per yah option milta hai jahan say ap us per click Kar kay us main aap Kisi bhi currency pair ya commodity ki selection kar sakte hain.MT4 application main sabse pahle aapka trader login number aur trader password dina hota hai us kay bad aap ko is kay andar server select karna hota hai again jab aap is mein successfully apna account open kar letay hain to is main ap ko different pair nazar aatay hain aur jab aap kisi Pair ke opar click karty hain to chart open hota hai MT4 Aur mt5 kay Andar aap ko three types Ke Chart Nazar aaty hain candle chart,line chart,bar chart in Mein sab say ziyada important candlestick chart chart select karne kay bad ap ko MT4 application ke andar setting karni hai aap senior say consult kar kay candlestick chart ki setting kar leni hai us kay bad aap ne candlestick chart kay andar moving average indicator aur MACD indicator ko laga dena hai aur aur jo indicator aap use karna chatay hain jis mein aap expert hai usko bhi is ke andar laga dena hai tu jab aap iski complete setting kar letay hain to uske bad yah trade ke liye tiyar hota hai ap is main technical analysis karne ke bad aap aasani ke sath trade laga saktay hain ap ko kbhi bhi trade Lagany main jaldbazi nahin karni chaye.Meta trader 4 main ap ki account ki complete history a rahi hoti hai ap ne is main jitne bhi total deposit aur withdrawal bhi hote hain unki complete information ap is main dekh sakty hain aur apny account ki history ko check kar sakte hain.


      Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	1
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12445547
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Meta Trader 4 ko kesey seeihka jaey

        Meta Trader 4 ko Kaisy sekha jaye.

        dear aapane bahut useful baat ki hai hm metatrader 4 ko tab hey Sikh sakte hain poke ham Apne seniors ke sath metatrader front ke exposed mein conversation karte hain aur ham online entertainment ke Rubi metatrader for ke uncovered mein discharge data le sakte hainForex exchanging per hamen everyday base per 50 post total karne ka target Diya jata hai agar ham apna takat complete karte Hain to ham jyada se jyada benefit hasil kar sakte hain hamen apna day to day Desh per target total karna chahie lekin hamen dedicated Karni chahie aur acche se achcha kam karna chahie aur ham areas of strength for bhi karna chahie punch areas of strength for ham karte Hain to ham tab hello there acchi exchanging kar sakte hain Forex exchanging position decent logon ke liye bahut hey supportive hai aur hamen chahie kya Forex exchanging per jyada se jyada mehnat Karen hit ham jyada se jyada mehnat karte hain to Abhi ham mein kamyabi hasil kar sakte hain agar ham Forex exchanging per minut Nahin karenge to ham kabhi bhi kamyabi nahin hasil kar sakte a hamen apni post acche level ki Karni chahie tabhi ham Vikram per jyada se jyada bolna sath kar sakte hain hamen apni post ko educational banana chahie aur apni post mein jyada se jyada information share karna chahie hit ham apni post mein jyada se jyada information share Kiya karte Hain Jo hamari present ko on stomach muscle hey like Kiya jata hai aur hamari post per says thanks to Diya jata hai jiski wajah se ham jyada se jyada reward hasil kar sakte hain agar hamare Rahi post mein information share nahin kiya Gaya hoga to hamari post ko like nahin kiya jata ji aur ham jyada reward bhi nahin hai dil kar saktehamara reward hamari banner ki quality per depend Karta hai jitni Radha hamari post ki quality acchi hogi itna jyada greetings ham bolna se hasil kar sakte hain hit ham bhi kam mein 50 post ka target total kar lete hain to ham end of the week per jyada se jyada reward aasan kar sakte hain aur ham exchanging Karke Dada benefit hasil kar sakte hain isiliye hamen chahie ki ham Forex exchanging per jyada time spent Karen aur ham mein jo target Diya jata hai usko complete Karen hit ham Apne takat Ko complete karte Hain to tab bhi howdy ham jyada bolna sahasra kar sakte hain agar ham Apne takat Ko complete Nahin karte to ham reward bhi nahin hasil kar sakte ha.

        اب آن لائن

        Working...
        X