Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen
    Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge Forex main trading karte hue kabhi bhi jaldbazi ke sath Kamna Le agar aap trading Mein jaldbaji dikhayenge To aap Kamyab Nahin ho sakte Jitna jyada ho sake mehnat ke sath kam Karen aur focus hokar Apne kam ko complete Karen agar aap bahut jyada Soch Samajh Kar kam Karenge aur Sab Bhar Ke Sath kam Karenge to Forex trading main aap bahut Kuchh gain kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

    Asalam o alaikum.kasy hain sab forex members umeed ha sab khariyet sy hin gy...forex trading ma kbi bhi jald bazi nhi kryn chyh...apki sari mehnat zaya ho sakhti hai...agr ap lalach kryn gy to apko buht loss hony ka khatra ho sakhta hai ... or loss sy bachna chyh..
    • #3 Collapse

      Re: Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

      Salam to all.
      To the point, baat ye hai keh, trading ma kabhi jald bazi na krein, ge bilkul sai kaha gia hai, agr hum trading ma jaldbazi krein gay to hum sai trading nhy laga skein gay jis sy hamarai trading kharab ho jati hai, jub bhi koi kaam karna ho to araam sakon sy krein takay ap kaam sai sai kr sako aur acha result hasil kr sako, trading aisi chez ha jahan pe soch samijh k kaam kiya jata hai, keh tarding k liye perfect time kya ha aur trading kis time lageyn, bs kabhi bhi kisi kaam ma jald bazii na krein q k ap kaamiyaab nhy ho pao gay
      • #4 Collapse

        Re: Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

        Hello Forex family kese aap sab log umeed krta h sab kheryet se hogy or apne work k sth sincear hogy or Forex par professionally work kr rhe hogy or dil se mehenat kr rhe hogy trading Mein Kabhi Bhi chalta Dinakaran trading Mein Jod Baje Karenge blouse Mein Jaenge aap Dairy Mein Jab Baat bilkul Bina Kaisa WhatsApp per ka Daman Tham Ke Rakhe knowledge and experience update kar sakte hain Ek Tere Jaane Ke bad Mein close Ne usko Rokne ke bad aati hai aapse baat Karen pet Karen Na Lage Hain mehnat Itni Jo second hand Karon Mein Agrawal kamyabi Hasil Karen maker Tower Chauk khairiyat se Honge Sab mehnat Karenge dil se mehnat kar rahe Honge aur karta hun Sab kamyabi Hasil Karen
        • #5 Collapse

          Re: Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

          dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn kbi bhi trade lganay mn jald bazi nhi krni chayay balkay hmesha market ka achhi trh analysis kr k market ki movement k mutabik achhi trh soch smjh kr trade lgani chayay keun k jo log baghair sochay smjhay trade lganay mn jald bazi sa kam letay hn to ziada tr un logon ki trades loss mn he jati hn
          • #6 Collapse

            Re: Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

            Walaikum Salam ji bilkul aapki baat sahi hai aur aap ki baat se main agri karta hun ke Forex forum per trading karte hue hamen kabhi bhi jaldbaji ka muzahira nahin karna chahie Bal ke hamesha kaun ke sath aur sabar ke sath trading karni chahie kyunki Jo log jaldbaji karte Hain vah kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte unko hamesha hi nuksan ka samna karna padta hai aur vah apni liye kabhi bhi profit Hasil nahin kar sakte isliye khud ko nuksan se bachane ke liye hamesha khush Karen ke aap sabar se kam Karen Inshallah jarur kamyabi honge.
            • #7 Collapse

              Re: Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

              Assalam o alaikm han ji trading kerte hue hamien kabhi bhi jald bazi se kaam nahien kerna chahie qk jaldbazi mien kaam kerne se hum uss mien kabhi bhi success full nahien ho sakte forex soch samajh ker kerne wala kaam hai agar iss mien hum sabar ke saath kaam kerte haien to hum zaroor kamyab ho sakte haien aur acha bonus hasil ker sakte haien.
              • #8 Collapse

                Re: Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

                Yes BHT ziada achy tariky s hmain sochna chahye keh ham logn ko lalch kbi b nii karni chahye agar lalch kreingy to nakam hojaengy or istrha najami hmara mukaddar BN jaengii to yeh best h hmary liay or hmain is bat ko mind m rakhna h keh ham n kistrha s kamyabi hasil karni h Jo hmary liay BHT ziada best option bhii ho
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

                  Kabhi BHI jald bazi nai kartay rahan chahiya aur hamay agar agay barahay hay to hamay mahanay hasal kartay rahan chahiya is liya jald Ka Kam hamay hamasha loss hi daytaa hay is liya hamay agar jald bazi nai Karna hay to hum Forex trading may zaroo kamiyabi hasal Kar sakhay gay is liya Dil laga Kay Kam karhay mahnat may azmat hay aur hamay mahnat hasal kartay rahan chahiya
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

                    bilkul theek kaha hai apne..
                    trading mein jald baazi ni karni chahye... Aur gold mein to bilkul bhi ni..
                    Qk gold bahut risky pair hota hai. Jis k liye ap k pass bahut zyada knowledge ka hona zaruri hai..
                    Sabar se Work karen.
                    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

                      Ji ha hmen trading mein kabhi bhi jald bazi ni krni chaye hmesha jald bazi krny ki vja se hmen loss hojata hy hmesha trading ko soch samjh kr krni chaye jitni samjhdari se r sabr se trading Kry gy utna hi hm AchA profit kma sky gye hmesha trading ko sabr k sath krna chaye r zeyada profit ka laluch ni krna chaye taky hmen kamyabi mil sky
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

                        Forex trading mien hume kabi bhi jald bazi nhi kerni chahie kui ke jitni zyada hum is mien jald bazi mien ya lalch mien a ker kam kare ge tu hume is mien utna hi loss hasil ho ga. Hume chahie ke hum sooch samjh ker analysis ker ke trend ke mutabiq trading kare ta ke hume is mien ache profit hasil ho aur hum loss se bach sake. Forex mien wo hi kamayab hota hai jo sabar se kam kerta hain aur mehnat kerta hai. Agar hum jald bazi kare ge tu hume siwa loss ke kuch hasil na ho ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

                          Yes dear member hamein trading main kbhi bhi jaldbazi ni karni chahiye because jaldbazi sa ham kam ko acha nhi kar patay or is trah jaldbazi main ham apna loss kar latay han or trading main kamyab nhi hotay. So hamein chahiye ka ham trading mein kabhi bhi jaldbazi na karen balkah mehnat or sabar k sath kam karein ta ka hum loss sa bach sakein or profit hasil kar sakein.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

                            Walaikum salam dear Forex member karta hun aap sab khairiyat se honge ji han bilkul aapane bahut hi acchi baat ki hai ki training mein jaldbaji Na Karen agar aap apni trade call gane mein bahut hi jyada jaldbaji kar jaate Hain to aapko is na sirf loss hota hai badh ke aapka account watch ho jata hai to isliye aapko jyada se jyada koshish Karni chahie ki aap kabhi bhi jaldbaji mein Apne trade na lagaen aapko apni trade gane se pahle market ko bahut hi acchi Tarah analyse karna chahie aur market ki movement ko bahut hi acche knowledge ke sath aur bahut jyada experience ke sath understand Karke Apne trade lagani chahie tha Kar aapke lagai hui trade aapko bahut hi acchi profit de sake yah tabhi mein kaun Hoga jab aap bade sabar aur full confidence ke sath apni trade ko lagaenge to aap is apna lo se bus sakenge aur Achcha profit sakenge jaldbaji main aapko kabhi bhi apni trade Nahin lagani chahie jaldbaji se aapke bahut jyada nuksan ho sakte hain.
                            Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen

                              Aslam o alikum dear trader hamen trading soch samjh kr lagaen kabi bhe jaldbazi na kren trade lagaty hovy hume ehtiyat ky sath trade lagani hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X