aik time pay kitni trades open karni chaiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    bhai ye aap py depend karta hy k aap kitni open karna chaho lykin jitni kam hungi utna he best hy or utni he apki tention kam hogi , q k kissi bhi wqt koi bhi ya sari currenciez down aa skti hen phr bht prblm ho skti hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      brother forex trading may jo dill karay trading karo our trader open karo brother but us ko ap accept kar sako pher brother who is liyeh brother k forex trading may jo log enter hotay hai who log success k liyeh hotay hai brother our who trade bahot ziyda earning kartay hai
      • #183 Collapse

        mery hisab sy 2 ya 3 es sy ziada nai . q k nuksaan bht ho jata hai phr ek hi bar mein eyh msla hai tb trade kum hi lagani chaheay :)
        • #184 Collapse

          1 trade par km karna bahtar ha q ka os ma os ko zyada experience hasil hota ha or tawajoo be 1 he trade ke tarf hote ha os sa wo boht zyda profit hasel kar sakta ha
          • #185 Collapse

            jo log is mein experienc k sath trading karty hen woh to is mein kai trade k sath trading karty hen lekin jin k pass knowledg nahi hota hy un ko chahye k woh aik time mein aik hi trade karen is sy un ko samjny mein bhi mushkil nahi bany gi market ko.
            • #186 Collapse

              dear bhai ham aik time pey aik hi trades karni chahye kiun kay agar ham aik say zaiyda trade kary gay to hamy koi bhi faida hasil nahi hoga and hamy esa krny say loss hi loss hoga ise liye aik time pey aik hi trade kary .
              • #187 Collapse

                aik time par sirf aik hi trade open karni chahiya agar app aik new trader hoon agar app experienced trader hoo toh phir app kuch trader open kar sakthey hain magar yaad rahay k sarey trades chotey lots mein hi open karien ta k app confuse na hoon aur lose ki wajah se koi ghalat decision na ley leina.
                • #188 Collapse

                  aik time myn ap jitni caho trade open kr skty ho mgar yahan aik sawal paida hota hy wo ye k sab say pehly ap apna capital dekhyn k wo kitna hay agar apka capital 200 ya 300 ka hy to ap aik wakt myn 2 say 3 order open kr skty ho wo bhi .50 ki lot say q k market ka kch pta nh hota k wo kis direction myn chli jay
                  • #189 Collapse

                    ap jitni chaha trade open kar sakto ho ya ap par ha magar ap ka pas knowledge ha to ap kar sakta ho agar ap ka pas knowledge nahi ha to ap pahla knowledge gain karo phr zaida trade open karo warna loss uthao ga
                    • #190 Collapse

                      dear bhai ham aik time pey aik hi trades karni chahye kiun kay agar ham aik say zaiyda trade kary gay to hamy koi bhi faida hasil nahi hoga and hamy esa krny say loss hi loss hoga ise liye aik time pey aik hi trade kary .
                      • #191 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                        mai pochna chahta hun kay aik time pay kitni trades open karni chaiye kiu kay aksar aisa huta hai kay aik pair profit nahi de raha huta laikin dosra pair profitable nazar ata hai tu kia humai wo bhi open kar laina chaiye ya aik hi trade par concentrate karna chaiye?
                        Bhai trade open karny ki koi limit nahi lekin aik new trader ko aik time main hamesha aik ya 2 trades open karni chahiyen kyun k newbie ka experience kam hota hai aur zyada trades ko controll nahi kar sakta hai.
                        • #192 Collapse

                          mery khayal say aap ko aik time main kam say kam trades open karni chahye ta kay apko koe problem nahi ho aur aap asani sasy isy sambhal sakooo .....
                          • #193 Collapse

                            jahan tak mera khail hai app aik hi trade lagaen kion ke ager app is kam mai interest lete hain to app sahiearn kar sakte hain ager app lalich karte hian to apko loss hone ke chances bohat ziada hote hain
                            • #194 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                              mai pochna chahta hun kay aik time pay kitni trades open karni chaiye kiu kay aksar aisa huta hai kay aik pair profit nahi de raha huta laikin dosra pair profitable nazar ata hai tu kia humai wo bhi open kar laina chaiye ya aik hi trade par concentrate karna chaiye?
                              dear jahan tak mai nay forex pay trading ki hai to meray nazdik aik ya do say zyada ki trading nai lagani chahye q k is say hamen loss honay chancess hotay hain , mai nay aik bar 4 trades ikthi lagaye thin to mujhay loss ho gaya tha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                eik time py hum jitni bhi trades open karna chahay kar saktay hai magar hum agar eik ya do trades open karay gy tou hum ziada focus kar saktay hai trades per har month aur trading main kamyab hu saktay hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X