aik time pay kitni trades open karni chaiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    mere khyaal se apko ak time pe ak hi trade open karni chahye or usi pe sara dheyyaan lagana chahye take apka dimagh bhi ak jaga ho or kaam bhi theek se hosake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yeh to aap ki apne tajurbe aur qablyat par hai ke aap kitna tajurba rakhte ho ke aap ko market ke utar charao ka tajurba hai aur aap ko yaqeen hai ke jo trade aap khol rahe ho wo aap ko faida de gi to phir aap be shak zyada trade kholain aur apne tajurbe ki bina pe faida hasil karain lakin agar aap ka experience kam hai to phir do ya teen trade hi open karain .
      • #63 Collapse

        dear i think ke forex mein trading mein ap ko aik time mein aik he trade karni chaye take ap ka loss na ho sake r ap is mein acha work kar sake q ke dear jab ap aik se zhada trade open karte hain tou ap ko confused ho jate hain jis ki waja se ap loss kar jate hain
         
        • #64 Collapse

          Bahi yeh to totally ap ke uper depend karta hai ke ap aik sath 2 ya 3 trade open kar ke usse handle karsakte hain ya nai agar apko dosre pair main profit nazar arah hai to usse open karne main koi mazaiqa nai lekin iske liye apka is main experince hona bohat zarori hai kiun ke bohat se traders over confidence ka shikar ho jate hain aur woh profit lene ke chakar main jaldbazi main akar ghalat decison se kam lete hain to usse hamen nuqsan bhi hosakta hai aur hosakta hai hum us trade se bhi hath dho bethen isliye mera opnion yeh hai ke new tarders ko specially aik hi tarde pe concentrate karna chaye aur sabr ke sath apne profit ka wait karna chaye.
          • #65 Collapse

            agr ham boht sary trade open krengy to ham double minded hojaingy or sochengy konsa trade karna chaie to isliye chaye kay 1 hi trade open kre 1 time mein
            • #66 Collapse

              k Din Main Maximum 3 ya 4 Trades Open Kartaa hon laikin bharpoor Analysis kar K... Main currencies main trading nahin Kartaa... just Gold main Trading Kartaa hon..ye Ap K analysis par Depend Kartaa hai K Aap Kis Qadar behtar Andaz Main Market Main Apnay Selected Pair ya Product Ko Samajhtaay hain phr Chahy 10 trades kholain no issue at all
              • #67 Collapse

                wesy to ye ap ki money management per depend karta hy k ap ek waqat mein kitni aur kitny volume ki trades open karen. lakin ek waqat mein ek hi trade per concentrate karna faida mand hota hy. kiyo k agar ap ek sy ziada trades open karty hien to ek to ap proper concentrate nai kar paen gy aur 2nd ye k over margin trades k waja sy ap ko margin cal ka b samna karna par sakta hy.
                • #68 Collapse

                  main abi as kammain new ho maojy abi ni pata kay ak time katni trades open ki jani chay lakn mary khal main ap 2 ya 3 trades open kar sakty hy as sy zyda ni kar sakty aur jo ap trades aschi honi chay,,,
                  • #69 Collapse

                    main to ye hi kahun ga kay aik waqat main hi trade open ki jaey kun kay ziada trade open karnay say risk bohot barh jata hay or account kay khali honay ka khatra hota hay.is liay aik waqat main aik hi trade karni chahiay.
                    • #70 Collapse

                      Forex trading mei trades open karny ki koi limit nahi hoti hum apny capital k according trades open kar sakty hyn lakin hamain aik waqt mei ziada tardes open nahi karni chahyen q k hamain just aik waqt mei aik trade ki taraf concentrate karna chahye, ziada trades open karny se aik currency pair profit mei ja raha hota hai to dosra loss mei so aik waqt mei aik trade pe focus karna thek rehta hai.
                      • #71 Collapse

                        i tell you my opinion about this when you share in trading i want know the part time its good for me because i still learn
                        and when i trade full time its make i have big experience and i with this idea
                        • #72 Collapse

                          may jaha tak samjta ho forex trading may ap aik time may aik hi trad open karo agar ap forex trading may zada trade open karo gay to ap ko pata nhi chley ga k ap kis ko attend kary to is sy ap ko zada sy zada loss b ho sakta hy
                          • #73 Collapse

                            dear friend ye aap ke marze hay k aap kitne trade lgatay hein meray kheyal mein hum ko aik waqat mein aik he trade karne chaheay aggar aap kay pass $ zeyada hein aur aap ke backup acha hay tu aap dosray peir par bhi trade kar kay profit hasel kar saktay hein
                            • #74 Collapse

                              waise to at a time 1 he trade best hai ta k apka pura focus usi per ho lekin me at a time 2 se 3 trades open karta hun q k me handle kar leta hun
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                ya depend karta hain aik trader ki trading Quality per aur us ki Equity per agar wo aik acha trader hain tu wo forex mein bhut ziada earning kar skta hian . kyun k hum jtni ziada trading kara ga utni he ziada hum earning kar skta hain agar hum achy trading karta hain tu. forex mein bhtu soch samja kar trading karni chaya.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X