aik time pay kitni trades open karni chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    hamain forex men trading kerny k ley apni equity ko dekhna hota hai jis se hamain trading kerni hoti hai jitni kam equity ho gi utna hi ham kam ham lots laga sekty hain or zyada k sath zyada laga sekty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      dear yeh to hamary capital par he depend karta hai is liye hamain chaye k hum apn money ko manage kar k he trades ko open karain...
      • #513 Collapse

        Yes sir you are right we can open many trades but we can't gave them full concentration so my opinion is to open as much you handle trades.........
        • #514 Collapse

          Maine abhi hi join kya hai isli meray kuch main nahi likh raha hoon.
           
          • #515 Collapse

            forex mai mujh kuch papat nahi ha mager maiis ko kam karna chata hun kiya moi mujhy batya ga k kesa kam karna chye
             
            • #516 Collapse

              yes dear brother apny theek kaha hamen aik time men aik trade hi open karni chahye zyada open karen ge tu acha work nahi ho sake ga khud k liye bi tention or trading k lye bi tention bun jay gi
              • #517 Collapse

                new traders ko chaye ke aik se ziada trade na lgain wase bh un ko market ke trend ka theek se pta nai hota aor aik se ziada trades lgane ka loss ye ha ke kuch trades profit myn chali jati ha or kuch loss myn tu baad mayn account ko manage krne main bari difficulty hoti ha
                • #518 Collapse

                  mara khyal sa aik time main 4 sa ziada trade open karna thik nai kun kh jitni kam trades hon gi utna ap ka focus ziada ho ga . ziada hon gi to focus bhi kam hi ho ga . so kam sa kam trade lgaini
                  • #519 Collapse

                    brother apko yahn pr trading apny experience ky mutabiq karni chaye hai apko apny balabce ko mady nazar rakhty howy .market ko follow karna .chaye aik wasy to agr ap ka experience kam hai to apko .over trae ne karna chye hai but age apka tajurba cha haai r knowle b acah hai ti ap beshak over trade karain
                    • #520 Collapse

                      Dearap na both acha question keya ha to dear wasy to hum ak whakt ma ak sa zada means ka unlimited trend open kr sakta ha magr dear agr hum ak whakt ma agr 5 ya 7 trend open kara to ya humra leya zada he acha ho ga.
                      • #521 Collapse

                        Dear ya aap kay backup par hay kay aap ka backup kitni trad bardaasht kar sakta hay quen kay agar aap ka backup acha howa to wo iss ko profit may badal dayta hay laykin agar acha nahi hoa to wo account ko wash kar day gaa.
                        • #522 Collapse

                          insta par eik time par ham kitne bhi trade opan kar sakte hai es ki koe lemet nahe hai jaha tak muje maloom hai
                           
                          • #523 Collapse

                            hamen always apne capital ko dekh kar is main trade karni chahiye aur agar hamarey pas low capital hey to hamen kabhi bhi ziada trades open nahin karni chahiye otherwise hamen is main loss hi hota he
                            • #524 Collapse

                              trader ko chaiye ke wo jab bhi live me trading kare wo position apne acocunt balance ko dekh ke le jaise 100 usd hai to 0.01 se maximum 2 postion le to hi uske liye achcha honga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                yes dear main aap ki baat se agree hun or main aap ko ye he kahunga ke aap aik se ziada trade laga sakty hein es mein koi harj nhi hai, lakin aap ko es baat ka khayal rakhna hoga ke aap jo trades laga rahe hein un sari trades pe aap ki naar hai, or behtar tou ye he hoga ke aap aisy pair pe trade lagain jisky baary mein aap ko achi knowledge ho.ok

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X