Price Action Strategy Part 1
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Price Action Strategy Part 1
    Assalamu alaikum dear Forex member agar aap Forex trading market mein successful trading karna chahte hain, tu ismein aapko Price Action Strategy ko properly study karna hota hai, Prices action basically aik strong Trading techniques hoti hai, Jo aapke liye bahut jyada helpful ho sakti hai. Aaj main apni post main Price Action sa related kuch basic information share krna chahta Hun, Jin ko study kar Kay junior members kafi learning increase or sakhty Hain.

    What is Price Action

    Dear members Forex trading market mein jab aap market main prevailing current price ki basis per kuchh predictions krty Hain, tu is Strategy ko aap Forex trading market mein Price Action Strategy Kay name sa janty Hain. Jab aap Forex market mein price action trading Strategy ko study karte Hain, tu isk below mentioned point ko zaroor carefully study karna hota hai.

    Price is Enough

    Dear member Forex trading market mein Jo members Price Action Strategy ko apni trading activities main include karte Hain, unk mutabik Market main available price hi aap Kay liye sb sa important information hoti hai, jis ki basis per aap market ko properly calculate or judgement kar sakhty Hain. No doubt jab aap commodities Market mein trading kar rhy hoty Hain, tu ismein higher prices aapko bullish trend or lower prices aapko downtrend expected hota hai.

    No Need of Indicators

    Forex trading market mein jab aap Price Action Strategy ko carefully focus kar rhy hoty Hain, to usmein aap ko hamesha currently Price per hi focus karna hota hai, eisi strategies use krny waly members Indicator system per bilkul bhi depends nahin krty Hain. Isliye aapko hamesha koshish karna hogi, Kay jab aap price action trading Strategy ko properly utilised karty Hain, tu uski basic requirements ko fulfill krin.

    Behavior Repeated

    Price Action Strategy ko properly utilised karny waly member ka yah khena hota hai, Kay market main collective behavior Repeated hota hai, Jo aapke liye maximum advantages increase krny or apki decision making process ko perfect banany main bahut zyda helpful ho sakhta hai. No doubt collective behavior bhi aik bahut hi important factor hota hai, Jo apki different situations main aapke liye helpful ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	Price Action Strategy.jpg
Views:	4
Size:	37.0 کلوبائٹ
ID:	12471168
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Price Action Strategy Part 1

    Forex trading market main aapko successful trading karne ke liye price action strategy ko carefully aur completely study karna hota hai basically Forex trading market Mein Jawab price action strategy for opening credits include sakte hain usmein aap ko maximum advantages ko increase karna aur uske sath different factors ko apni trading may include karna aapke liye important role play kar raha hota hai basically Forex trading market main aapko price action strategy ko properly study karna aur is per completely focus karna aapke liye bahut jyada helpful ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Price Action Strategy Part 1

      Forex trading market me agar aap price action strategy copy trading me include karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages available ho rahe hote hain basically Forex trading market Mein price action strategy aapke liye bahut jyada helping ho rahi hoti hai agar aap Forex trading market Mein price action strategy ko apni trading may include Karte Hain To usmein aapke liye maximum advantages ko increase karne ke liye ek acchi position available ho rahi Hoti Hai price action strategy ki basis per aap market ki moment ko calculate aur judgement kar sakte hain price action strategy ko Hamesha aapane complete learn karna Hota Hai.
      • #4 Collapse

        Re: Price Action Strategy Part 1

        Dear member aapane bahut hi Achcha topic Hamare Sath disturb kiya hai Jab Ham market Mein kam Karte Hain To Hamen is market Mein acchi state Jis Par focus karna Hota Hai agar Ham is market Mein completely carefully study Karte Hain To basically Forex trading market mein Main Jin price action strategy per opening credit includes kar sakte hainforex market Mein kam Karte Hain To Hamen ismein investment karna hoti hai agar aap is market Mein Apni investment nahin karna chahte aur aapke pass investment nahin hai to aap is market mein jyada Se Jyada advantages ko increase kar sakte hain agar aap form per Delhi ka target complete karte hain aur acchi quality ka kam karte hain to aapko is market mein bahut jyada advantages available hote hain aapko Forex Oram bonus provide Karta Hai Jis per aap trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain Magar iske liye aapko mehnat karna Hogi aur form per Jyada Se Jyada X band karna hoga Jab aap is market Mein acche experience surakshit knowledge ke sath kam Karte Hain To aap is market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain isliye aapko Koshish Karna Hogi kya aap ismein Jyada Se Jyada mehnat Karen aur daily ka target complete Karen Taki aapko is Mein Achcha bonus Mile Hamen is price action strategy score properly study karna aur is per completely focus karna bahut hi important hai.
        • #5 Collapse

          Re: Price Action Strategy Part 1

          Dear Forex trading market Mein kam karte hue aapko Forex trading main price action strategy ke mutaliq complete information Ka Hona bahut Jaruri hota hai Kyunki Jab aap forex market Mein price action strategy ko include Karte Hain To usmein aap ko maximum advantages ko increase karne ka mauka Milta Hai aur Baki Tamam factors ko apni trading may include karne ke liye aapko Ek Achcha roleplay karne ka mauka bhi Milta hai isiliye forex market main aapko price action strategy ke mutaliq complete knowledge aur information aapke liye bahut help ho sakta hai isliye Uske bare mein complete knowledge aur information Hasil karne ki koshish Karke aap is business Ke Acche advantages se Mustafa lete ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Price Action Strategy Part 1

            Ji han bilkul dear price action trading strategy Mein Hamen Kisi indicator ko use nahin karna padta simply Hamen market ke trend ko dekhna Hota Hai market Mein kam kar rahe Hote Hain To usmein Ham dekhte hain ki Hamen bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hota hai aur Market Mein acchi Tarah Se analysis ko perform Karke trade karna hoti hai aur dear Jaisa ke Ham Jante Hain Ki gold ki movement daily basis per market mein jyada Hoti Hai To is per Hamen bahut hi Soch samajhkar trade karna hoti hai agar Ham Gold per trade kar rahe hain uske liye strong analysis performed karne chahie aur Market Mein Hamen Jyada Se Jyada acche tarike Se Apna experience increased Karke aur acche capital ke sath Gold per trade Karni chahie aur uske sath mein money management ke rules and regulations ko calling karne chahie aur apni trade ke sath stop-loss Ka istemal Karna chahie demo account per practice Jaruri Hoti Hai Uska fayda Hota Hai Jo log is market Mein market ke trend Ko Dekhkar kam karte hain aur price action trading strategy per kam karte hain unko fayda Hota Hai.
            • #7 Collapse

              Re: Price Action Strategy Part 1

              Ji bilkul pyary doat is main kisi indicator koi ni dekhana parta balkeh market ky trend ko aor international news pe focus karna hota ha
              • #8 Collapse

                Re: Price Action Strategy Part 1

                Yes brother Humko is market Mein price action ke liye trading plan banana Hota Hai Market ki condition Ko Dekhkar kam karne se Humko Kafi Jyada benefits mil Jaate Hain is market mein humko kam karti hui hum ko khud decide karna hota hai ki Humne kaun si trade Apne account per open karni hai Humko market ki ki condition koh's Milne Ke bad money management ke hisab se kam karna hota hai agar Hamen is market Ne discipline ke sath kam karte hain aur lot size ko control Karte Hain To is market Mein aasani ke sath successful ho sakte hain market Mein Apne account per Kshetra ke se kam karne ke liye technical analysis aur fundamental analysis karne Hote Hain Jab Ham market Mein trading strategy ke hisab se kam kar rahe Hote Hain To Ham is market mein nuksan se bache Jaate Hain technical analysis ke liye Humko Apne learning complete Karni hoti hai market Mein price action Ko Dekhkar market Mein acchi trade Laga sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Price Action Strategy Part 1

                  Dear forex market Mein price action se Hamen Kafi Jyada help mil Jaati Hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krny ka acha profit mil jata hai market mai hum ko time lagany k baad kamyabi mil jati hai is market Mein price action could use Karke Ham Achcha target ****l kar lete hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Price Action Strategy Part 1

                    dear juniors and seniors member price action strategy ik strong trading teching hai jo ap kay liy bht preferble ho skti forex trading main jb ap market main current price ke base per kuch predictions krty hain is ko price action strategy khty hain jo log market main price action strategy ko apni trading main include krty hain us available price ke basis per ap market ko judge kar skty is strategy main ap ko haimsisha current price oer he focus krna chye is ko apply karny kay liy is ke market ke requiremtn ko fullfill karna zarori haiEnable GingerCannot connect to Ginger Check your internet connection
                    or reload the browserDisable in this text fieldRephraseRephrase current sentenceEdit in Ginger×
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Price Action Strategy Part 1

                      assalam o alikum dear member praice action ka bary main bat kar rahy han bahut he kam log han jo ka is ka bary main janty han asal main ye 1 behtareen stratetgy ha jis sa market ki movement ko samjha ja sakta ha is min market ki price ko dekh kar is ko analysis kiya jata or ye bahut he easy ha lakin ap ko is ko smajhna ho ga tabhe ap is sa kam len paen ga is mian zone hoty han jo ka ham is ki madad sa create karty han to hamen pata chal jata ha kahan sa market na sell hona ha or kahan sa is na buy hona ha price action ki madad bahut he achi tarah sa ham market ko nalaysis kar skty han or ye trading karny main bahut he zeyada helpfull sabit hoti ha ab asy member bhe han jo ka market ki ki basic ko bhe samjh paty han to to ap start karen mehnat sa kam karen or us ka bad ap log price action ko seekh len to ap ka lye bahut he assani ho gi is market main nuksan nhe karen ga or is sa acha profit bana len ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X