Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)
    Assalamu alaikum good morning doston.
    Dear friend kaise hain aap ummid hai aap sab log theek Honge.
    Friends Jaisa ki maine kaha hai ki gold bahut hi jyada iski Hai gold Baki bahut jyada risky hai agar ismein aapko experience Nahin Hai To aapko kabhi bhi trading Nahin Karni chahie Kyunki yah bahut hi fast pyar hai agar aapko profit dene per a Jaaye to Achcha profit mil sakta hai lekin Agar kabhi loss per a Jaaye to ab Gai Kaun bhi wash ho sakta hai yaar main gold ki trade Lag Gai Hai Jis per mujhe bahut hi jyada loss hua hai jo ki Ab Tak cover karo na Mushkil ho raha hai isliye Hamesha risky trading Se Dur rahiye ye to aap Hamesha fayde hi Mein Rahenge dher isliye main aapse yah Baat share kar rahi thi ki jo new members Hai yah Jeene experience kam hai to vah Gold Se Dur Rahen Tak Aap Ko nuksan Na Ho.
    Thank you
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

    G han forex trading men gold aik risky pair hey iss men aksar fast aur unexpected hoti hey aur kisi side pe bhi bari movement kar sakta hey iss liay ya tu acha profit mil jata hey ya account jaldi wash ho jata hey iss liay gold pe trading karnay k liay big bonus aur big experience hona zaroori hey aur phir small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

      je han dear forex members hamen gold par ache learning kay sath analysis kar kay kaam karna chihay hamen gold par zyada say zyada mehnaat say kaam karna chihay hamen apni mehnaat k jare rakhna chihay ham log forex mein jetni zyada mehnaat hmen forex mein market ko analysis kar kay trade lagani chihay or jab signals sahi mlen to hamen trade lagani chihay or hamen wait karna chihay achay signals kay anay ka trend ke simat ka hamen apna kaam behtar say behtar karnay ke koshish karni chihay
      • #4 Collapse

        Re: Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

        Hello,dear forex members umeed hai aap sab theek hon gy.G bilkul aap nay bilkul sahi kaha hai k Gold par trade karna toraha risky hai.Iss ki wajah yeh hai k Gold ma market value buhut zyada hai,Jiss ki wajah sy Iss ki market value ki movement bi zyada hai.
        Agar aap kaam budget waalay account sy gold par trading karay gy toh yeh torah risky hai.Iss liye gold par trading karna risk lenay k barabar hai.Sukriyaa.
        • #5 Collapse

          Re: Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

          Gold bahut hi Achcha aur iski bear gold Se Achcha problem bhi hota hai nuksan bhi hota hai isliye gold ko acche se analyse karke hi Hamen Tradus karne ki koshish karne chahie gold ko ignore karne ki koshish Karna chahie tabhi acchi kamyabi Hasil ki Ja sakti hai gold pair pair trading karna Janna Chahte Hain to uska focus aur madam bhi karna Hogi tabhi aap acchi kamyabi Hasil karne mein Kamyab Ho Sakoge
          • #6 Collapse

            Re: Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

            Assalam o alaikum!

            Ummid hai ki aap se bilkul theek hun jaise kya aapane kaha hai ki gold bahut risky hai to aapko Bata chalenge kya Hamen Gold per soch samajhkar trade karni chahie road par uska trade Karen jab hamari analysis strong hoga Naam acche analysis ke sath Gold per trade karenge to hi Hamen profit hoga Hamen pahle gold se related learning karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

              dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading market mn gold ka pair bahot ziada risky aur dangrous pair ha keun k gold k pair mn daily base pa bahot ziada aur fast movement hoti ha lekin agr apkay pass achha trading experience aur achha account ballance ho to ap gold k psir mn achhi trading kr k achha profit hasil kr sktay hn
              • #8 Collapse

                Re: Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

                gold bohat he zyada risky pair ha trading mei is business ki pore knowledge hone cahay our our is ko aap ko cahay sa seekna cahay our is Kay alwa aap ko kio education ki zaroorat nhe ha BA's aap ko is ma experience our knowledge hone cahay our this is a good business..Ap koi bh qualification rakhty hain ap forex ko understand Karen aur trading ki learning k bd start Karen. Yeh aik acha bussiness hai. Jo sb ko equal earning opportunity deta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sultan-ghazi پيغام ديکھيے
                  Assalamu alaikum good morning doston.
                  Dear friend kaise hain aap ummid hai aap sab log theek Honge.
                  Friends Jaisa ki maine kaha hai ki gold bahut hi jyada iski Hai gold Baki bahut jyada risky hai agar ismein aapko experience Nahin Hai To aapko kabhi bhi trading Nahin Karni chahie Kyunki yah bahut hi fast pyar hai agar aapko profit dene per a Jaaye to Achcha profit mil sakta hai lekin Agar kabhi loss per a Jaaye to ab Gai Kaun bhi wash ho sakta hai yaar main gold ki trade Lag Gai Hai Jis per mujhe bahut hi jyada loss hua hai jo ki Ab Tak cover karo na Mushkil ho raha hai isliye Hamesha risky trading Se Dur rahiye ye to aap Hamesha fayde hi Mein Rahenge dher isliye main aapse yah Baat share kar rahi thi ki jo new members Hai yah Jeene experience kam hai to vah Gold Se Dur Rahen Tak Aap Ko nuksan Na Ho.
                  Thank you
                  g haan trading pairs mei bohat risky ha gold learn hoti hai aap ko chaiay hota hay kay aik acha big accounts hona chaiay or zaroot is bat ki hay kay aap phir say wohi previous mistake repeats na karain or koi khas eduaction ki zaroot nai hoti ap jitna ziada learn kr sktu han utna he ap earn kren gy bas apko knowledge ki zrort ha trading iss ke learning kay kay aur trading skills develop kar kay Forex trading say earning kar sakty hain . ager business ke education ho tu woh trading ke learning mai madad gar ho sakti hai.ye ak boht hi acha business hai is main knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi phar hi hum sucess ho saky gay aur earn ho first of all is business ko achi trha se learn kary is ka zyada se zyada knowledge and experience gain kary and then trading kary isi trha hi hum aik expert trader ban sakty han aur trading kar k acha profit take kar sakty han.
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

                    ji han milkar forex trading mein gold ek risky per hai gold par trade karne ke liye aapke pass balance jitna achcha hoga tabhi aap is portrait kar sakte hain aur road per trade karne ke liye aapke pass experience ka hona bahut jaruri hai tabhi aap UP board mein fayda le sakte hain aur koshish karni chahie ke road per trade karne ke liye aap stop last ko jarur use Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

                      Assalam walekum bhai jaan aapane bilkul theek baat ki hai gold Mein trade karna bahut risky Hota Hai Iski bahut sari Baju Hath Hain Jaisa ke gold mein Main movement bahut Tej hoti hai agar aapka account balance jyada hai tab aap Gold ke upar trade Laga sakte hain gold mein bahut Sare senior member trade Lagate Hain yah long turn trade Lagai jaati hai isliye ismein log bahut Sare trade Lagate Hain aur long term trade Lagate Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

                        My dear friends I hope you will be fine and doing his best in the forex trading. Dear friends je bilqul forex market mn gold per trading karna kafi difficult ha. Dear friends gold ak difficult or risky pair ha. Dear friends agar ap gold per trading karna chahta hain tu ap ko chahie ka pahla learning karen, ap fundamental and technical analysis study karen or ap gold ki movement ko completely analysis karen. Agar ap after analysing trading karen ga tu ap forex trading sa maximum profit hasil kar sakta hain. Is liya ap analysis ka sath trading karen or kamyabi hasil karen. Agar ap mare advice ko follow karen ga tu ap zaroor kamyab hn ga. Zindagi rahe tu per milta hain ab tak ka liya Alitire ki taraf se best wishes for all members!
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

                          Assalamu alaikum dear aapane bilkul sahi baat ki hai gold bahut hi risky pair hai isliye hamen is per kam karne mein jaldbaji nahin Karni chahieForex trading hamen Apne loss ko recover karna chahiye jab ham Apne dost ko recover karte Hain to tab bhi hi ham Kabhi apni hasil kar sakte hain agar ham log hone per himmat har jaate Hain aur kam karna chhod dete Hain to hamen Kabhi bhi kamyabi Nahin mil sakti hai aur ham yaar Kami na Kami ka hi Samna karna padta ha i hamen trading karne se avoid karna chahie jab pataka market movement stable Nahin Ho jaati agar ham Lala check Karke Laga dete Hain to hamen last ka Samna karna padta hai aur hamari sari mehnat waste Ho jaati hai Forex trading with bahut hi profitable business hai oa job less logon ke liye bahut hi helpful hai log is per Ghar baithe mehnat Karke jyada se jyada profit hasil kar sakte hain Forex trading bahut chahie risky business average per kam karne ke liye hamen jyada se jyada focus karna chahie ham jitna Dada focus se kam karte hain na jyada hi ham kamyabi hasil kar sakte hain agar ham Apne kaam par focus Nahin karte humse bahut se mistake so jati hai jiski wajah se hamen love ka Samna karna padta hai aur hamen Forex trading per market Ka Chitra case analysis karke hi lagani chahie jab market analysis karte Hain to ham market ki movement ko acchi Tarah se samajh sakte hain aur uske according hi trade Laga sakte hain agar ham market analysis ki lagate Hain to ham kar sakte hain aur hamen profit bhi nahin hota Forex trading ham didi jyada mehnat karte Hain ki kamyabi hasil kar sakte hain mehnat ke naam Kabhi bhi kamyabi Nahin sakte hamen Forex account key verification mast karvani chahie agar ham verification Nahin karvate to ham Apne profit Ko vintron Nahin lagva sakte isiliye ham mein sabse pahle Apne verification ki three steps complete karne chahie jab ham verification with straps a complete kar lete hain to tabhi Hamar account verify hota hai aur ham Apne profit ko withdrawal karva sakte hain Jo log account verification Nahin karvate UN logon Ko Nahin milta aur unki mehnat hatya jaati hai Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye agar ham Apne kaam par focus karte hain aur jyada se jyada mehnat karte Hain to ham kamyabi hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

                            Assalam-o-Alaikum

                            Dear forex members hope you are doing well and getting good income from Forax business and completing your daily target of posting on Pakistan Forex forum with your hardworking, dedication and commitment to your work.

                            G hn bhai apne bilkul theek kaha gold aik boht e risky pair ha ,gold ma trading lgane k lye ap k pass aik acha experience or aik strong account ka hona boht zrori ha.
                            Gold ki movement boht ziada hoti ha , agr ap k pass gold se related knowledge and experience nahe ha or ap k account b strong nahe ha to ap ko gold ma trading krne se avoid krna chaye.
                            Agr ap without high capital and experience gold ma trading krte hn or ap ki trade loss ma chli jati ha to ap k account wash ho skta ha or ap market se out ho skte hn.

                            Is lye agr ap chahte hn k ap gold ma successful and profitable trade kren to is k lye zrori ha k ap apne knowledge or experience ko increase kren or apn account k size ko increase kren yani ap k pass acha capital hona chaye. Agr ap k pass ye dono chezen nahe hn to meri suggestion ha k ap gold ma trade na kren.
                            Thanks 👍
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold bahut hi risky hai friends..,,,,,,,)

                              Gold jitne reisky hay utne profitabal bhe hay jab bhe profit ata hay acha ata hay aur ab losss hota hay to voh bhe acha hota hay bagar mahnat kay kabhe bhe kameiybe hasil nhein ke jaskte hamein ahmt karmne hoge chahay Forex ho ya koi aur kam mahnat karne to lazmein hay kameiybe hasil karne kaliya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X