Choosing lot size?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Choosing lot size?
    Ji han bilkul lot size ko choose karna apne account ke mutabik bahut hi jyada important hai agar Ham apne account ke mutabik apna lot size shoes karte hain jyada Bada lot size nahin karte to Ham acche se trading kar sakte hain agar Ham jyada Bada lot size use karte hain lalach mein a jaate Hain to Ham kabhi bhi kamyab nahin ho sakte kyunki hamara account agar trade loss mein chali jaaye to watch ho sakta hai isiliye hamen apni e lot size ko acche se choose karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Choosing lot size?

    Assalam_O_Alaikum!!!
    Dear Forex Members Umeed krta hun aap sab khairiyat sy hon gy ar Forex sy ziada sy ziada earning kr rhy hon gy. Dear Members; Hamen Apne kaun sa is ke mutabik hi lot size like Karni chahie Agar Hamara Kaun size Bada Hai To Ham Badi large size use kar sakte hain lekin Agar Hamara Kaun Sa Hai Chhota Hai To Ham Badi lot size use nahin kar sakte Kyunki use Hamare last ke Jaan Se Bhi Jyada Honge To Ham Chhoti large-size use Karen
    • #3 Collapse

      Re: Choosing lot size?

      Forex trading market Mein Jab aap apni decision-making kar rahe hote hain to ismein sabse important matter aapki pairs ki selection ke sath lot size ki selection Hoti Hai Kyunki Jab aap Forex trading market bhi pairs ki selection karte hain aur iske sath sath lot size ki selection Karte Hain To definitely aapko maximum advantages available karne ke liye lot size ki selection ko carefully apni trading may include karna hota hai otherwise aap successful trading nahin kar sakte hain lot size ki selection ko completely choose karna aapke liye most important ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Choosing lot size?

        Assalamu alaikum dear aapane bilkul sahi baat ki hai hamen loat ka size select Karke lagani chahie hamen hamesha small loat size lagana chahieForex trading hamen Apne loss ko recover karna chahiye jab ham Apne dost ko recover karte Hain to tab bhi hi ham Kabhi apni hasil kar sakte hain agar ham log hone per himmat har jaate Hain aur kam karna chhod dete Hain to hamen Kabhi bhi kamyabi Nahin mil sakti hai aur ham yaar Kami na Kami ka hi Samna karna padta ha i hamen trading karne se avoid karna chahie jab pataka market movement stable Nahin Ho jaati agar ham Lala check Karke Laga dete Hain to hamen last ka Samna karna padta hai aur hamari sari mehnat waste Ho jaati hai Forex trading with bahut hi profitable business hai oa job less logon ke liye bahut hi helpful hai log is per Ghar baithe mehnat Karke jyada se jyada profit hasil kar sakte hain Forex trading bahut chahie risky business average per kam karne ke liye hamen jyada se jyada focus karna chahie ham jitna Dada focus se kam karte hain na jyada hi ham kamyabi hasil kar sakte hain agar ham Apne kaam par focus Nahin karte humse bahut se mistake so jati hai jiski wajah se hamen love ka Samna karna padta hai aur hamen Forex trading per market Ka Chitra case analysis karke hi lagani chahie jab market analysis karte Hain to ham market ki movement ko acchi Tarah se samajh sakte hain aur uske according hi trade Laga sakte hain agar ham market analysis ki lagate Hain to ham kar sakte hain aur hamen profit bhi nahin hota Forex trading ham didi jyada mehnat karte Hain ki kamyabi hasil kar sakte hain mehnat ke naam Kabhi bhi kamyabi Nahin sakte hamen Forex account key verification mast karvani chahie agar ham verification Nahin karvate to ham Apne profit Ko vintron Nahin lagva sakte isiliye ham mein sabse pahle Apne verification ki three steps complete karne chahie jab ham verification with straps a complete kar lete hain to tabhi Hamar account verify hota hai aur ham Apne profit ko withdrawal karva sakte hain Jo log account verification Nahin karvate UN logon Ko Nahin milta aur unki mehnat hatya jaati hai Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye agar hamen lalach mein big size ke loat Laga dete Hain to ham Apne account ko sev Nahin Rakh sakte
        • #5 Collapse

          Re: Choosing lot size?

          Dirac member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge bear jab aap frax mein trading Karte Hain to aapke liye bahut hi jyada imported hota hai ki aap apni e-trade ko lagane se pahle Apne load cells ko choose Karen kyunki aap jitne jyada Apne load se per photos rakha trading karenge aap apne hi jyada benefit Hassan kar sakenge to isliye aapko jyada se jyada Khush hi Karni chahie ki aap apne laut ke ko Apne account ke mutabik hi rakhkar trading Karen Parker aap Achcha advantage hassil kar sake.
          Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
          • #6 Collapse

            Re: Choosing lot size?

            Yes dear agar aap is market Mein kam Karte Hain To aap apni lot size choose Karte Hain To aapke liye bahut jyada advantages available hote hain isliye aapko is market Mein lot size samajhkar Lagani Hogi Taki aap is market Mein Apne account ko sev Rakh sake Ham forex market Mein rate Karte Hain To Hamen ismein Achcha profit Hasil kar sakte hain Magar iske liye Hamen acche experience per focus karna hoga Jitna Jyada hamare pass Achcha experience Hoga aur learning Hogi aur ham is market Mein Soch Samajh Kar kam Karenge To Hamen ismein apna hi fayda Hasil Hoga isliye Hamen is main Achcha profit Hasil karne ke liye mehnat karna Hogi aur ismein bahut hi careful hokar kam karna hoga Agar Ham ismein jaldbaji Karte Hain To Hamari liye bahut jyada problem ho sakti hai isliye Hamen is market Mein Apne problem ko solve karne ke liye bahut hi focus karna chahie aapko is market Mein Apne account ko maintain rakhne ke liye small lot lagakar trading karna Hogi.
            • #7 Collapse

              Re: Choosing lot size?

              Forex trading me hum aik kamyab trader us waqat tak nahi ban sakte, jab tak hum apne account k hisab se aur trading condition k hisab se perfect lot size ka intekhab nahi karte hen. Lot size ka sahi istemal hamare account k leye bohut zarori hai.
              Forex trading me mukhtalif qisam k lot size ka istemal hota hai. Lot size ka barahe-rast (directly) taluq account k leverages se hota hai. Agar hum apne account k leverages increase karte hen, to hum ziada lot sizes ya bare lot ka istemal kar sakte hen, lekin kam leverage ki sorat me hamari lot sizes bhi mehdod ho jati hai.
              Forex trading me lot size ko size k hisab se mutalif naa deye gaye hen. 0.001 ko nano lot, 0.01 ko micro lot, 0.1 ko mini lot aur 1.0 ko standard lot kaha jata hai. 0.001 lot size ka istemal cent account me kia jata hai, jab k hum 1.0 ka ya us se ziada ka lot size bare (big) sarmaya k account me istemal hota hai.
              Hamare account aam tawar itne bare sarmaye (volume) k nahi hote k wo standard lot size ko bardasht karen, is waja se jab bhi account me koi new trade open karen to account ki risk-management ka khas khayal rakhte howe lot size ka intekhab karen. Risk-management k hisab se apne account ki safety k leye 2.0% hi risk leya karen. Bare lot size ka us waqat istemal karen, jab market me perfect signal ya news a jaye jo hamare trading k leye behtar sabit ho rahe ho. Dosra agar account ka valum ziada hai to lot size me izafa bhi kar sakte hen. Jis tarah agar 100 dollars ka account pe agar hum 0.01 ki lot lagate hen to 200 dollars pe lot size 0.02 hona chaheye.
              • #8 Collapse

                Re: Choosing lot size?

                Assalamu Alaikum ji bilkul Apne theek kaha hai ki agar aap Forex Mein kam karte hain to aapko chahie ki aap kabhi bhi e jaldbazi na Karen aap Hamesha Forex Mein Small lot size ka hi use Karen agar aap ismein large lot size ka istemal Karte Hain To isase aapke account ko bahut jyada Khatra ho ja sakta hai isiliye agar aap apne account ko safe Rakhna Chahte Hain To aapko chahie Kya Hamesha Forex Mein Small lot size ka hi istemal Karen Kyunki isase aapko bahut jyada benefit Hasil ho sakta hai isase aapko Agar loss hota hai to vah bhi bahut jyada kam Hoga isiliye Hamen Hamesha Forex Mein small lot size ka hi istemal karna chahie
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: Choosing lot size?

                  Assalamu Alaikum dear Forex members ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge aur Apna work complete kar rahe Honge ji Hamen trading Karte dwara lot size Soch samajhkar rakhni chahie Ek Aisa lot size Rakhna chahie jisse Hamen bahut jyada fayda sale ho aur nuksan bahut kam ho to beginners ko chahie ke vah at least 0.01 per lot size rakhen taka unko experience gain ho aur loss kam ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Choosing lot size?

                    Ji han dear main bhi aapki is Baat se agree Karti Hun Ki Forex trading business Mein Apna koi bhi add replace karne se pahle agar aap lot size ki selection karte hue Apne account bonus ke mutabik karte hain to aapko is business Mein kam karte hue save aur secure trading karne ka mauka Milta Hai Kyunki yah Kaisa business hai ki jismein aapki Chhoti Si mistake aapke account ko wash Karva sakti hai isliye Apne account Ko Main poochh rakhkar trading karna aur lot size ki selection karne se pahle Apne account bonus ko check karna bahut Jaruri hota hai Taki aapko use bonus ke mutabik acchi aur profitable trading karne ka mauka mil sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Choosing lot size?

                      assalamu alaikum dear friends I hope you all are fine I am also find one thing to keep in mind agar aap log Pakistan forex forum per kam kar rahe hain to jyada diya tha kam Karen achcha kam Karen Taki aap log ko achcha problem Mile jitna jyada aapko achcha profit milega uthake yad aapko kamyabi milegi uski hard working so that you are saying thank you
                      • #12 Collapse

                        Re: Choosing lot size?

                        Asslam o Alaikum forex members, trade open karna aur usmein profit gain karna ya loss Hona lot size per pet depend karta hai agar ham log trade open karte waqt lot size munasib rakhte hain aur sath hi tpsl ka use karte hain to is Surat mein agar Hamen profit hota hai to vah bhi kam hota hai aur Agar loss ho jata hai to vah bhi affordable hota hai lekin Agar Ham Apne account Se Bada lot size choose Karke trade open karte hain to use Surat mein agar trade Hamare against Chali Jaati Hai To Hamara account was hone ka Khatra bhi hota hai yah Agar account was Nahin bhi Hota To Jo loss hota hai vah bahut hi jyada hota hai jo ke aasani se recoverable nahin Hota Hamen lalach Nahin Karni chahie aur Hamesha marasim lot size Rakhna chahie lot size Hamare account balance par depend Karta Hai Hamen Apne account balance ke mutabik lot size shoes karna chahie aur Hamesha munasib lot size rakhkar heated open karne per Hamen acha profit mil sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Choosing lot size?

                          Assalamu Alaikum Rahmatullahi Barakatuh Nirmit karta hun ke Forex customer member Allah Tala ke kaun se bilkul khairiyat se Honge ji aap ka Sawal Hai Ke choosing lot size ji Hamen chahie ki Ham jo hai na kam Karen Agar Ham kam lot size choose Karenge To isase Hamara account watch Nahin ho sakta balki Ham Ek acchi profit Hasil kar sakte hain Hamen chahie ke bilkul lot size ko kam rakhen Jab Ham lot size ko kam Rakhenge To Hamara account was Nahin Hoga Rama Ek acchi Harne ka Sakenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Choosing lot size?

                            Assalamu alaikum dear Forex number ummid hai ki aap sab khairiyat se honge aapka sawal Hai hamen trade ke liye kitni lot size lagani chahie to main aapko yah batata hun hamen Apne account balance ke mutabik ki lot size Ka intekhab Karna chahie Agar hamara account balance Kam Hai To ham thode lot size ki trade lage aur Agar hamara balance jyada Hai To hamen chahie jyada lot size ki trade lage Agar ham jyada lot size ki trade lagate Hain To ham jyada se jyada profit Hasil kar sakte hain lekin uske liye shart ye Hai hamara account balance bhi jyada ho Agar account balance kam hota hai aur ham jyada lot size ki trade laga dete Hain isase ham loss Mein ja sakte hain aur hamara account bhi wash ho sakta hai hamen chahie ham loss se bacche aur kam lot size ki trade lagaen shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Choosing lot size?

                              Dear forex market main bahut jyada Soch Samajh Kar aur hardworking ke sath kam karna hota hai aur apne account ko manage karte hue limited size ki lot Ko chalakar Na Hota Hai Taki aapka account manage Hota Rahe aur aapko loss na Ho market ki condition ko samajhne ke bad Ham Ko trade open Karni hoti hai jo trader jaldbazi karta hai aur is market Mein trade laga deta hai vah Apna nuksan kar leta hai market Mein trade Lagane Se Pahle a technical analysis aur fundamental analysis Karne padte hain Jo trader market Mein technical aur fundamental analysis ko combine Karke trade open karte hain vah is market Mein Kamyab ho Jaate Hain is market Mein Apni mistake ko repeat karne se Humko nuksan hi hota hai agar market Mein regular kam Karte Rahte Hain To Humko is market Mein Kafi Achcha result Mil Jata Hai market mein nuksan se bachne ke liye Humko acchi planning Karni hoti hai agar hum Market Mein Achcha workout Karte Hain To Humko ismein Kafi Jyada profit Milta Hai market Mein mistakes ko repeat karne se bachne ke liye Humko trading plan banaa kar kam karna Hota Hai MP3 Jyada hot working ke sath market focus karta hai aur aur Market Nikal centration Ke Sath kam karte hue analysis karte hain aur uske bad planning aur strategy ke sath. 0.2 size lot ko maximum select Karte Hain To Ham Apne account ko manage bhi kar lete hain aur Achcha profit bhi banaa sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X