Aslam o alaikum,
Dear friends forex members kya hal hai ummid karta hun Sab khairiyat se Honge aur Apni Apni Forex trading Mein kam kar kar ke acha profit hasil kr k apni achi earnings hasil kr rahy ho gy dear ma abi ap k sath kuch kuch basic information Forex trading ke related share kr raha hu jo k forex ma pip, spread aur account hadge k related ha dear ham ko in k bary ma jan kr kafi information mil skti ha.
What is pip,
Dear Forex members Forex trading sy ham ko jo earning hoti ha wo ham ko pips ki surt ma hoti ha pip ka mtlb hota ha" point in percentage " ya phr ham is ko" price insert point" b kah skty ha dear Forex members agr hm is ma different brokers ko calculate karty ha to is ka trika alg alg hota ha jasy k four digits broker aur five digits broker in ko ham alg alg calculate karen gy agr ham is ma apny four digits broker ko dakhty ha to is ma hmari decimal point k bad 4th ko ham pip kahty ha for example,
ERU/USD ki price 1.3050 sy 1.3090 tak jati ha to ye hmary pas 40 pip ki tabdili hoti ha.
What is spread,
dear Forex members Agar Ham Forex trading Mein spread ko discuss karte hain to dear Forex member ya hamare pass basic information ha wo spread ko ham kuch is trah define krty ha k kisi b pair ki kimat khreed aur kimat frokhat k darmiyan farq ko ham spread kahty ha bid price aur ask price k darmiyan value k farq ko ham spread kahty ha ya phir chart py gray aur red line k center ma jo fasla hota ha us ko ham spread kahty hain.
[IMG]null[/IMG]
What is hadge,
dear Forex member Agar Ham apni trading Mein hadge ko discuss karty ha to ye hmara aik kosm ka loss he hota ha jis ko ham hadge ka name daty ha jasy k agr ham koi b trad open krty ha to is ma apni market ma koso b pair sell krty ha aur Market hmary against chali jati ha jis ay ham ko loss ho rha hota aur ham apni market ma aik buy ki trad b usi pair k py lga daty ha jis sy hmara account hadge jo jata ha agr sell wali trade hmary against ho to buy wali trade sy ham ko profit ho raha hota ha jis sy hmara loss aik limit ma hadge ho jata ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим