Sab se bari reason Jo hamari fail hone ki Hai wo ye hai ke ham log over trading bahut karte hain aur ham greed be bahut karte hain aur sab se bari baat hamare pass information nahin hoti lekin phir be Ham trading karte hain aur profit be big karne ki lalach karte hain ye sab batain hamara nuksan kerwa dati Hain es ke alawa Ham jab trading karte hain to us mein bilkul be money management ko follow nahin karte Agar Ham money management ko follow Karen aur risk percentage ko control karte howe work karen to loss hone ke chance kam ho aur hamare fail hone ke chance be khatm ho jaye lekin Ham in rules ko follow nahin karte aur with out experience trading karna start karte hain jis ki waja se Ham trading mein bilkul fail ho jaate Hain aur again hamare liye Forex trading mein successful hona mushkil ho jata hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим