market mein foran entry ni layni chihay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: market mein foran entry ni layni chihay

    Ji han bilkul dear aapane bilkul sahi kaha hai Hamen is market Mein fauran entry Nahin leni chahie sabse pahle Hamen market ko samajhna chahie Ham Jab forex market Mein kam kar rahe Hote Hain To usmein Ham dekhte hain ki Hamen ismein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hote hain aur Hamen ismein Sabar ke sath kam karna hote hain tab hi Hamen ismein fayda hote hain Agar Ham is market Mein jaldbazi Karte Hain To usse Hamen loss hone ke chance Ho Jaate Hain dear aap Jitna Jyada Sabar ke sath kam Karenge aur aap Jitna Jyada market Mein Soch samajhkar entry Lenge to isase aapko itna hi jyada fayda Hoga agar aap ismein Soch samajhkar fresh mind ke sath Apne analysis perform karte hain to isase aapko Achcha profit hone ke chance jyada ho Jaate Hain aur aapko profit Milta Hai hai isliye is market Mein Sabar ke sath kam kiya jaaye to jyada fayda ho milega Agar Ham is market Mein acche tarike se Soch Samajh Kar entry lete hain to uska Hamen fayda Hota Hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: market mein foran entry ni layni chihay

      Ji Bhai aapane bilkul theek Kaha Forex trading per Hamesha Sabar se kaam Lena chahie aur Market Mein entry Lene Se Pahle wait karna chahie aur Market ko acchi Tarah analyse karna chahie aur Market ki movement ka andaza Lagana chahie market keh market kis waqat Upar move kar rahi hai ya market kis waqat niche move kar rahi hai Jab aapko market ki movement ka andaza hoga tab aapko trade open karne ke liye ek Achcha point mil Jaega Jis per aap trade open karke Achcha profit hassil kar Sakenge.
      • #18 Collapse

        Re: market mein foran entry ni layni chihay

        Market mein entry nhi Lani chaiy aap nay achi baat ki hai aap jab bi market mein entry latay hai tu aap ko market ka achi Tara jaza lana chaiy jab aap achi entry la gay tu aap acha jaza la Kar àchi earning has Kar saktay hai
        • #19 Collapse

          Re: market mein foran entry ni layni chihay

          G bilkul humey Market mein entry jaldi nahi leyni chahiye Soch samjh ke Merket mein entry leyni Chahiye Market ko Pehly achi trah analyze krna chahiye uske bd bd agar koi news wegerah hai tu usko achi trah read krna chahiye uske mutabik Trading krni chahiye Trading tukey se nahi balkey Achi trah samjh ke ki jaati hain
          • #20 Collapse

            Re: market mein foran entry ni layni chihay

            Assalamu alaikum Forex mein hamen foreign entry nahin leni chahie balki analyses were focused karna chahie agaram foreign entry le lenge to is per hamen aur last bhi a sakta hai hamare se strong Ho Gaya Mara experience jyada hoga uske bad jab Ham entry lenge to hamen kamyabi milegi
            • #21 Collapse

              Re: market mein foran entry ni layni chihay

              Assalamu alaikum kya hal ha dosto umeed krta hn keh ap khariyat sa hn ga or apni forex trading acha tareeka sa kr rha hn ga main ap ko yeh btana chahta hn keh yeh bat thek ha keh hmain forex trading main foran sa entry ni leni chahiya balkeh entry lena sa pehle kisi senior sa mashwara kr lena chahiya jb hm esa krain ga to hm es sa ziada sa ziada faida hasil kr skain ga Allah Hafiz
              • #22 Collapse

                Re: market mein foran entry ni layni chihay

                Dear forex member main ummid karta Hun ki aap sab khairiyat se honge isiliye forex hamen market mein fauran entry Karne Ko nahin kata bulke hamen hard working se a post karne ko kahta hai Taki Ham mehnat Karen aur kamyab hona Hi vajah hai ki Ham mehnat se kam karenge hamari post mein Koi bhi mistake nahin hogi to Forex hamen achcha bonus dega isiliye production mein market mein fauran entry Karne Ko nahin kahta tha ki aap loss na ho
                • #23 Collapse

                  Re: market mein foran entry ni layni chihay

                  Jihad dear aapki baat bilkul sahi hai forex market Mein kam karte hue Hamen kabhi bhi jaldbaji ka Mushaira nahin karna chahie bol ke Jab market open Hoti Hai To Uske bahut acche tarike se Soch Samajh Kar aur Market ki movement ko samajhte Hue aur usko analyse karne ke bad hi Apna order please karna Hamare liye faydemand hota hai Kyunki Agar Ham jalva ji se kam lete Hue forex market Mein kam karne ki koshish Karte Hain To Hamen loss ka Samna karna pad sakta hai isiliye loss se bachne ke liye forex market Mein entry Lene se pahle market ki movement ko Kuchh der watch out Karen aur uske bad Apna order place Karen Taki aapko order successful Rahe
                  • #24 Collapse

                    Re: market mein foran entry ni layni chihay

                    Dear forex market Mein Hamen fauran entry Nahin Deni chahie ke market mein jyada Se Jyada time Gujar kar aur Market ki movement ko study karne ke bad analyses karne ho tum ho aur analysis ki basis per Hamen trading Karni hoti hai ab Hamen market Mein Achcha result Mil Jata Hai market ki condition ko samajhne ke bad Ham Ko trade open Karni hoti hai jo trader jaldbazi karta hai aur is market Mein trade laga deta hai vah Apna nuksan kar leta hai market Mein trade Lagane Se Pahle a technical analysis aur fundamental analysis Karne padte hain Jo trader market Mein technical aur fundamental analysis ko combine Karke trade open karte hain vah is market Mein Kamyab ho Jaate Hain is market Mein Apni mistake ko repeat karne se Humko nuksan hi hota hai agar market Mein regular kam Karte Rahte Hain To Humko is market Mein Kafi Achcha result Mil Jata Hai market mein nuksan se bachne ke liye Humko acchi planning Karni hoti hai agar hum Market Mein Achcha workout Karte Hain To Humko ismein Kafi Jyada profit Milta Hai market Mein mistakes ko repeat karne se bachne ke liye Humko trading plan banaa kar kam karna Hota Hai Agar Ham market mein time and Karke market ke stable hone ka vate karte hain aur uske bad learning aur strategy Banakar trading Karte Hain To Ham market Mein achha profit banate hain Rahte Ho Hamen market Mein jaldbazi ke sath Kam Nahin Karna chahie cool mind ke sath market Mein trading Karni chahie.
                    • #25 Collapse

                      Re: market mein foran entry ni layni chihay

                      Yes dear Humko is market Mein entry Lagane ke liye jaldbaji Nahin Karni chahie Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krny ka acha profit mil jata hai market mai hum ko time lagany k baad kamyabi mil jati hai market mein humko acchi trade Lagane Se kamyabi Mil Jaati Hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: market mein foran entry ni layni chihay

                        jasy he ap ki market main entry hoti ha kuch log asy han jo oanaty he is main trade open kar lety han jo ka bahut he zeyada galat bat ha hamen esa nhe karnanha kun kan is market ko samjh ka is main kam kiya jata ha to ye kasy ho skta ap ko is ka bary main pata e na ho ap ap entry le to nuksan ka samna karna par skta ha islye behtar yehe hota ha ka ap is ko phely analysis karen pher is main apni postion ya trade ko hold karen
                        • #27 Collapse

                          Re: market mein foran entry ni layni chihay

                          Assalam walekum ji aapane bilkul theek kaha hai market mein foren entry nahin leni chahie Forex mein trading ke dauran jab Ham set karte Hain to hamen chahie ke trading market mein ham foren entry nale Bal ke pahle demo account per market ko acchi tarah analyse kar len ke market kis movement per chal market mein kya ups and down a rahe hain tabhi jakar ham market mein entry lain agar ham market open karte he market myntra Le lete Hain Ham market ko acchi tarah analyse kiye hue nahin hote to usse hamen loss bhi ho sakta hai isiliye market mein foreign entry nahin leni chahie Bal ke market ko acchi tarah analyse karke bad mein main market mein inter hona chahie.
                          • #28 Collapse

                            Re: market mein foran entry ni layni chihay

                            Assalamu alaikum dear Forex member ummid hai aap sab khairiyat se honge aaj ka jo hamara topic hai vah hai market mein main foreign entry nahin leni chahie ji bilkul aapane theek sawal Kiya hai hamen market mein main jaldbaji nahin karni chahie hamen chahie ke Ham market mein jakar visit Karen market ki ki situation dekhkar apni trade Karen aur aur ham vahan jakar jyada se jyada time spend Karen taake hamen market ki ki puri puri situation samaj a jaaye uske bad hamen main market ki position dekhkar apni trade karni chahie thanks
                            • #29 Collapse

                              Re: market mein foran entry ni layni chihay

                              Assalamu Alaikum dear member Forex trading market me agar aap Soch samajhkar entry Nahin Lete Hain To aap ke liye definitely bahut jyada problem ho sakti hain aur aap ko nuksan ho sakta hai aur aapki investment minimise ho sakti hai Jab of Forex trading market me apni working kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko Hamesha Soch samajh kar rahi apni entry Lena Hoti Hai Kyunki jawab Forex trading market Mein Soch Samajh Kar apni entry lete hain to aapko bahut jyada advantages available ho sakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: market mein foran entry ni layni chihay

                                My dear friends i hope you are well and you are earnning good bouns and good profit by working hard in forex forum dear friends baouth sy log aysy hoty hin jo markete ky open hoty he markete main entry lyty hin mere in ko advise hy khe voh an chazo sy avoids karin ager voh un chazo ko use karin gy to un ko pher bary loss kaley ready rahna chaye ager hum kameyab hona chaty hin to humy chaye khe hum mehnat karin aur kameyabi hasil karin ess leye humy chaye khe hum mehnat karin aur hard work karin aur kamybi hasil karin best of luck...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X